Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Nadiya ambar lodhi

Poems

  1. ānkhoñ ko ik ḳhvāb dikhāyā jā saktā haiqissa yūsuf kā dohrāyā jā saktā hai
  2. phūl hai dil angāra kaise ho saktā haimīṭhā pānī khārā kaise ho saktā hai
  3. dard aur ġham ke māre nikle rāt safar sahrā aur maiñek hī jang ke hāre nikle rāt safar sahrā aur maiñ
  4. zamīñ lapeṭṭā hai āsmāñ sameṭṭā haikahāñ kī bāt ko ye dil kahāñ sameṭṭā hai
  5. sīm-o-zar kī koī tanvīr nahīñ chāhtī meñkisī shahzādī sī taqdīr nahīñ chāhtī meñ
  6. kapṛoñ kī almārī -nahīñvahāñ se to bahū begam ke hathe chaṛh saktā hai - kahāñ rakhūñ? kyā karūñ!
  7. kis kā darvāza khaṭkhaṭātī haidūr tak ḳhvāhish uṛtī jātī hai
  8. kyūñ maiñ bār-e-digar jā.ūñphir se us ke dar jā.ūñ
  9. mujh meñ soe hue māhtāb se kam vāqif haitū mirī ānkh ke tālāb se kam vāqif hai
  10. vo ghar tinkoñ se banvāyā gayā haivahāñ har ḳhvāb dafnāyā gayā hai
  11. ham ko āġhāz-e-safar mārtā haimārtā koī nahīñ ḍar mārtā hai
  12. tum ṭhahro zarāmaiñ ātī hūñ
  13. ḳhush dāman ke dāman segar vābasta ho ḳhushiyāñ
  14. mere mālikkyā ham bāndiyāñ haiñ
  15. tum mirī āvāz dabā nahīñ saktemire likhe hue alfāz miṭā nahīñ sakte
  16. tum hijrat kā karb nahīñ jāntetum ne intizār hasīn ke afsāne nahīñ paṛhe
  17. maz.hab kā ākṭopaspakaṛ letā hai fard ko
  18. bas chand ham ḳhayāl haiñ ambar mujhe azīzbe his-e-jam ġhafīr nahīñ chāhiye mujhe
  19. pā ba jaulāñ to har ik shaḳhs yahāñ hai ambartirī zanjīr hī kyūñ shor bapā kartī hai
  20. zinda rahte haiñ kyā ye kāfī nahīñkoī lāzim hai ke phir ḳhush bhī hūñ
  21. ambar us ke bīte kal kā qissa hūñ maiñphir kāhe kā shauq ke us ko yād bhī hūñ maiñ