Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Om Prabhakar

b. 1941

Poems

Meter
  1. baṛhā jo hāth to dīvār bīch meñ ā.īuṭhī nigāh to mīnār bīch meñ ā.ī
  2. jo nahīñ hai isī khule dar kojā rahā hūñ maiñ chhoṛ kar ghar ko
  3. jahāñ chhū ke dekhūñ vahīñ par ḳhalā haihavā meñ havā ke sivā aur kyā hai
  4. jahāñ zamīñ se juṛā āsmān dikhtā haiisī jagah mujhe apnā makān dikhtā hai
  5. chand alfāz kuchh ahvāl bachā rakhe haiñham ne do ek hī a.amāl bachā rakhe haiñ
  6. ḳhushbū kā bhī vahī hai jo hai chalan havā kāus kā badan havā kā hai pairahan havā kā
  7. sab haiñ so maiñ bhī is safar meñ hūñdin meñ gardish meñ rāt ghar meñ hūñ
  8. sar pe dast huā hai sadiyoñ seġhaib kā āsrā hai sadiyoñ se
  9. kisī zamīñ se kisī āsmāñ se āte haiñvo chand lafz dhaṛakte haiñ jo diloñ kī tarah
  10. kal samā.at dukhī sadā ko dūñjism dhartī ko jāñ havā ko dūñ
  11. koī shikva koī gila rakhiyekuchh na kuchh jārī silsila rakhiye
  12. guzar gayā jo nazar se nazar kā hissa haishajar se uṛtā parinda shajar kā hissa hai
  13. mere pairoñ tale jo dhartī haimere hāthoñ hī vo bikhartī hai
  14. maiñ gahrī nīnd meñ thā jab ke ye bhejī ga.ī duniyāab istemāl karnī hai mujhe de dī ga.ī duniyā
  15. nikle haiñ dīvār se chehrebujhe bujhe bīmār se chehre
  16. hamārī ḳhalvatoñ kī dhun dar-o-dīvār sunte haiñchaman ke rang-o-bū kī bandishoñ ko ḳhār sunte haiñ
  17. yād rakhne se bhūl jāne sekaṭ ga.e din kisī bahāne se