Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Daood Mohsin

b. 1962

Poems

Meter
  1. āj ke māhaul meñ insāniyat badnām haiye inād-e-bāhamī kā hī faqat anjām hai
  2. ab bhī apnā ḳhayāl rakhā haiham ne īmāñ sambhāl rakhā hai
  3. abhī hai un kī jafā.oñ kī ik chubhan bāqīfuġhāñ-o-nauha girī kī hai kuchh agan bāqī
  4. ik junūñ be misāl chāhtā hūñbas tumhārā ḳhayāl chāhtā hūñ
  5. tuḳhm nafrat bū rahā hai ādmīādmiyyat kho rahā hai ādmī
  6. chāndī kī nā.o sone kī patvār dekh karḳhud ko ḍubone ā ga.e manjhdār dekh kar
  7. dekhnā ho gar banā kar kānch kā ghar dekhnākaun barasitā hai kis jānib se patthar dekhnā
  8. zindāñ meñ hūñ maiñ shahr-e-nigārāñ se kyā mujheis gulsitāñ kī bād bahārāñ se kyā mujhe
  9. samajh rahe the ke apnī sudhar ga.ī duniyāhameñ to muft meñ badnām kar ga.ī duniyā
  10. sahmā hai āsmān zamīñ bhī udās haihar gā.oñ aur shahr meñ ḳhauf-o-hirās hai
  11. zohr-e-āshiqī se ḍartā hūñhusn kī bar.hamī se ḍartā hūñ
  12. kyā batāte haiñ ishārāt tumheñ kyā ma.alūmkitne mashkūk haiñ hālāt tumheñ kyā ma.alūm
  13. kaisā andher kar gayā sūrajjāne ab kis ḍagar gayā sūraj
  14. maiñ tumhārā apnā hūñ ānkh khol kar dekhoapne dil ko ai jānāñ tum ṭaṭol kar dekho
  15. maiñ ne kahā ke dil meñ to armān haiñ bahutus ne kahā ke āp to nādān haiñ bahut
  16. ham se lamhāt ḳhushī ke bhī sambhāle na ga.edard pur dard uṭhe aur vo ṭāle na ga.e