Poet
Charkh Chinioti
Poems
- بات کہنے کے لئے بات بنائی نہ گئیہم سے بارات فریبوں کی سجائی نہ گئیbāt kahne ke liye bāt banā.ī na ga.īham se bārāt fareboñ kī sajā.ī na ga.ī
- بزم جاناں میں محبت کا اثر دیکھیں گےکس سے ملتی ہے نظر ان کی نظر دیکھیں گےbazm-e-jānāñ meñ mohabbat kā asar dekheñgekis se miltī hai nazar un kī nazar dekheñge
- بے خودی میں ہے نہ وہ پی کر سنبھل جانے میں ہےلطف پائے یار پر جو لغزشیں کھانے میں ہےbe ḳhudī meñ hai na vo pī kar sambhal jāne meñ hailutf pā.e yār par jo laġhzisheñ khāne meñ hai
- تنہائی میں آج ان سے ملاقات ہوئی ہےجس بات کی خواہش تھی وہی بات ہوئی ہےtanhā.ī meñ āj un se mulāqāt huī haijis bāt kī ḳhvāhish thī vahī bāt huī hai
- تیری زلفوں نے کیا کس پہ کرم رات گئےکس کے ہاتھوں سے نکالے گئے خم رات گئےterī zulfoñ ne kiyā kis pe karam rāt ga.ekis ke hāthoñ se nikāle ga.e ḳham rāt ga.e
- جب سر بام وہ خورشید جمال آتا ہےذرے ذرے پہ قیامت کا جلال آتا ہےjab sar-e-bām vo ḳhurshīd jamāl ātā haizarre zarre pe qayāmat kā jalāl ātā hai
- جلوۂ حسن سے ہے صورت اوقات نئیدن نیا صبح نئی شام نئی رات نئیjalva-e-husn se hai sūrat-e-auqāt na.īdin nayā sub.h na.ī shām na.ī rāt na.ī
- جلوۂ ہوش ربا کوئی دکھایا جائےعالم شوق کو دیوانہ بنایا جائےjalva-e-hosh rubā koī dikhāyā jā.eālam-e-shauq ko dīvāna banāyā jā.e
- جو آنسوؤں کو نہ چمکائے وہ خوشی کیا ہےنہ آئے موت پہ غالب تو زندگی کیا ہےjo ānsūoñ ko na chamkā.e vo ḳhushī kyā haina ā.e maut pe ġhālib to zindagī kyā hai
- جہان عشق میں وہ با وقار ہو کے چلےجو کوئے یار میں سجدہ گزار ہو کے چلےjahān-e-ishq meñ vo bā vaqār ho ke chalejo kū-e-yār meñ sajda guzār ho ke chale
- عقل حیران ہے رحمت کا تقاضا کیا ہےدل کو تقصیر کی ترغیب تماشا کیا ہےaql hairān hai rahmat kā taqāzā kyā haidil ko taqsīr kī tarġhīb tamāshā kyā hai
- فضا میں کیف فشاں پھر سحاب ہے ساقیپھر اپنے رنگ پہ دور شباب ہے ساقیfazā meñ kaif fishāñ phir sahāb hai sāqīphir apne rang pe daur-e-shabāb hai sāqī
- قرار کھو کے چلے بے قرار ہو کے چلےادا ادا پہ تری ہم نثار ہو کے چلےqarār kho ke chale be qarār ho ke chaleadā adā pe tirī ham nisār ho ke chale
- کب غریبوں کو اجالوں کی خبر ہوتی ہےزندگی ان کی اندھیروں میں بسر ہوتی ہےkab ġharīboñ ko ujāloñ kī ḳhabar hotī haizindagī un kī andheroñ meñ basar hotī hai
- گنگناتی ہوئی آواز کہاں سے لاؤںتیری آواز کا انداز کہاں سے لاؤںgungunātī huī āvāz kahāñ se lā.ūñterī āvāz kā andāz kahāñ se lā.ūñ
- مچلیں گے ان کے آنے پہ جذبات سینکڑوںہنس بولنے کی ہوں گی حکایات سینکڑوںmachleñge un ke āne pe jazbāt sainkṛoñhañs bolne kī hoñgī hikāyāt sainkṛoñ
- میں اک اک آشنا سے آشنا ہوںخلوص ان میں ہے کتنا جانتا ہوںmaiñ ik ik āshnā se āshnā hūñḳhulūs un meñ hai kitnā jāntā hūñ
- ہر بات کاٹتے ہیں وہ تلوار کی طرحاحباب کا سلوک ہے اغیار کی طرحhar bāt kāṭṭe haiñ vo talvār kī tarahahbāb kā sulūk hai aġhyār kī tarah
- ہم جو مل بیٹھیں تو یک جان بھی ہو سکتے ہیںپورے اپنے سبھی ارمان بھی ہو سکتے ہیںham jo mil baiṭheñ to yak jān bhī ho sakte haiñpūre apne sabhī armān bhī ho sakte haiñ