Poet
Pandit Jagmohan Nath Raina Shauq
پنڈت جگموہن ناتھ رینا شوقPoems
- آتش عشق بلا آگ لگائے نہ بنےاور ہم اس کو بجھائیں تو بجھائے نہ بنےātish-e-ishq-e-balā āg lagā.e na baneaur ham us ko bujhā.eñ to bujhā.e na bane
- بتائیں کیا کہ آئے ہیں کہاں سے ہم کہاں ہو کرنشاں اب ڈھونڈتے پھرتے ہیں گھر کا بے نشاں ہو کرbatā.eñ kyā ke ā.e haiñ kahāñ se ham kahāñ ho karnishāñ ab ḍhūñḍte phirte haiñ ghar kā be nishāñ ho kar
- بچھڑے ہیں کب سے قافلۂ رفتگاں سے ہممل جائیں گے کبھی نہ کبھی کارواں سے ہمbichhṛe haiñ kab se qāfila-e-raftagāñ se hammil jā.eñge kabhī na kabhī kārvāñ se ham
- پھیر لیں آنکھیں مروت دیکھنااپنی الفت دیکھنا میری محبت دیکھناpher leñ ānkheñ muravvat dekhnāapnī ulfat dekhnā merī mohabbat dekhnā
- تن بے جاں میں اب رہا کیا ہےدیکھیے مرضئ خدا کیا ہےtan-e-be jāñ meñ ab rahā kyā haidekhiye marzī-e-ḳhudā kyā hai
- جو محبان وفا ہیں وہ وفا کرتے ہیںکچھ غرض اس سے نہیں کوئی جفا کرتے ہیںjo muhibbān-e-vafā haiñ vo vafā karte haiñkuchh ġharaz us se nahīñ koī jafā karte haiñ
- حریم ناز کہاں اور سر نیاز کہاںکہاں کا سجدہ کسے ہوش ہے نماز کہاںharīm-e-nāz kahāñ aur sar-e-niyāz kahāñkahāñ kā sajda kise hosh hai namāz kahāñ
- دل بہلنے کا جہاں میں کوئی ساماں نہ ہوااپنا ہمدرد کبھی عالم امکاں نہ ہواdil bahalne kā jahāñ meñ koī sāmāñ na huāapnā hamdard kabhī ālam-e-imkāñ na huā
- دل سے پوچھو کیا ہوا تھا اور کیوں خاموش تھاآنکھ محو دید تھی اتنا مجھے بس ہوش تھاdil se pūchho kyā huā thā aur kyūñ ḳhāmosh thāānkh mahv-e-dīd thī itnā mujhe bas hosh thā
- دل میں اگر نہ عشق و محبت کی چاہ ہونالہ نہ درد ہو نہ فغاں ہو نہ آہ ہوdil meñ agar na ishq-o-mohabbat kī chāh honāla na dard ho na fuġhāñ ho na āh ho
- ستا کر ستم کش کو کیا پائیے گاجو کی کچھ شکایت تو جھنجھلائیے گاsatā kar sitam kash ko kyā pā.iyegājo kī kuchh shikāyat to jhanjhlā.iyegā
- شرم آلود کہیں دیدۂ غماز نہ ہودلبری کا کوئی پہلو نظر انداز نہ ہوsharm ālūd kahīñ dīda-e-ġhammāz na hodilbarī kā koī pahlū nazar andāz na ho
- عشق کا راز نہ کیوں دل سے نمایاں ہو جائےکاش یہ بھی کسی ناکام کا ارماں ہو جائےishq kā rāz na kyūñ dil se numāyāñ ho jā.ekāsh ye bhī kisī nākām kā armāñ ho jā.e
- کچھ تو ہو درد کی لذت ہی سہیتیری الفت میں اذیت ہی سہیkuchh to ho dard kī lazzat hī sahīterī ulfat meñ aziyyat hī sahī
- کر کے قول و قرار کیا کہنااو فراموش کار کیا کہناkar ke qaul-o-qarār kyā kahnāo farāmosh kār kyā kahnā
- کون سی وہ شمع تھی جس کا میں پروانہ ہوااور پھر لو بھی لگی ایسی کہ دیوانہ ہواkaun sī vo sham.a thī jis kā maiñ parvāna huāaur phir lo bhī lagī aisī ke dīvāna huā
- لا مکاں نام ہے اجڑے ہوئے ویرانے کاہو کے عالم میں ہے مسکن ترے دیوانے کاlā makāñ nām hai ujṛe hue vīrāne kāho ke ālam meñ hai maskan tire dīvāne kā
- مرنا مریض عشق کے حق میں شفا ہوااچھا ہوا نجات ملی کیا برا ہواmarnā marīz-e-ishq ke haq meñ shifā huāachchhā huā najāt milī kyā burā huā
- مے کا یہ احترام ارے توبہاور پھر وہ حرام ارے توبہmai kā ye ehtirām are taubaaur phir vo harām are tauba
- نو گرفتار محبت کبھی آزاد نہ ہوقید میں قید رہے قید کی میعاد نہ ہوnau giraftār-e-mohabbat kabhī āzād na hoqaid meñ qaid rahe qaid kī mī.ād na ho
- نہ اے دل صورت شیخ حرم دیوانہ بن جاناکہیں آنا نہ جانا زائر بت خانہ بن جاناna ai dil sūrat shaiḳh-e-haram dīvāna ban jānākahīñ ānā na jānā zā.ir-e-but ḳhāna ban jānā
- وحشت دل نے کہیں کا بھی نہ رکھا مجھ کودیکھنا ہے ابھی کیا کہتی ہے دنیا مجھ کوvahshat-e-dil ne kahīñ kā bhī na rakhā mujh kodekhnā hai abhī kyā kahtī hai duniyā mujh ko
- وفا شعار کو تو نے ذلیل و خوار کیاجفا پرست یہ کیا شیوہ اختیار کیاvafā shi.ār ko tū ne zalīl-o-ḳhvār kiyājafā parast ye kyā sheva iḳhtiyār kiyā
- وہ ہو علاج درد مداوا کہیں جسےایسا تو ہو کوئی کہ مسیحا کہیں جسےvo ho ilāj-e-dard mudāvā kahīñ jiseaisā to ho koī ke masīhā kahīñ jise
- یہ کس کی جستجو ہے اور میں ہوںمقام دشت ہو ہے اور میں ہوںye kis kī justujū hai aur maiñ hūñmaqām-e-dasht ho hai aur maiñ hūñ
- چرا نہ آنکھ کو ساقی کہ بادہ نوش ہوں میںابھی تو فیصلہ ہوتا ہے ایک ساغر پرchurā na ānkh ko sāqī ke bāda nosh hūñ maiñabhī to faisla hotā hai ek sāġhar par