Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Hasrat Mohani

حسرت موہانی

1875–1951Born in MohanDied in Lucknow

Syed Fazl-ul-Hasan, known as Hasrat Mohani, was a ghazal poet and a campaigner for Indian independence. A graduate of M.A.O. College, Aligarh, he founded the journal Urdu-e-Mualla in 1903 and was imprisoned by the British for his writing and politics. He moved the demand for complete independence at the 1921 Congress session and is credited with the slogan Inquilab Zindabad. His ghazal Chupke Chupke Raat Din is widely sung.

Writes about

  • Love
  • Freedom
  • Devotion to Krishna

Poems

  1. qavī dil shādmāñ dil pārsā diltire āshiq ne bhī pāyā hai kyā dil
  2. kyā tum ko ilāj-e-dil shaidā nahīñ ātāātā hai par is tarah ke goyā nahīñ ātā
  3. kyā vo ab nādim haiñ apne jaur kī rūdād selā.e haiñ meraṭh jo āḳhir mujh ko faiz ābād se
  4. kaise chhupā.ūñ rāz-e-ġham, dīda-e-tar ko kyā karūñdil kī tapish ko kyā karūñ, soz-e-jigar ko kyā karūñ
  5. ghaṭegā tere kūche meñ vaqār āhista āhistabaṛhegā āshiqī kā etibār āhista āhista
  6. lutf kī un se iltijā na kareñham ne aisā kabhī kiyā na kareñ
  7. mahrūm-e-tarab hai dil-e-dilgīr abhī takbāqī hai tire ishq kī tāsīr abhī tak
  8. mudāvā-e-dil-e-dīvāna karteye karte ham to kuchh achchhā na karte
  9. mastī ke phir ā ga.e zamāneābād hue sharāb ḳhāne
  10. muqarrar kuchh na kuchh is meñ raqīboñ kī bhī sāzish haivo be parvā ilāhī mujh pe kyūñ garm-e-navāzish hai
  11. nazāra-e-paiham kā salā mere liye haihar samt vo ruḳh jalva numā mere liye hai
  12. nazar phir na kī us pe dil jis kā chhīnāmohabbat kā ye bhī hai koī qarīnā
  13. nigāh-e-yār jise āshnā-e-rāz karevo apnī ḳhūbī qismat pe kyūñ na nāz kare
  14. na samjhe dil fareb-e-ārzū kona ham chhoṛeñ tumhārī justujū ko
  15. na sahī gar unheñ ḳhayāl nahīñke hamārā bhī ab vo hāl nahīñ
  16. na sūrat kahīñ shādmānī kī dekhībahut sair-e-duniyā-e-fānī kī dekhī
  17. vasl kī bantī haiñ in bātoñ se tadbīreñ kahīñārzūoñ se phirā kartī haiñ taqdīreñ kahīñ
  18. vo chup ho ga.e mujh se kyā kahte kahteke dil rah gayā mudda.ā kahte kahte
  19. vo qāmat-e-buland nahīñ dar qabā-e-nāzik sarv-e-nāz hai jo banā ho barā-e-nāz
  20. har hāl meñ rahā jo tirā āsrā mujhemāyūs kar sakā na hujūm-e-balā mujhe
  21. ham āshiq fāsiq the ham sūfī sāfī haiñpī leñ jo kahīñ ab bhī dar ḳhūrd muāfī haiñ
  22. ham ne kis din tire kūche meñ guzārā na kiyātū ne ai shoḳh magar kām hamārā na kiyā
  23. hameñ vaqf-e-ġham sar basar dekh letevo tum kuchh na karte magar dekh lete
  24. hai mashq-e-suḳhan jārī chukī kī mashaqqat bhīik turfa tamāshā hai hasrat kī tabī.at bhī
  25. yād kar vo din ke terā koī saudā.ī na thābāvajūd-e-husn to āgāh-e-ra.anā.ī na thā
  26. yād haiñ sāre vo aish-e-bā farāġhat ke mazedil abhī bhūlā nahīñ, āġhāz-e-ulfat ke maze
  27. yūñ to āshiq tirā zamāna huāmujh sā jāñ bāz dūsrā na huā