Poet
Yasir Khan Inam
b. 1986
Poems
- آنکھوں کو کچھ خواب دکھا کر مانیں گےآپ ہمارے ہوش اڑا کر مانیں گےānkhoñ ko kuchh ḳhvāb dikhā kar māneñgeāp hamāre hosh uṛā kar māneñge
- اس کے ہاتھوں میں وہ تاثیر مسیحائی تھیسوکھتے پیڑ سے بھی شاخ نکل آئی تھیus ke hāthoñ meñ vo tāsīr masīhā.ī thīsūkhte peṛ se bhī shāḳh nikal ā.ī thī
- اسے اجالے کا خطرہ ستاتا رہتا ہےپکڑ پکڑ کے وہ جگنو بجھاتا رہتا ہےuse ujāle kā ḳhatra satātā rahtā haipakaṛ pakaṛ ke vo jugnū bujhātā rahtā hai
- بڑے سلیقے سے اب ہم کو جھوٹ بولنا ہےمرے نہ کوئی فقط اتنا زہر گھولنا ہےbaṛe salīqe se ab ham ko jhūṭ bolnā haimire na koī faqat itnā zahr gholnā hai
- بنا ہوا تھا کہیں آب دان کاغذ پرتھی اتنی پیاس کہ رکھ دی زبان کاغذ پرbanā huā thā kahīñ āb dān kāġhaz parthī itnī pyās ke rakh dī zabān-e-kāġhaz par
- تمہارے کام اگر آئے مسکرانے میںتو کوئی حرج نہیں میرے ٹوٹ جانے میںtumhāre kām agar ā.e muskurāne meñto koī haraj nahīñ mere ṭūṭ jāne meñ
- جن کو معلوم نہیں ہوگا دعا کا مطلبوہ ہمیں خاک بتائیں گے خدا کا مطلبjin ko ma.alūm nahīñ hogā duā kā matlabvo hameñ ḳhāk batā.eñge ḳhudā kā matlab
- دنیا اگر جلائے گی تو کیا جلوں گا میںہاں تم جلا رہے ہو تو اچھا جلوں گا میںduniyā agar jalā.egī to kyā jalūñgā meñhāñ tum jalā rahe ho to achchhā jalūñgā meñ
- زمیں بنائی گئی آسماں بنایا گیابرائے عشق یہ سارا جہاں بنایا گیاzamīñ banā.ī ga.ī āsmāñ banāyā gayābarā-e-ishq ye sārā jahāñ banāyā gayā
- سب کو ہی اس در پر تالا دکھتا تھامجھ کو کوئی دوڑ کے آتا دکھتا تھاsab ko hī us dar par tālā dikhtā thāmujh ko koī dauṛ ke ātā dikhtā thā
- عشق سے جام سے برسات سے ڈر لگتا ہےیار تم کیا ہو کہ ہر بات سے ڈر لگتا ہےishq se jām se barsāt se ḍar lagtā haiyār tum kyā ho ke har bāt se ḍar lagtā hai
- کسی نے حال جو پوچھا کبھی محبت سےلپٹ کے رویا بہت دیر اس سے شدت سےkisī ne hāl jo pūchhā kabhī mohabbat selipaṭ ke royā bahut der us se shiddat se
- کون اب جائے ترے پاس شکایت لے کرروز آتے ہیں ترے خواب محبت لے کرkaun ab jā.e tire pās shikāyat le karroz āte haiñ tire ḳhvāb-e-mohabbat le kar
- مجھے وہ غم ہے کہ ساری زمین رونے لگےجو اشک پونچھ دوں تو آستین رونے لگےmujhe vo ġham hai ke sārī zamīn rone lagejo ashk poñchh dūñ to āstīn rone lage
- مری چیخوں سے کمرہ بھر گیا تھاکوئی کل رات مجھ میں مر گیا تھاmirī chīḳhoñ se kamra bhar gayā thākoī kal rāt mujh meñ mar gayā thā
- ہم نے کب چاہا کہ وہ شخص ہمارا ہو جائےاتنا دکھ جائے کہ آنکھوں کا گزارہ ہو جائےham ne kab chāhā ke vo shaḳhs hamārā ho jā.eitnā dukh jā.e ke ānkhoñ kā guzāra ho jā.e
- ہوں آنکھیں ایک خواب پہ قربان کرکے خوشاور جسم نذر آتش وجدان کرکے خوشhūñ ānkheñ ek ḳhvāb pe qurbān karke ḳhushaur jism nazr-e-ātish-e-vijdān karke ḳhush
- یوں ترے شہر سے ہم یار چلے آتے ہیںجیسے کعبے سے گنہ گار چلے آتے ہیںyūñ tire shahr se ham yār chale āte haiñjaise ka.abe se gunah gār chale āte haiñ
- جس میں وہ اپنے ہونے نہ ہونے کا احساس بھیگو کسی شکل میں ہو کراتی رہےjis meñ vo apne hone na hone kā ehsās bhīgo kisī shakl meñ ho karātī rahe