Poet
علیم اللہ
Poems
- آیا ہے مگر عشق میں دل دار ہماراہر تن میں ہوا جان ہر اک جسم کا نیاراāyā hai magar ishq meñ dil dār hamārāhar tan meñ huā jān har ik jism kā nayārā
- اب تلک حق نہیں پچھانے واہ واہجان کو اپنی نہ جانے واہ واہab talak haq nahīñ pachhane vāh vāhjān ko apnī na jāne vāh vāh
- اپنے سے بے سمجھ کو حق کی کہاں پچھانت'من عَرَفَ' کو نہ بوجھا 'قد عَرَفَ' سوں جہالتapne se be samajh ko haq kī kahāñ pachhant'man arafa' ko na būjhā 'qad arafa' sūñ jahālat
- الٰہی بلبل گل زار معنی کر لساں میرابرنگ ابر نیسانی سخن گوہر فشاں میراilāhī bulbul-e-gul zār ma.anī kar lassāñ merābarang-e-abr-e-naisānī suḳhan gauhar fishāñ merā
- بحریؔ پچھانے نیں اسے گل کے سو وہ دم ساز تھےچنچل چھبیلے چلبلے مغرور صاحب ناز تھےbahrī pachhane naiñ use gul ke so vo dam sāz thechanchal chhabīle chulbule maġhrūr sāhab nāz the
- پیا کے رخ کی جھلک کا پرتو کیا ہے جھلکار آفتابینظر سوں عالم کے ہو رہی ہے مثال خفاش بے حجابیpiyā ke ruḳh kī jhalak kā partau kyā hai jhalkār āftābīnazar sūñ ālam ke ho rahī hai misāl-e-ḳhuffāsh be hijābī
- پیتم کے دیکھنے کے تماشا کو جائیں چلاپنے پیا کو عشق سوں اپنے رجھائیں چلpītam ke dekhne ke tamāshā ko jā.eñ chalapne piyā ko ishq sūñ apne rijhā.eñ chal
- تو ہے کس منزل میں تیرا بول کھاں ہے دل کا ٹھاردم ترا آتا ہے کھاں سوں بول کھاں جاتا ہے بھارtū hai kis manzil meñ terā bol khāñ hai dil kā ṭhārdam tirā ātā hai khāñ sūñ bol khāñ jātā hai bhār
- تیزی ترے مژگاں کی یہ نشتر سے کہوں گاابرو کی شکایت دم خنجر سے کہوں گاtezī tire mizhgāñ kī ye nashtar se kahūñgāabrū kī shikāyat dam-e-ḳhanjar se kahūñgā
- جب پیارا گلہ سناتا ہےعشق تازہ بدن میں آتا ہےjab pyārā gila sunātā haiishq tāza badan meñ ātā hai
- حسن کا دیکھ ہر طرف گل زارعندلیباں ہوئے ہیں دل افگارhusn kā dekh har taraf gul zārandalībāñ hue haiñ dil afgār
- خیالات رنگیں نہیں بولتے اس کو جیوں باس پھولوں کے رنگوں میں رہیےدو رنگی سوں جانا گزر دل سوں اول بزاں جا کے واں ایک رنگوں میں رہیےḳhayālāt rangīñ nahīñ bolte us ko jyūñ bās phūloñ ke rangoñ meñ rahiyedo rangī sūñ jānā guzar dil sūñ avval bazāñ jā ke vāñ ek rangoñ meñ rahiye
- دل بر کو دلبری سوں منا یار کر رکھوںپیتم کو اپنے پیت سوں گلہار کر رکھوںdil bar ko dilbarī sūñ manā yār kar rakhūñpītam ko apne pīt sūñ gulhār kar rakhūñ
- دیا ساقی لبالب مجھ کو ساغرہوا سارا کدورت دل سوں باہرdiyā sāqī labālab mujh ko sāġharhavā sārā kudūrat dil sūñ bāhar
- راہ میں حق کے عزیزاں آپ کو قرباں کرویا نہیں اس پر تصدق اپنا جسم و جاں کروrāh meñ haq ke azīzāñ āp ko qurbāñ karoyā nahīñ us par tasadduq apnā jism-o-jāñ karo
- رقیب نفس کا مکھ موڑتا رہہوا اور حرص کے تئیں توڑتا رہraqīb nafas kā mukh moṛtā rahhavā aur hirs ke ta.īñ toṛtā rah
- سمجھ کے دیکھو اے عارفاں تم کیا ہے حق نے یہ بھید کیسااپے ہے اول اپے ہے آخر اپے چہ مخفی اپے چہ پیداsamajh ke dekho ai ārifāñ tum kyā hai haq ne ye bhed kaisāape hai avval ape hai āḳhir ape cha maḳhfī ape cha paidā
- عبث کیوں عمر سونے میں گنوایاجو کوئی جاگا سو اپنے پیو کو پایاabas kyūñ umr sone meñ gañvāyājo koī jāgā so apne piyo ko pāyā
- عجب چنچل ملا ہے یار ہمناکیا اک بارگی سرشار ہمناajab chanchal milā hai yār hamnākiyā ik bārgī sarshār hamnā
- عشق آ ہم سوں کیا جب رام رامہم کسی حاجی کو نہیں کرتے سلامishq ā ham sūñ kiyā jab rām rāmham kisī hājī ko nahīñ karte salām
- عقل جزوی چھوڑ کر اے یار فکر گل کرومشعل دل کو چتا فانی چراغاں گل کروaql juzvī chhoṛ kar ai yār fikr-e-gul karomashal-e-dil ko chitā fānī charāġhāñ gul karo
- عقل کو چھوڑ عشق میں آ جاخام ہے عشق سوں جو کوئی لا جاaql ko chhoṛ ishq meñ ā jāḳhām hai ishq sūñ jo koī lā jā
- غفلت میں سویا اب تلک پھر ہووے گا ہشیار کبیاری لگایا خلق سوں پاوے گا اپنا یار کبġhaflat meñ soyā ab talak phir hove gā hushyār kabyārī lagāyā ḳhalq sūñ pāvegā apnā yār kab
- کیتا کہیں پکار اے غافل بیا بیاپھرتا ہے کیوں تو بھول اپس کا پیا پیاkītā kahīñ pukār ai ġhāfil biyā biyāphirtā hai kyūñ to bhūl apas kā piyā piyā
- گر عشق ہے تو دیکھنے پیو کو شتاب آلا شک ہو حق کی رہ میں چلا بے حجاب آgar ishq hai to dekhne piyo ko shitāb ālā shak ho haq kī rah meñ chalā be hijāb ā
- لگا کر عشق کا کجرا نین کودکھاؤں یاں سیتی حب الوطن کوlagā kar ishq kā kajrā nain kodikhā.ūñ yāñ saitī hub alvatan ko
- مرغ زیرک عقل کا ہے عشق کا صیاد شوخعقل ہے بسیار شیریں عشق کا فرہاد شوخmurġh-e-zīrak aql kā hai ishq kā sayyād shoḳhaql hai bisyār shīrīñ ishq kā farhād shoḳh
- نکو نصیحت کرو عزیزاں نگا ہے ہمنا مہن سوں میتاتجا ہوں میں ریت سب جہاں کی جدھاں پیا سوں پریت کیتاnako nasīhat karo azīzāñ nagā hai hamnā muhan sūñ metātajā hūñ maiñ ret sab jahāñ kī jadhāñ piyā sūñ prīt kītā
- یار جب نینوں میں آیا ہو بہ ہوجیوں سنا تیوں اس میں پایا ہو بہ ہوyār jab nainoñ meñ āyā hū ba hūjyūñ sunā tiyoñ is meñ pāyā hū ba hū
- یار کے درسن کے خاطر جان اور تن بھول جامکھ منور دیکھ اس کا رنگ گلشن بھول جاyār ke darsan ke ḳhātir jān aur tan bhūl jāmukh munavvar dekh us kā rang gulshan bhūl jā
- لا مکاں لگ عاشقاں کے عشق کا پرواز ہےآسمان اور عرش و کرسی ان کا پا انداز ہےlā makāñ lag āshiqāñ ke ishq kā parvāz haiāsmān aur arsh-o-kursī un kā pā andāz hai
- نور حق بے حجاب عشق اللہیاد دلبر شراب عشق اللہnūr-e-haq be hijāb ishq allāhyād dilbar sharāb-e-ishq allāh