Poet
Nadiya ambar lodhi
Poems
- بس چند ہم خیال ہیں عنبرؔ مجھے عزیزبے حس جم غفیر نہیں چاہیے مجھےbas chand ham ḳhayāl haiñ ambar mujhe azīzbe his-e-jam ġhafīr nahīñ chāhiye mujhe
- پا بہ جولاں تو ہر اک شخص یہاں ہے عنبرؔتری زنجیر ہی کیوں شور بپا کرتی ہےpā ba jaulāñ to har ik shaḳhs yahāñ hai ambartirī zanjīr hī kyūñ shor bapā kartī hai
- زندہ رہتے ہیں کیا یہ کافی نہیںکوئی لازم ہے کہ پھر خوش بھی ہوںzinda rahte haiñ kyā ye kāfī nahīñkoī lāzim hai ke phir ḳhush bhī hūñ
- عنبرؔ اس کے بیتے کل کا قصہ ہوں میںپھر کاہے کا شوق کہ اس کو یاد بھی ہوں میںambar us ke bīte kal kā qissa hūñ maiñphir kāhe kā shauq ke us ko yād bhī hūñ maiñ