Poet
بھارتیندو ہریش چندر
Poems
- آ گئی سر پر قضا لو سارا ساماں رہ گیااے فلک کیا کیا ہمارے دل میں ارماں رہ گیاā ga.ī sar par qazā lo sārā sāmāñ rah gayāai falak kyā kyā hamāre dil meñ armāñ rah gayā
- اٹھا کے ناز سے دامن بھلا کدھر کو چلےادھر تو دیکھیے بہر خدا کدھر کو چلےuṭhā ke nāz se dāman bhalā kidhar ko chaleidhar to dekhiye bahr-e-ḳhudā kidhar ko chale
- اسیران قفس صحن چمن کو یاد کرتے ہیںبھلا بلبل پہ یوں بھی ظلم اے صیاد کرتے ہیںasīrān-e-qafas sehn-e-chaman ko yād karte haiñbhalā bulbul pe yūñ bhī zulm ai sayyād karte haiñ
- بال بکھیرے آج پری تربت پر میرے آئے گیموت بھی میری ایک تماشہ عالم کو دکھلائے گیbāl bikhere āj parī turbat par mere ā.egīmaut bhī merī ek tamāsha ālam ko dikhlā.egī
- بیٹھے جو شام سے ترے در پہ سحر ہوئیافسوس اے قمر کہ نہ مطلق خبر ہوئیbaiṭhe jo shām se tire dar pe sahar huīafsos ai qamar ke na mutlaq ḳhabar huī
- پھر آئی فصل گل پھر زخم دل رہ رہ کے پکتے ہیںمگر داغ جگر پر صورت لالہ لہکتے ہیںphir ā.ī fasl-e-gul phir zaḳhm-e-dil rah rah ke pakte haiñmagar dāġh-e-jigar par sūrat-e-lāla lahakte haiñ
- جہاں دیکھو وہاں موجود میرا کرشن پیارا ہےاسی کا سب ہے جلوا جو جہاں میں آشکارا ہےjahāñ dekho vahāñ maujūd merā krishn pyārā haiusī kā sab hai jalvā jo jahāñ meñ āshkārā hai
- خیال ناوک مژگاں میں بس ہم سر پٹکتے ہیںہمارے دل میں مدت سے یہ خار غم کھٹکتے ہیںḳhayāl nāvak-e-mizhgāñ meñ bas ham sar paṭakte haiñhamāre dil meñ muddat se ye ḳhār-e-ġham khaṭakte haiñ
- دشت پیمائی کا گر قصد مکرر ہوگاہر سر خار پئے آبلہ نشتر ہوگاdasht paimā.ī kā gar qasd-e-mukarrar hogāhar sar-e-ḳhār piye ābla nashtar hogā
- دل آتش ہجراں سے جلانا نہیں اچھااے شعلہ رخو آگ لگانا نہیں اچھاdil ātish-e-hijrāñ se jalānā nahīñ achchhāai shola raḳhv āg lagānā nahīñ achchhā
- رہے نہ ایک بھی بیداد گر ستم باقیرکے نہ ہاتھ ابھی تک ہے دم میں دم باقیrahe na ek bhī bedād gar sitam bāqīruke na hāth abhī tak hai dam meñ dam bāqī
- عجب جوبن ہے گل پر آمد فصل بہاری ہےشتاب آ ساقیا گل رو کہ تیری یادگاری ہےajab joban hai gul par āmad-e-fasl-e-bahārī haishitāb ā sāqiyā gul rū ke terī yādgārī hai
- غضب ہے سرمہ دے کر آج وہ باہر نکلتے ہیںابھی سے کچھ دل مضطر پر اپنے تیر چلتے ہیںġhazab hai surma de kar āj vo bāhar nikalte haiñabhī se kuchh dil-e-muztar par apne tīr chalte haiñ
- گلے مجھ کو لگا لو اے مرے دل دار ہولی میںبجھے دل کی لگی بھی تو اے میرے یار ہولی میںgale mujh ko lagā lo ai mire dil dār holī meñbujhe dil kī lagī bhī to ai mere yār holī meñ
- نیند آتی ہی نہیں دھڑکے کی بس آواز سےتنگ آیا ہوں میں اس پرسوز دل کے ساز سےnīnd ātī hī nahīñ dhaṛke kī bas āvāz setang āyā hūñ maiñ is pursoz dil ke sāz se
- بخت نے پھر مجھے اس سال کھلائی ہولیسوز فرقت سے ز بس مجھ کو نہ بھائی ہولیbaḳht ne phir mujhe is sāl khilā.ī holīsoz-e-furqat se ze bas mujh ko na bhā.ī holī
- رحمت کا تیرے امیدوار آیا ہوںمنہ ڈھانپے کفن میں شرمسار آیا ہوںrahmat kā tere umīdvār āyā hūñmuñh ḍhānpe kafan meñ sharmsār āyā hūñ
- بت کافر جو تو مجھ سے خفا ہونہیں کچھ خوف میرا بھی خدا ہےbut-e-kāfir jo tū mujh se ḳhafā honahīñ kuchh ḳhauf merā bhī ḳhudā hai
- پھر مجھے لکھنا جو وصف روئے جاناں ہو گیاواجب اس جا پر قلم کو سر جھکانا ہو گیاphir mujhe likhnā jo vasf-e-roe jānāñ ho gayāvājib is jā par qalam ko sar jhukānā ho gayā
- دل مرا تیر ستم گر کا نشانہ ہو گیاآفت جاں میرے حق میں دل لگانا ہو گیاdil mirā tīr-e-sitam gar kā nishāna ho gayāāfat-e-jāñ mere haq meñ dil lagānā ho gayā
- فساد دنیا مٹا چکے ہیں حصول ہستی مٹا چکے ہیںخدائی اپنے میں پا چکے ہیں مجھے گلے یہ لگا چکے ہیںfasād duniyā miṭā chuke haiñ husūl-e-hastī miṭā chuke haiñḳhudā.ī apne meñ pā chuke haiñ mujhe gale ye lagā chuke haiñ