Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Mir Taqi Mir

Poet

Mir Taqi Mir

میر تقی میر

1723–1810Born in AgraDied in Lucknow

Mir Muhammad Taqi, who wrote as Mir, was one of the principal poets of the Delhi school of the Urdu ghazal. He spent much of his life in Delhi and, after Ahmad Shah Abdali's raids on the city, moved in 1782 to the court of Asaf-ud-Daula in Lucknow. His Urdu verse fills six divans, and he also wrote the Persian autobiography Zikr-e-Mir and Nikat-us-Shuara, an account of Urdu poets.

Writes about

  • Love
  • Sorrow
  • Ruin of Delhi
  • Divine love

Poems

  1. bas hirs-o-havā se mīr ab tum bhāgoġhaflat kab tak kahe hamāre lāgū
  2. parda na uṭhā.o be hijābī na karohove gī qayāmat ik shitābī na karo
  3. pūchho na kuchh us be sar-o-pā kī ḳhvāhishrakhtī nahīñ had ahl-e-vafā kī ḳhvāhish
  4. phir ishq meñ mīr pā.oñ dhartā hai gājī aur munaġhġhaz apnā kartā hai gā
  5. paiġhambar haq ke haq dikhāyā us kāmerāj hai kamtarīn pāya us kā
  6. tāchand talaf mīr-e-hayā se hogāshā.ista-e-sadsitam vafā se hogā
  7. tujh rah se muhāl hai uṭhānā mujh kophir janī kahe koī siyānā mujh ko
  8. tasbīh ko muddatoñ sambhālā ham neḳhirqa barsoñ gale meñ ḍālā ham ne
  9. terā ai dil ye ġham faro bhī hogāandesha-e-rizq kam kabhū bhī hogā
  10. jānāñ ne hameñ kabhū na jānā afsosjo ham ne kahā so vo na mānā afsos
  11. jāñ se hai badan latīf-o-ro hai nāzukpākīza tirī tab.a-o-ḳhū hai nāzuk
  12. jis vaqt shurū ye hikāyat hogīranjīdagī yak digar nihāyat hogī
  13. chipkā chipkā phirā na kar to ġham sekyā harf-o-suḳhan aib hai kuchh mahram se
  14. hāsil nahīñ duniyā se bajuz dil rīshīrakhtī nahīñ etibār yārī ḳhveshī
  15. husn zāhir bhī hai hamārā dilḳhvāhmahv-e-sūrat bhī hūñ maiñ ma.anī āgāh
  16. hairat kī ye mārke kī jā hai bārekyā pūchhte ho marte haiñ āshiq sāre
  17. hairat hai ke ho raqīb mahram terāhamrāz-o-unnīs-e-vaqt-o-hamdam terā
  18. dāman uzlat kā ab liyā hai maiñ nedil marg se āshnā kyā hai maiñ ne
  19. dil tujh pe jale na kyūñke merā be tābyāñ tujh ko tavaqqo hai ke lātā hai javāb
  20. dil jān-e-jigar āh jalā.e kyā kyādard-o-ġham-o-āzār khanchā.e kyā kyā
  21. dil jin ke bajā haiñ un ko ātī hai ḳhvābārām ḳhush ātā hai suhātī hai ḳhvāb
  22. dil ḳhūn huā zabt hī karte karteham ho hī chuke dukhoñ ko bharte bharte
  23. dil ḳhūñ hai jigar dāġh hai ruḳhsār hai zardhasrat se gale lagne kī chhātī meñ hai dard
  24. dil ġham se huā gudāz sārā allāhġhairat ne hameñ ishq kī mārā allāh
  25. din fikr-e-dahan meñ us ke jātā hai hameñkab āp meñ āke koī pātā hai hameñ
  26. duniyā meñ baṛā rog jo hai ulfat haidiq āge haiñ jī se bhī ye zahmat hai
  27. rāzī ṭuk āp ko razā par rakhiyemā.il dil ko tunuk qazā par rakhiye
  28. zānū pe qad ḳham shuda sar ko lāyājāe dandāñ ko ham ne ḳhālī pāyā
  29. sun soz-e-darūñ ko us ke jaliye bhunayehar harf pe afsos se sar ko dhuniye
  30. shab abr ke peshro ho dariyā jis kāāyā dil dāġh kar gayā jis tis kā
  31. tūfān ai mīr-e-shab uṭhā.e tū neāshob-e-balā ānkhoñ dikhā.e tū ne
  32. kāhe ko koī ḳharāb ḳhvārī hotākāhe ko hameñ ye jān bhārī hotā
  33. kūche meñ tire ān ke uṛ bhī baiṭhebe hech har ik bāt pe laṛ bhī baiṭhe
  34. ko umr ke ab fikr-e-amīrī kariyeban āve to andesha-e-pīrī kariye
  35. kahtā hai ye apnī ānkhoñ dekheñge faqīrbenash nahīñ rakhte kyā javāñ hūñ kyā pīr
  36. kyā tum se kahūñ mīr kahāñ tak roūñroūñ to zamīñ se āsmāñ tak roūñ
  37. kyā koft thī dil ke laḳht kūṭe nikleṭukṛe jo hue jigar ke ṭūṭe nikle
  38. kyā kahiye adā butoñ se kyā hotī haijo dil zadagāñ pe ye jafā hotī hai
  39. kyā kahiye ḳharāb hote ham kaise phiredekhā ye bhī ke sab kī nazroñ se gire
  40. kyā kyā ai āshiqī satāyā tūnekaisā kaisā hameñ khapāyā tūne
  41. kyā kyā haiñ sulūk bad faqat ġham hī nahīñphir ham se junūñ meñ zof se dam hī nahīñ
  42. kyā mīr tujhe jān huī thī bhārījo us but sang dil se kī thī yārī
  43. kyā mīr kā mazkūr kareñ sab hai jahlpāyā ham ne use nihāyat hī sahl
  44. kī husn ne tujh se be vafā.ī āḳhirḳhūbī na rahī na mirzā.ī āḳhir
  45. kaisā ehsāñ hai ḳhalq ālam karnāphir ālam hastī meñ makarrim karnā
  46. gazrā ye ke shikva-o-shikāyat kījeyā āge suḳhan aur hikāyat kīje
  47. گو روکش ہفتاد و دو ملت ہم ہیںمرآت بدن نماے وحدت ہم ہیں
  48. go mīr ke ahvāl nihāyat hai saqemkahte haiñ use shāfī-o-kāfī-o-hakīm
  49. lo yār sitamgar ne laṛā.ī kī haiik hī talvār meñ safā.ī kī hai
  50. mat māl kisī kā yār til kar rakhnātū dā.o na yāñ bahut sā jal kar rakhnā