Poet
Bakhtiyar Ziya
1922–1984
Poems
- آج پھر دشت کوئی آبلہ پا مانگے ہےخار بھی تازگئ رنگ حنا مانگے ہےāj phir dasht koī ābla pā māñge haiḳhār bhī tāzgī-e-rang-e-hinā māñge hai
- آج مائل بہ کرم اک بت رعنائی ہےساری دنیا مرے دامن میں سمٹ آئی ہےāj mā.il ba karam ik but-e-ra.anā.ī haisārī duniyā mire dāman meñ simaṭ ā.ī hai
- آؤ تقدیر کو تدبیر بنا کر دیکھیںان اندھیروں کو اجالوں سے ملا کر دیکھیںā.o taqdīr ko tadbīr banā kar dekheñin andheroñ ko ujāloñ se milā kar dekheñ
- اتنا ہے زندگی کا تعلق خوشی کے ساتھایک اجنبی ہو جیسے کسی اجنبی کے ساتھitnā hai zindagī kā ta.alluq ḳhushī ke sāthek ajnabī ho jaise kisī ajnabī ke sāth
- اک عمر گزاری ہے تب راز یہ سمجھا ہےجو کچھ ہے محبت ہے دنیا ہے یہ عقبیٰ ہےik umr guzārī hai tab rāz ye samjhā haijo kuchh hai mohabbat hai duniyā hai ye uqbā hai
- بکھیرے زلف رخ پر کون یہ بالائے بام آیاخیالوں کی فضا مہکی بہاروں کا پیام آیاbikhere zulf-e-ruḳh par kaun ye bālā-e-bām āyāḳhayāloñ kī fazā mahkī bahāroñ kā payām āyā
- جو سمجھنا چاہیے تھا وہ کہاں سمجھا تھا میںاس جہان رنگ و بو کو خاکداں سمجھا تھا میںjo samajhnā chāhiye thā vo kahāñ samjhā thā maiñis jahān-e-rang-o-bū ko ḳhākdāñ samjhā thā maiñ
- حرف معنی سے جدا ہو جیسےزندگی کوئی سزا ہو جیسےharf-e-ma.anī se judā ho jaisezindagī koī sazā ho jaise
- درد سمجھے نہ کوئی درد کا درماں سمجھےلوگ وحشت کو علاج غم دوراں سمجھےdard samjhe na koī dard kā darmāñ samjhelog vahshat ko ilāj-e-ġham-e-daurāñ samjhe
- دلبر کہا رفیق کہا چارہ گر کہاجو کچھ بھی تم کو ہم نے کہا سوچ کر کہاdilbar kahā rafīq kahā chāra gar kahājo kuchh bhī tum ko ham ne kahā soch kar kahā
- دل کا سکون آنکھ کا تارا کسے کہیںیہ سوچنا پڑا ہے کہ اپنا کسے کہیںdil kā sukūn ānkh kā tārā kise kaheñye sochnā paṛā hai ke apnā kise kaheñ
- رنج نا آسودگی کرب ہنر دیکھے گا کوننقش فریادی ہے کس کا دیدہ ور دیکھے گا کونranj nā āsūdgī karb-e-hunar dekhegā kaunnaqsh fariyādī hai kis kā dīda var dekhegā kaun
- روداد شوق یہ ہے مری مختصر تمامرعنائیوں میں کھو گیا ذوق نظر تمامrūdād-e-shauq ye hai mirī muḳhtasar tamāmra.anā.iyoñ meñ kho gayā zauq-e-nazar tamām
- کرب میں پیار کے نغمات سنائیں کیسےغم حقیقت سے حقیقت کو چھپائیں کیسےkarb meñ pyār ke naġhmāt sunā.eñ kaiseġham haqīqat se haqīqat ko chhupā.eñ kaise
- کوئی خدشہ ہے نہ طوفان بلا کچھ بھی نہیںاب نہ غمزہ ہے نہ انداز و ادا کچھ بھی نہیںkoī ḳhadsha hai na tūfān-e-balā kuchh bhī nahīñab na ġhamza hai na andāz-o-adā kuchh bhī nahīñ
- نکہت و رنگ نہ موسم کی ہوا ٹھہری ہےگل کی قسمت میں بہ ہر حال فنا ٹھہری ہےnik.hat-o-rang na mausam kī havā ṭhahrī haigul kī qismat meñ ba har hāl-e-fanā ṭhahrī hai
- نہ پوچھو وجہ میری چشم تر کیمیاں پھر گر گئی دیوار گھر کیna pūchho vaj.h merī chashm-e-tar kīmiyāñ phir gir ga.ī dīvār ghar kī
- ہجوم یاس میں جینا بھی اک عذاب ہوایہی ہوا کہ محبت میں دل خراب ہواhujūm-e-yās meñ jīnā bhī ik azāb huāyahī huā ke mohabbat meñ dil ḳharāb huā