Poet
Habab Hashmi
Poems
- اب تلک تند ہواؤں کا اثر باقی ہےاک چراغ اور سر راہ گزر باقی ہےab talak tund havā.oñ kā asar bāqī haiik charāġh aur sar-e-rāh guzar bāqī hai
- اب مصر میں کہاں کوئی بازار معتبریوسف ہی معتبر نہ خریدار معتبرab misr meñ kahāñ koī bāzār-e-motabaryūsuf hī motabar na ḳharīdār motabar
- امید و بیم کے عالم میں دل دہلتا ہےوہ آتے آتے کئی راستے بدلتا ہےummīd-o-bīm ke ālam meñ dil dahaltā haivo āte āte ka.ī rāste badaltā hai
- تصور میں بہت کیں انجمن آرائیاں ہم نےسلیقے سے گزاریں اس طرح تنہائیاں ہم نےtasavvur meñ bahut kīñ anjuman ārā.iyāñ ham nesalīqe se guzāreñ is tarah tanhā.iyāñ ham ne
- جب اس سے ترک ملاقات کا ارادہ کیاتب اس نے دامن دل کو ذرا کشادہ کیاjab us se tark-e-mulāqāt kā irāda kiyātab us ne dāman-e-dil ko zarā kushāda kiyā
- جذبۂ شوق نے یوں داد وفا پائی ہےکھنچ کے منزل مرے قدموں میں چلی آئی ہےjazba-e-shauq ne yūñ dād-e-vafā pā.ī haikhiñch ke manzil mire qadmoñ meñ chalī ā.ī hai
- حد جنوں سے بھی آگے گئے ہیں دیوانےملے گی منزل مقصود کب خدا جانےhad-e-junūñ se bhī āge ga.e haiñ dīvānemilegī manzil-e-maqsūd kab ḳhudā jāne
- خود پہ وہ فخر کناں کیسا ہےاس کو اپنے پہ گماں کیسا ہےḳhud pe vo faḳhr kunāñ kaisā haius ko apne pe gumāñ kaisā hai
- زندگی اک وبال ہے صاحباب تو جینا محال ہے صاحبzindagī ik vabāl hai sāhabab to jīnā muhāl hai sāhab
- سنی سنائی وہ آواز مر ہی جانے دوصدی کا غم ہے تو لمحے بکھر ہی جانے دوsunī sunā.ī vo āvāz mar hī jāne dosadī kā ġham hai to lamhe bikhar hī jāne do
- سوز و گداز و جذب و اثر کون لے گیاہم سے متاع درد جگر کون لے گیاsoz-o-gudāz-o-jazb-o-asar kaun le gayāham se matā-e-dard-e-jigar kaun le gayā
- کبھی ہمارے لئے تیغ بے نیام کروجو داستاں ہے تمہاری اسے تمام کروkabhī hamāre liye teġh-e-be niyām karojo dāstāñ hai tumhārī use tamām karo
- کسے بتائیں کہ زاد سفر گیا کب کارہا ہی کیا ہے غم معتبر گیا کب کاkise batā.eñ ke zād-e-safar gayā kab kārahā hī kyā hai ġham-e-motabar gayā kab kā
- کہاں وہ سیم تناں ہیں کہاں وہ گل بدناںعزیز از دل و جاں ہے حدیث لالہ رخاںkahāñ vo sīm tanāñ haiñ kahāñ vo gul badanāñazīz az dil-o-jāñ hai hadīs-e-lāla ruḳhāñ
- کیا ہوا رنگینیٔ صبح و مسا باقی نہیںاپنے ہی گھر میں وہ پہلی سی فضا باقی نہیںkyā huā rangīnī-e-sub.h-o-masā bāqī nahīñapne hī ghar meñ vo pahlī sī fazā bāqī nahīñ
- مری خاطر کوئی نامہ کوئی پیغام تو ہودل مضطر کو کسی طور سے آرام تو ہوmirī ḳhātir koī nāma koī paiġhām to hodil-e-muztar ko kisī taur se ārām to ho