Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Daood Mohsin

b. 1962

Poems

Meter
  1. āj ke māhaul meñ insāniyat badnām haiye inād-e-bāhamī kā hī faqat anjām hai
  2. ab bhī apnā ḳhayāl rakhā haiham ne īmāñ sambhāl rakhā hai
  3. abhī hai un kī jafā.oñ kī ik chubhan bāqīfuġhāñ-o-nauha girī kī hai kuchh agan bāqī
  4. ik junūñ be misāl chāhtā hūñbas tumhārā ḳhayāl chāhtā hūñ
  5. tuḳhm nafrat bū rahā hai ādmīādmiyyat kho rahā hai ādmī
  6. chāndī kī nā.o sone kī patvār dekh karḳhud ko ḍubone ā ga.e manjhdār dekh kar
  7. dekhnā ho gar banā kar kānch kā ghar dekhnākaun barasitā hai kis jānib se patthar dekhnā
  8. zindāñ meñ hūñ maiñ shahr-e-nigārāñ se kyā mujheis gulsitāñ kī bād bahārāñ se kyā mujhe
  9. samajh rahe the ke apnī sudhar ga.ī duniyāhameñ to muft meñ badnām kar ga.ī duniyā
  10. sahmā hai āsmān zamīñ bhī udās haihar gā.oñ aur shahr meñ ḳhauf-o-hirās hai
  11. zohr-e-āshiqī se ḍartā hūñhusn kī bar.hamī se ḍartā hūñ
  12. kyā batāte haiñ ishārāt tumheñ kyā ma.alūmkitne mashkūk haiñ hālāt tumheñ kyā ma.alūm
  13. kaisā andher kar gayā sūrajjāne ab kis ḍagar gayā sūraj
  14. maiñ tumhārā apnā hūñ ānkh khol kar dekhoapne dil ko ai jānāñ tum ṭaṭol kar dekho
  15. maiñ ne kahā ke dil meñ to armān haiñ bahutus ne kahā ke āp to nādān haiñ bahut
  16. ham se lamhāt ḳhushī ke bhī sambhāle na ga.edard pur dard uṭhe aur vo ṭāle na ga.e
  17. itne fareb khā.e haiñ qurbat meñ yār kīmohsin fareb aur bhī khāyā na jā.egā
  18. afsāna dard-o-ġham kā sunāyā na jā.egāab zaḳhm-e-dil kisī ko dikhāyā na jā.egā
  19. bāt tere nām kī hone lagīdil meñ mere sansanī hone lagī
  20. rifāqatoñ kā jahāñ tār tār dekhā haivajūd zīst kā uṛtā ġhubār dekhā hai
  21. zaḳhm-e-dil dāġh-e-jigar dāġh-e-tamannā kī qasamchānd se phūl se ḍar ham ko yahāñ hotā hai
  22. zindagī ṭūṭ ke bikhrī hai sar rāh abhīhādisa kahiye use yā ke tamāshā kahiye
  23. sāre jahāñ meñ qisse ye mashhūr ho ga.ebhā.ī hamāre munkir-e-dastūr ho ga.e
  24. zabt kī thī shart dil se jāne kyūñlamha lamha bekalī hone lagī
  25. kitnā ajīb tar hai aqīda janāb kāpatthar kī mūratoñ se vafā māñg rahe ho
  26. kaun apnā hai yahāñ kaun parāyā kahiyekaun detā hai bhalā dukh meñ sahārā kahiye
  27. lamha lamha pukāre jāte haiñkaun dil ke qarīb āte haiñ
  28. masnadeñ taḳht-o-tāj dastāreñkaun kis ke liye luṭāte haiñ
  29. maiñ chāhtā hūñ tumheñ apnī zindagī kī tarahmire vajūd pe chhā jā.o chāndnī kī tarah
  30. nahīñ hai pās kisī kā kisī ko ai mohsinke āzmā ke unheñ bār bār dekhā hai
  31. har ek shām sañvar jā.egī mirī mohsinhar ek bāt tumhārī hai shāyarī kī tarah
  32. har taraf dard kā āhoñ kā samāñ hotā haipānī jaltā hai samundar meñ dhuāñ hotā hai