Poet
Mustafa Zaidi
مصطفیٰ زیدی1930–1970
Poems
- اس کو کرنوں نے دی ہے تابانیاس کو مہتاب نے سنوارا ہےus ko kirnoñ ne dī hai tābānīus ko mahtāb ne sañvārā hai
- اس کے چہرے کا عکس پڑتا ہےاس کی باتیں شروع ہوتی ہیںus ke chehre kā aks paṛtā haius kī bāteñ shurū hotī haiñ
- اللہ اللہ یہ لرزش مژگاںجھٹپٹے کا ہے طرفہ راز و نیازallāh allāh ye larzish-e-mizhgāñjhaṭpiṭe kā hai turfa rāz-o-niyāz
- سن کے لوگوں کے زہر سے فقرےدیکھ کر اپنے گھر کی بربادیsun ke logoñ ke zahr se fiqredekh kar apne ghar kī barbādī
- صرف کہہ دوں کہ ناؤ ڈوب گئییا بتاؤں کہ کیسے ڈوبی تھیsirf kah dūñ ke nā.o ḍūb ga.īyā batā.ūñ ke kaise ḍūbī thī
- کاش ہم لوگ لڑ گئے ہوتےآپ کی دوستی کا رونا ہےkāsh ham log laṛ ga.e hoteāp kī dostī kā ronā hai
- مجھ کو چپ چاپ اس طرح مت دیکھمیرے بستر کی سلوٹیں مت کھولmujh ko chup chāp is tarah mat dekhmere bistar kī salūṭeñ mat khol
- مدتوں کور نگاہی دل کینور عرفاں کو ترستی رہتیmuddatoñ kor nigāhī dil kīnūr-e-irfāñ ko tarastī rahtī
- میری آنکھوں میں نیند چبھتی ہےمیرے سینے میں جاگتے ہیں الاؤmerī ānkhoñ meñ nīnd chubhtī haimere sīne meñ jāgte haiñ alā.o
- وقت کے ساتھ لوگ کہتے تھےزخم دل بھی تمہارے ہوں گے دورvaqt ke sāth log kahte thezaḳhm-e-dil bhī tumhāre hoñge dūr
- یوں تو اکثر خیال آتا تھامیں جو ہوں اس سے ماسوا بن جاؤںyūñ to aksar ḳhayāl ātā thāmaiñ jo hūñ us se māsivā ban jā.ūñ