Poet
Daniyal Tareer
1980–2015
Poems
- آتشیں لہر نہ برفاب میں رکھی جائےشب غنودہ مرے اعصاب میں رکھی جائےātishīñ lahr na barfāb meñ rakhī jā.eshab ġhunūda mire a.asāb meñ rakhī jā.e
- آگ میں جلتے ہوئے دیکھا گیا ہےآسماں گلتے ہوئے دیکھا گیا ہےāg meñ jalte hue dekhā gayā haiāsmāñ galte hue dekhā gayā hai
- اجالا ہی اجالا روشنی ہی روشنی ہےاندھیرے میں جو تیری آنکھ مجھ کو دیکھتی ہےujālā hī ujālā raushnī hī raushnī haiandhere meñ jo terī ānkh mujh ko dekhtī hai
- ایک بجھاؤ ایک جلاؤ خواب کا کیا ہےآنکھوں میں رکھ کر سو جاؤ خواب کا کیا ہےek bujhā.o ek jalā.o ḳhvāb kā kyā haiānkhoñ meñ rakh kar so jā.o ḳhvāb kā kyā hai
- بدن پر ٹانک کر تارے اڑایا جا رہا ہےمجھے آخر پرندہ کیوں بنایا جا رہا ہےbadan par ṭānk kar tāre uṛāyā jā rahā haimujhe āḳhir parinda kyūñ banāyā jā rahā hai
- بلا جواز نہیں ہے فلک سے جنگ مریاٹک گئی ہے ستارے میں اک پتنگ مریbalā javāz nahīñ hai falak se jang mirīaṭak ga.ī hai sitāre meñ ik patang mirī
- بہ طرز خواب سجانی پڑی ہے آخر کارنئی زمین بنانی پڑی ہے آخر کارba tarz-e-ḳhvāb sajānī paṛī hai āḳhir kārna.ī zamīn banānī paṛī hai āḳhir kār
- پانی کے شیشوں میں رکھی جاتی ہےسندرتا جھیلوں میں رکھی جاتی ہےpānī ke shīshoñ meñ rakhī jātī haisanadratā jhīloñ meñ rakhī jātī hai
- تسلسل سے گماں لکھا گیا ہےیقیں تو ناگہاں لکھا گیا ہےtasalsul se gumāñ likhā gayā haiyaqīñ to nāgahāñ likhā gayā hai
- جرس اور ساربانوں تک پہنچنا چاہتا ہےیہ دل اگلے زمانوں تک پہنچنا چاہتا ہےjaras aur sārbānoñ tak pahuñchnā chāhtā haiye dil agle zamānoñ tak pahuñchnā chāhtā hai
- چاند چھونے کی طلب گار نہیں ہو سکتیکیا مری خاک چمکدار نہیں ہو سکتیchānd chhūne kī talab gār nahīñ ho saktīkyā mirī ḳhāk chamakdār nahīñ ho saktī
- خاموشی کی قرأت کرنے والے لوگابو جی اور سارے مرنے والے لوگḳhāmoshī kī qarat karne vāle logabū jī aur sāre marne vāle log
- خواب جزیرہ بن سکتے تھے نہیں بنےہم بھی قصہ بن سکتے تھے نہیں بنےḳhvāb jazīra ban sakte the nahīñ baneham bhī qissa ban sakte the nahīñ bane
- خواب کاری وہی کمخواب وہی ہے کہ نہیںشعر کا حسن ابد تاب وہی ہے کہ نہیںḳhvāb kārī vahī kamḳhvāb vahī hai ke nahīñsher kā husn abad tāb vahī hai ke nahīñ
- رنگ اور نور کی تمثیل سے ہوگا کہ نہیںشب کا ماتم مری قندیل سے ہوگا کہ نہیںrang aur nūr kī tamsīl se hogā ke nahīñshab kā mātam mirī qindīl se hogā ke nahīñ
- ریت مٹھی میں بھری پانی سے آغاز کیاسخت مشکل میں تھا آسانی سے آغاز کیاret muṭṭhī meñ bharī pānī se āġhāz kiyāsaḳht mushkil meñ thā āsānī se āġhāz kiyā
- ساکت ہو مگر سب کو روانی نظر آئےاس ریت کے صدقے کہ جو پانی نظر آئےsākit ho magar sab ko ravānī nazar ā.eis ret ke sadqe ke jo pānī nazar ā.e
- کھنڈر یہ پھر بسانے کا ارادہ ہی نہیں تھابدن میں لوٹ آنے کا ارادہ ہی نہیں تھاkhanḍar ye phir basāne kā irāda hī nahīñ thābadan meñ lauṭ āne kā irāda hī nahīñ thā
- گماں اندر گماں کی کیفیت ہےزمیں پر آسماں کی کیفیت ہےgumāñ andar gumāñ kī kaifiyat haizamīñ par āsmāñ kī kaifiyat hai
- گیا کہ سیل رواں کا بہاؤ ایسا تھاوہ ایک خواب جو کاغذ کی ناؤ ایسا تھاgayā ke sail-e-ravāñ kā bahā.o aisā thāvo ek ḳhvāb jo kāġhaz kī nā.o aisā thā
- مٹی تھا اور دودھ میں گوندھا گیا مجھےاک چاند کے وجود میں گوندھا گیا مجھےmiṭṭī thā aur dūdh meñ gūndhā gayā mujheik chānd ke vajūd meñ gūndhā gayā mujhe
- نئی نئی صورتیں بدن پر اجالتا ہوںلہو سے کیسے عجیب منظر نکالتا ہوںna.ī na.ī sūrateñ badan par ujāltā hūñlahū se kaise ajīb manzar nikāltā hūñ
- حرفوں کی ترتیب الٹ کرکان کو ناک بنا سکتا ہوںharfoñ kī tartīb ulaṭ karkān ko nāk banā saktā hūñ
- گڑیا! بولوگڑیا! اپنی آنکھیں کھولوguṛiyā! bologuṛiyā! apnī ānkheñ kholo
- نظم کہوگےکہہ لوگے کیا؟nazm kahogekah loge kyā?
- ہوا نے سانس لیا تھاابھی کہانی میںhavā ne sāns liyā thāabhī kahānī meñ
- چیخنا ہے مجھےاس زمیں پرchīḳhnā hai mujheis zamīñ par
- کہاں پر لفظ لکھ کر فاصلہ دیناکہاں کومہ لگانا ہےkahāñ par lafz likh kar fāsla denākahāñ komah lagānā hai
- نہیں میں نہیں ہوںکسی دوسرے نے مجھے ''میں'' کہا ہےnahīñ maiñ nahīñ hūñkisī dūsre ne mujhe ''maiñ'' kahā hai
- وقت اور نا وقت کے مابینکتنا فاصلہvaqt aur nā vaqt ke mābainkitnā fāsla
- ہمارے غم جدا تھےقریۂ دل کی فضا آب و ہواhamāre ġham judā theqarya-e-dil kī fazā āb-o-havā