Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Vikram

b. 1990

Poems

  1. ik tasvīr pe khīñch rakhe haiñ tū ne kitne rang ke dukhmere musavvir tujh se bane na.ī lekin mere ḍhang ke dukh
  2. pyāse ko pānī barasanā paṛtā haisāgar ko bādal ban jānā paṛtā hai
  3. tirī chhevan kī ḳhafī raushnī se jal jātābadan charāġh tirī raushnī se jal jātā
  4. dariyā kī dastaras meñ ravānī ke sāth sāthik pyās janam letī hai pānī ke sāth sāth
  5. dil-e-vīrān kā sānī nahīñ haikisī meñ aisī vīrānī nahīñ hai
  6. raqsāñ ye kā.ināt hai chal raqs karte haiñhar ek shai nishāt hai chal raqs karte haiñ
  7. roz shab ḳhūn mārtī hai havasrūh se roz hārtī hai havas
  8. sahrā navardiyoñ ke evaz ghar diyā gayāpyāsī nadī ko ḳhārā samundar diyā gayā
  9. zulmāt kā safar hai chalo bolte rahokho jā.oge ḳhamosh na ho bolte raho
  10. ilāj-e-ġham vo paiham kar rahe haiñmire ġham ḳhvār mātam kar rahe haiñ
  11. koī ġham na thā magar ai parī zād roe hamik rasm bhar nibhā.ī tire ba.ad roe ham
  12. ka.ī nadiyāñ mujh meñ bah nikleñ mirī miṭṭī nam karne ke liyeka.ī sūraj mujh meñ ḍūb ga.e mirā sāyā kam karne ke liye
  13. lahr pe bante bigaṛte habāb kī sūrathameñ jo nīnd bhī ā.ī to ḳhvāb kī sūrat
  14. nīnd nagrī meñ phir ujālā haiḳhvāb mehmān āne vālā hai
  15. vahshat kī bāt ho to balā shak farīd haiñpar ishq meñ to qais jī mere murīd haiñ
  16. haiñ kab se pyāsī ye merī ānkheñ magar nazar meñ nadī nahīñ haiuphān par haiñ ka.ī samundar badan nagar meñ nadī nahīñ hai