Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Iftikhar Arif

افتخار عارف

b. 1943

Poems

  1. ab ke bār phirmauj-e-bahār ne
  2. abhī kuchh din lageñgedil aise shahr ke pāmāl ho jāne kā manzar bhūlne meñ
  3. ik ḳhvāhish thīkabhī aisā ho
  4. aur har taraf sukūn haisukūn hī sukūn hai
  5. ai shahr rasan bastakyā ye tirī manzil hai
  6. bachpan kī galiyoñ meñ jin jin gharoñ ke shīshe merī gend se ṭūṭe theun sab kī kircheñ kabhī kabhī merī ānkhoñ meñ chubhne lagtī haiñ
  7. patangeñ lauṭne vāloñ ko kyā ma.alūm kis ke hāth kā mānjhā kharā thā aur kis kīḍor halkī thī
  8. tum ne jo phūl mujhe ruḳhsat hote vaqt diyā thāvo nazm maiñ ne tumhārī yādoñ ke sāth lifāfe meñ band kar ke rakh dī thī
  9. jabīn-e-vaqt par likhī huī sachchā.iyāñ raushan rahī haiñtā abad raushan raheñgī
  10. jauharī ko kyā ma.alūm kis tarah kī miṭṭī meñ kaise phūl hote haiñkis tarah ke phūloñ meñ
  11. ḳhudāvand mujhe taufīq de meñ aise zinda lafz likhūñjo na lakhoñ meñ to duniyā bānjh ho jā.e
  12. dil kī ānkh se ḳhair ke sāre raushan manzar dekhne vālo!had-e-nazar tak phailī huī sab raushniyoñ sāre rangoñ ko
  13. rāt din ḳhvāb bantī huī zindagīdil meñ naqd izāfī kī lau
  14. shāḳh-e-zaitūn par kam suḳhan fāḳhtā.oñ ke itne basere ujāṛe ga.eaur huā chup rahī
  15. ajab din theajab nāmehrbāñ din the bahut nāmehrbāñ din the
  16. ajab ghaṛī thīkitāb-e-kīchaṛ meñ gir paṛī thī
  17. alī iftiḳhār kī māñ se maiñ ne batā diyā hai ke apne beṭe kotitliyoñ ke qarīb jāne se rokiye
  18. kabhī kabhī dil ye sochtā haina jāne ham be yaqīn logoñ ko nām haidar se rabt kyūñ hai
  19. kise ḳhabar thīek musāfir mustaqbil zanjīr karegā aur safar ke sab ādāb badal jā.eñge
  20. gul dānoñ meñ saje hue phūloñ ko maiñ nerāt apnī āġhosh meñ le kar itnā bhīnchā
  21. mirā zehn dil kā rafīq haimirā dil rafīq hai jism kā
  22. mirī zindagī meñ bas ik kitāb hai ik charāġh haiek ḳhvāb hai aur tum ho
  23. mire shikāriyo amān chāhtā hūñ maiñbas ab salāmtī-e-jāñ kī had talak uṛān chāhtā hūñ maiñ
  24. mere ābā-o-ajdād ne hurmat ādmī ke liyetā abad raushnī ke liye
  25. maiñ jin ko chhoṛ āyā thā shanāsā.ī kī bastī ke vo sāre rāste āvāz dete haiñnahīñ ma.alūm ab kis vāste āvāz dete haiñ
  26. maiñ lākh buzdil sahī magar maiñ isī qabīle kā ādmī hūñ ke jis ke beṭoñ nejo kahā us pe jān de dī
  27. hanḍolā jhūlne vālezamīñ se kaṭ ke ūnchā jhūlne kī chāh rakhte haiñ to phir jhūleñ
  28. ''havā ke parde meñ kaun hai jo charāġh kī lau se kheltā haikoī to hogā
  29. ye jabr māh-o-sāl meñ ghirī huī zamīñ mirī gavāh haijin kī bāzgasht se mire vajūd kī sadāqatoñ kā inkishāf ho