Poet
Obaidullah Aleem
عبید اللہ علیم1939–1998
Poems
- اب تو فراق صبح میں بجھنے لگی حیاتبار الٰہ کتنے پہر رہ گئی ہے راتab to firāq sub.h meñ bujhne lagī hayātbār ala kitne pahar rah ga.ī hai rāt
- اب تو ہو کسی رنگ میں ظاہر تو مجھے کیاٹھہرے ترے گھر کوئی مسافر تو مجھے کیاab to ho kisī rang meñ zāhir to mujhe kyāṭhahre tire ghar koī musāfir to mujhe kyā
- ایسی تیز ہوا اور ایسی رات نہیں دیکھیلیکن ہم نے مولا جیسی ذات نہیں دیکھیaisī tez huā aur aisī rāt nahīñ dekhīlekin ham ne maulā jaisī zāt nahīñ dekhī
- ایک میں بھی ہوں کلہ داروں کے بیچمیرؔ صاحب کے پرستاروں کے بیچek maiñ bhī hūñ kulah dāroñ ke bīchmīr sāhab ke parastāroñ ke bīch
- باہر کا دھن آتا جاتا اصل خزانہ گھر میں ہےہر دھوپ میں جو مجھے سایا دے وہ سچا سایا گھر میں ہےbāhar kā dhun ātā jātā asl-e-ḳhazāna ghar meñ haihar dhūp meñ jo mujhe sāyā de vo sachchā sāyā ghar meñ hai
- بنا گلاب تو کانٹے چبھا گیا اک شخصہوا چراغ تو گھر ہی جلا گیا اک شخصbanā gulāb to kānṭe chubhā gayā ik shaḳhshavā charāġh to ghar hī jalā gayā ik shaḳhs
- پا بہ زنجیر سہی زمزمہ خواں ہیں ہم لوگمحفل وقت تری روح رواں ہیں ہم لوگpā ba zanjīr sahī zamzama ḳhvāñ haiñ ham logmahfil-e-vaqt tirī rūh-e-ravāñ haiñ ham log
- تو اپنی آواز میں گم ہے میں اپنی آواز میں چپدونوں بیچ کھڑی ہے دنیا آئینۂ الفاظ میں چپtū apnī āvāz meñ gum hai maiñ apnī āvāz meñ chupdonoñ bīch khaṛī hai duniyā ā.īna-e-alfāz meñ chup
- تیرے پیار میں رسوا ہو کر جائیں کہاں دیوانے لوگجانے کیا کیا پوچھ رہے ہیں یہ جانے پہچانے لوگtere pyār meñ rusvā ho kar jā.eñ kahāñ dīvāne logjāne kyā kyā pūchh rahe haiñ ye jāne pahchāne log
- جو اس نے کیا اسے صلہ دےمولا مجھے صبر کی جزا دےjo us ne kiyā use sila demaulā mujhe sabr kī jazā de
- چہرہ ہوا میں اور مری تصویر ہوئے سبمیں لفظ ہوا مجھ میں ہی زنجیر ہوئے سبchehra havā meñ aur mirī tasvīr hue sabmaiñ lafz huā mujh meñ hī zanjīr hue sab
- خواب ہی خواب کب تلک دیکھوںکاش تجھ کو بھی اک جھلک دیکھوںḳhvāb hī ḳhvāb kab talak dekhūñkāsh tujh ko bhī ik jhalak dekhūñ
- خیال و خواب ہوئی ہیں محبتیں کیسیلہو میں ناچ رہی ہیں یہ وحشتیں کیسیḳhayāl-o-ḳhvāb huī haiñ mohabbateñ kaisīlahū meñ nāch rahī haiñ ye vahshateñ kaisī
- دکھے ہوئے ہیں ہمیں اور اب دکھاؤ متجو ہو گئے ہو فسانہ تو یاد آؤ متdikhe hue haiñ hameñ aur ab dikhā.o matjo ho ga.e ho fasāna to yād ā.o mat
- دل ہی تھے ہم دکھے ہوئے تم نے دکھا لیا تو کیاتم بھی تو بے اماں ہوئے ہم کو ستا لیا تو کیاdil hī the ham dikhe hue tum ne dikhā liyā to kyātum bhī to be amāñ hue ham ko satā liyā to kyā
- زمین جب بھی ہوئی کربلا ہمارے لیےتو آسمان سے اترا خدا ہمارے لیےzamīn jab bhī huī karbalā hamāre liyetū āsmān se utrā ḳhudā hamāre liye
- سخن میں سہل نہیں جاں نکال کر رکھنایہ زندگی ہے ہماری سنبھال کر رکھناsuḳhan meñ sahl nahīñ jāñ nikāl kar rakhnāye zindagī hai hamārī sambhāl kar rakhnā
- شکست جاں سے سوا بھی ہے کار فن کیا کیاعذاب کھینچ رہا ہے مرا بدن کیا کیاshikast-e-jāñ se sivā bhī hai kār fan kyā kiyāazāb khīñch rahā hai mirā badan kyā kiyā
- شکستہ حال سا بے آسرا سا لگتا ہےیہ شہر دل سے زیادہ دکھا سا لگتا ہےshikasta hāl sā be āsrā sā lagtā haiye shahr-e-dil se ziyāda dikhā sā lagtā hai
- صاحب مہر و وفا ارض و سما کیوں چپ ہےہم پہ تو وقت کے پہرے ہیں خدا کیوں چپ ہےsāhab-e-mehr-o-vafā arz-o-samā kyūñ chup haiham pe to vaqt ke pahre haiñ ḳhudā kyūñ chup hai
- عجیب تھی وہ عجب طرح چاہتا تھا میںوہ بات کرتی تھی اور خواب دیکھتا تھا میںajīb thī vo ajab tarah chāhtā thā maiñvo bāt kartī thī aur ḳhvāb dekhtā thā maiñ
- کچھ تو بتاؤ شاعر بیدار کیا ہواکس کی تلاش ہے تمہیں اور کون کھو گیاkuchh to batā.o shāyar-e-bedār kyā huākis kī talāsh hai tumheñ aur kaun kho gayā
- کچھ عشق تھا کچھ مجبوری تھی سو میں نے جیون وار دیامیں کیسا زندہ آدمی تھا اک شخص نے مجھ کو مار دیاkuchh ishq thā kuchh majbūrī thī so maiñ ne jīvan vār diyāmaiñ kaisā zinda ādmī thā ik shaḳhs ne mujh ko mār diyā
- کمال آدمی کی انتہا ہےوہ آئندہ میں بھی سب سے بڑا ہےkamāl-e-ādmī kī intihā haivo ā.inda meñ bhī sab se baṛā hai
- کوچۂ عشق سے کچھ خواب اٹھا کر لے آئےتھے گدا تحفۂ نایاب اٹھا کر لے آئےkūcha-e-ishq se kuchh ḳhvāb uṭhā kar le ā.ethe gadā tohfa-e-nāyāb uṭhā kar le ā.e
- گزرو نہ اس طرح کہ تماشا نہیں ہوں میںسمجھو کہ اب ہوں اور دوبارہ نہیں ہوں میںguzro na is tarah ke tamāshā nahīñ hūñ maiñsamjho ke ab hūñ aur dobāra nahīñ hūñ maiñ
- مرے خدا مجھے وہ تاب نے نوائی دےمیں چپ رہوں بھی تو نغمہ مرا سنائی دےmire ḳhudā mujhe vo tāb ne navā.ī demaiñ chup rahūñ bhī to naġhma mirā sunā.ī de
- میں جس میں کھو گیا ہوں مرا خواب ہی تو ہےیک دو نفس نمود سہی زندگی تو ہےmaiñ jis meñ kho gayā hūñ mirā ḳhvāb hī to haiyak do nafas numūd sahī zindagī to hai
- میں کیسے جیوں گر یہ دنیا ہر آن نئی تصویر نہ ہویہ آتے جاتے رنگ نہ ہوں اور لفظوں کی تنویر نہ ہوmaiñ kaise jyūñ gar ye duniyā har ān na.ī tasvīr na hoye āte jāte rang na hūñ aur lafzoñ kī tanvīr na ho
- میں یہ کس کے نام لکھوں جو الم گزر رہے ہیںمرے شہر جل رہے ہیں مرے لوگ مر رہے ہیںmaiñ ye kis ke nām likhūñ jo alam guzar rahe haiñmire shahr jal rahe haiñ mire log mar rahe haiñ
- نگار صبح کی امید میں پگھلتے ہوئےچراغ خود کو نہیں دیکھتا ہے جلتے ہوئےnigār-e-sub.h kī ummīd meñ pighalte huecharāġh ḳhud ko nahīñ dekhtā hai jalte hue
- وحشتیں کیسی ہیں خوابوں سے الجھتا کیا ہےایک دنیا ہے اکیلی تو ہی تنہا کیا ہےvahshateñ kaisī haiñ ḳhvāboñ se ulajhtā kyā haiek duniyā hai akelī tū hī tanhā kyā hai
- وہ خواب خواب فضائے طرب نہیں آئیعجیب ہی تھی وہ شب پھر وہ شب نہیں آئیvo ḳhvāb ḳhvāb fazā-e-tarab nahīñ ā.īajīb hī thī vo shab phir vo shab nahīñ ā.ī
- وہ رات بے پناہ تھی اور میں غریب تھاوہ جس نے یہ چراغ جلایا عجیب تھاvo rāt be panāh thī aur maiñ ġharīb thāvo jis ne ye charāġh jalāyā ajīb thā
- ویران سرائے کا دیا ہےجو کون و مکاں میں جل رہا ہےvīrān sarā.e kā diyā haijo kaun-o-makāñ meñ jal rahā hai
- ہجر کرتے یا کوئی وصل گزارا کرتےہم بہرحال بسر خواب تمہارا کرتےhijr karte yā koī vasl guzārā karteham bahrhāl basar ḳhvāb tumhārā karte
- ہر آواز زمستانی ہے ہر جذبہ زندانی ہےکوچۂ یار سے دار و رسن تک ایک سی ہی ویرانی ہےhar āvāz zimistānī hai har jazba zindānī haikūcha-e-yār se dār-o-rasan tak ek sī hī vīrānī hai
- ہم نے کھلنے نہ دیا بے سر و سامانی کوکہاں لے جائیں مگر شہر کی ویرانی کوham ne khulne na diyā be sar-o-sāmānī kokahāñ le jā.eñ magar shahr kī vīrānī ko
- ہنسو تو رنگ ہوں چہرے کا رؤو تو چشم نم میں ہوںتم مجھ کو محسوس کرو تو ہر موسم میں ہوںhañso to rang hūñ chehre kā roo to chashm-e-nam meñ hūñtum mujh ko mahsūs karo to har mausam meñ hūñ
- یہ اور بات کہ اس عہد کی نظر میں ہوںابھی میں کیا کہ ابھی منزل سفر میں ہوںye aur bāt ke is ahd kī nazar meñ hūñabhī maiñ kyā ke abhī manzil-e-safar meñ hūñ