Poet
Mustafa Zaidi
مصطفیٰ زیدی1930–1970
Poems
- آندھی چلی تو نقش کف پا نہیں ملادل جس سے مل گیا وہ دوبارا نہیں ملاāndhī chalī to naqsh-e-kaf-e-pā nahīñ milādil jis se mil gayā vo dobārā nahīñ milā
- اب جی حدود سود و زیاں سے گزر گیااچھا وہی رہا جو جوانی میں مر گیاab jī hudūd-e-sūd-o-ziyāñ se guzar gayāachchhā vahī rahā jo javānī meñ mar gayā
- اس قدر اب غم دوراں کی فراوانی ہےتو بھی منجملۂ اسباب پریشانی ہےis qadar ab ġham-e-daurāñ kī farāvānī haitū bhī minjumla-e-asbāb-e-pareshānī hai
- بجھ گئی شمع حرم باب کلیسا نہ کھلاکھل گئے زخم کے لب تیرا دریچہ نہ کھلاbujh ga.ī sham-e-haram bāb-e-kalīsā na khulākhul ga.e zaḳhm ke lab terā darīcha na khulā
- بزرگو، ناصحو، فرماں رواؤہمیں تو مے کدے تک چھوڑ آؤbuzurgo, nāseho, farmāñ ravā.ohameñ to mai kade tak chhoṛ ā.o
- بیٹھا ہوں سیہ بخت و مکدر اسی گھر میںاترا تھا مرا ماہ منور اسی گھر میںbaiṭhā hūñ siyah baḳht-o-mukaddar isī ghar meñutrā thā mirā māh-e-munavvar isī ghar meñ
- تری تلاش میں ہر رہنما سے باتیں کیںخلا سے ربط بڑھایا ہوا سے باتیں کیںtirī talāsh meñ har rahnumā se bāteñ kīñḳhalā se rabt baṛhāyā havā se bāteñ kīñ
- تیرے چہرے کی طرح اور مرے سینے کی طرحمیرا ہر شعر دمکتا ہے نگینے کی طرحtere chehre kī tarah aur mire sīne kī tarahmerā har sher damaktā hai nagīne kī tarah
- جب ہوا شب کو بدلتی ہوئی پہلو آئیمدتوں اپنے بدن سے تری خوشبو آئیjab huā shab ko badaltī huī pahlū ā.īmuddatoñ apne badan se tirī ḳhushbū ā.ī
- جس دن سے اپنا طرز فقیرانہ چھٹ گیاشاہی تو مل گئی دل شاہانہ چھٹ گیاjis din se apnā tarz-e-faqīrāna chhuṭ gayāshāhī to mil ga.ī dil-e-shāhāna chhuṭ gayā
- چلے تو کٹ ہی جائے گا سفر آہستہ آہستہہم اس کے پاس جاتے ہیں مگر آہستہ آہستہchale to kaṭ hī jā.egā safar āhista āhistaham us ke pās jāte haiñ magar āhista āhista
- درد دل بھی غم دوراں کے برابر سے اٹھاآگ صحرا میں لگی اور دھواں گھر سے اٹھاdard-e-dil bhī ġham-e-daurāñ ke barābar se uṭhāāg sahrā meñ lagī aur dhuāñ ghar se uṭhā
- روکتا ہے غم اظہار سے پندار مجھےمیرے اشکوں سے چھپا لے مرے رخسار مجھےroktā hai ġham-e-iz.hār se pindār mujhemere ashkoñ se chhupā le mire ruḳhsār mujhe
- زبان غیر سے کیا شرح آرزو کرتےوہ خود اگر کہیں ملتا تو گفتگو کرتےzabān-e-ġhair se kyā sharh-e-ārzū kartevo ḳhud agar kahīñ miltā to guftugū karte
- سحر جیتے گی یا شام غریباں دیکھتے رہنایہ سر جھکتے ہیں یا دیوار زنداں دیکھتے رہناsahar jītegī yā shām-e-ġharībāñ dekhte rahnāye sar jhukte haiñ yā dīvār-e-zindāñ dekhte rahnā
- غم دوراں نے بھی سیکھے غم جاناں کے چلنوہی سوچی ہوئی چالیں وہی بے ساختہ پنġham-e-daurāñ ne bhī sīkhe ġham jānāñ ke chalanvahī sochī huī chāleñ vahī be sāḳhta pan
- فن کار خود نہ تھی مرے فن کی شریک تھیوہ روح کے سفر میں بدن کی شریک تھیfan kār ḳhud na thī mire fan kī sharīk thīvo rūh ke safar meñ badan kī sharīk thī
- قدم قدم پہ تمنائے التفات تو دیکھزوال عشق میں سوداگروں کا ہات تو دیکھqadam qadam pe tamannā-e-iltifāt to dekhzavāl-e-ishq meñ saudāgaroñ kā hāt to dekh
- کبھی جھڑکی سے کبھی پیار سے سمجھاتے رہےہم گئی رات پہ دل کو لیے بہلاتے رہےkabhī jhiṛkī se kabhī pyār se samjhāte raheham ga.ī rāt pe dil ko liye bahlāte rahe
- کسی اور غم میں اتنی خلش نہاں نہیں ہےغم دل مرے رفیقو غم رائگاں نہیں ہےkisī aur ġham meñ itnī ḳhalish-e-nihāñ nahīñ haiġham-e-dil mire rafīqo ġham-e-rā.igāñ nahīñ hai
- کسی تو کام زمانے کے سوگوار آئےتجھے جو پا نہ سکے زیست کو سنوار آئےkisī to kām zamāne ke sogvār ā.etujhe jo pā na sake zīst ko sañvār ā.e
- کف مومن سے نہ دروازۂ دوراں سے ملارشتۂ درد اسی دشمن ایماں سے ملاkaf-e-momin se na darvāza-e-daurāñ se milārishta-e-dard isī dushman-e-īmāñ se milā
- کوئی رفیق بہم ہی نہ ہو تو کیا کیجےکبھی کبھی ترا غم ہی نہ ہو تو کیا کیجےkoī rafīq baham hī na ho to kyā kījekabhī kabhī tirā ġham hī na ho to kyā kīje
- کیا کیا نظر کو شوق ہوس دیکھنے میں تھادیکھا تو ہر جمال اسی آئینے میں تھاkyā kyā nazar ko shauq-e-havas dekhne meñ thādekhā to har jamāl isī ā.īne meñ thā
- گریہ تو اکثر رہا پیہم رہاپھر بھی دل کے بوجھ سے کچھ کم رہاgirya to aksar rahā paiham rahāphir bhī dil ke bojh se kuchh kam rahā
- لوگوں کی ملامت بھی ہے خود درد سری بھیکس کام کی یہ اپنی وسیع النظری بھیlogoñ kī malāmat bhī hai ḳhud dard sirī bhīkis kām kī ye apnī vasī alnnazarī bhī
- نگر نگر میلے کو گئے کون سنے گا تیری پکاراے دل اے دیوانے دل! دیواروں سے سر دے مارnagar nagar mele ko ga.e kaun sunegā terī pukārai dil ai dīvāne dil! dīvāroñ se sar de mār
- وہ عہد عہد ہی کیا ہے جسے نبھاؤ بھیہمارے وعدۂ الفت کو بھول جاؤ بھیvo ahd ahd hī kyā hai jise nibhā.o bhīhamāre va.ada-e-ulfat ko bhūl jā.o bhī
- ہوئی ایجاد نئی طرز خوشامد کہ نہیںکل کا آئین ہے اب تک سر مسند کہ نہیںhuī ījād na.ī tarz-e-ḳhushāmad ke nahīñkal kā ā.īn hai ab tak sar-e-masnad ke nahīñ
- یوں تو وہ ہر کسی سے ملتی ہےہم سے اپنی خوشی سے ملتی ہےyūñ to vo har kisī se miltī haiham se apnī ḳhushī se miltī hai