
Poet
Mir Taqi Mir
میر تقی میر1723–1810Born in AgraDied in Lucknow
Mir Muhammad Taqi, who wrote as Mir, was one of the principal poets of the Delhi school of the Urdu ghazal. He spent much of his life in Delhi and, after Ahmad Shah Abdali's raids on the city, moved in 1782 to the court of Asaf-ud-Daula in Lucknow. His Urdu verse fills six divans, and he also wrote the Persian autobiography Zikr-e-Mir and Nikat-us-Shuara, an account of Urdu poets.
Writes about
- Love
- Sorrow
- Ruin of Delhi
- Divine love
Poems
- محشر میں اگر یہ آتشیں دم ہوگاہنگامہ سب اک لپٹ میں برہم ہوگاmahshar meñ agar ye ātishīñ dam hogāhangāma sab ik lipaṭ meñ bar.ham hogā
- مدت کے جو بعد جی بحال آتا ہےخاطر پہ جہاں جہاں ملال آتا ہےmuddat ke jo ba.ad jī bahāl ātā haiḳhātir pe jahāñ jahāñ malāl ātā hai
- مستی نہ کر اے میرؔ اگر ہے ادراکدامان بلند ابر نمط رکھ تو پاکmastī na kar ai mīr agar hai idrākdāmān-e-buland abr namat rakh to pāk
- مسجد میں تو شیخ کو خروشاں دیکھامیخانے میں جوش بادہ نوشاں دیکھاmasjid meñ to shaiḳh ko ḳharoshāñ dekhāmaiḳhāne meñ josh-e-bāda noshāñ dekhā
- ملنا دلخواہ اب خیال اپنا ہےجی تن میں رہا ہے سو وبال اپنا ہےmilnā dilḳhvāh ab ḳhayāl apnā haijī tan meñ rahā hai so vabāl apnā hai
- ملیے اس شخص سے جو آدم ہووےناز اس کو کمال پر بہت کم ہووےmiliye us shaḳhs se jo ādam hovenāz us ko kamāl par bahut kam hove
- میرؔ اس سے ملے کہ جو ملا بھی نہ کبھوجی یوں ہی گیا وہ آ پھرا بھی نہ کبھوmīr us se mile ke jo milā bhī na kabhūjī yūñ hī gayā vo ā phirā bhī na kabhū
- میرؔ اس کے ہوئے تھے ہم جو یار خاطرسو یاری بخت سے ہیں بار خاطرmīr us ke hue the ham jo yār ḳhātirso yārī baḳht se haiñ bār-e-ḳhātir
- وہ عہد گیا کہ جور اس کے سہیےوہ بات نہیں رہی کہ چپکے رہیےvo ahd gayā ke jaur us ke sahiyevo bāt nahīñ rahī ke chupke rahiye
- ہجراں میں کیا سب نے کنارہ آخراسباب گیا جینے کا سارا آخرhijrāñ meñ kiyā sab ne kināra āḳhirasbāb gayā jīne kā sārā āḳhir
- ہرچند کہ اے مہ اب تمامی ہے گیپر ہم جو گلہ کریں تو خامی ہے گیharchand ke ai mah ab tamāmī hai gīpar ham jo gila kareñ to ḳhāmī hai gī
- ہرچند کہ طاعت میں ہوا ہے تو پیرپر بات مری سن کہ نہیں بے تاثیرharchand ke tā.at meñ huā hai to pīrpar bāt mirī sun ke nahīñ be tāsīr
- ہر روز نیا ایک تماشا دیکھاہر کوچے میں سو جوان رعنا دیکھاhar roz nayā ek tamāshā dekhāhar kūche meñ so javān ra.anā dekhā
- ہر صبح غموں میں شام کی ہے ہم نےخونابہ کشی مدام کی ہے ہم نےhar sub.h ġhamoñ meñ shām kī hai ham neḳhonāba kashī mudām kī hai ham ne
- ہر صبح مرے سر پہ قیامت گذریہر شام نئی ایک مصیبت گذریhar sub.h mire sar pe qayāmat guzarīhar shām na.ī ek musībat guzarī
- ہر لحظہ رلاتا ہے کڑھاتا ہے مجھےہر آن ستاتا ہے کھپاتا ہے مجھےhar lahza rulātā hai kaṛhitā hai mujhehar ān satātā hai khapātā hai mujhe
- ہم سے تو بتوں کی وہ حیا کی باتیںوہ طرز کلام اس ادا کی باتیںham se to butoñ kī vo hayā kī bāteñvo tarz-e-kalām is adā kī bāteñ
- ہم میرؔ برے اتنے ہیں وہ اتنا خوبمتروک جہاں ہم ہیں وہ سب کا محبوبham mīr bure itne haiñ vo itnā ḳhūbmatrūk jahāñ ham haiñ vo sab kā mahbūb
- ہم میرؔ سے کہتے ہیں نہ تو رویا کرہنس کھیل کے ٹک چین سے بھی سویا کرham mīr se kahte haiñ na to royā karhañs khel ke ṭuk chain se bhī soyā kar
- ہیں قید قفس میں تنگ یوں تو کب کےرہتے تھے گلے ہزار نیچے لب کےhaiñ qaid-e-qafas meñ tang yūñ to kab kerahte the gale hazār nīche lab ke
- ہیں گوکہ سبھی تمھاری پیاری باتیںپر جی سے نہ جائیں گی تمھاری باتیںhaiñ goke sabhī tumhārī pyārī bāteñpar jī se na jā.eñgī tumhārī bāteñ
- یکسو یہ کہ عیش و کامرانی کرتےیا خوب طرح سے زندگانی کرتےyakso ye ke aish-o-kāmrānī karteyā ḳhūb tarah se zindagānī karte
- در مذمت آئینہ دار
- در جشن ہولی و کتخدائی
- در تہنیت کدخدائی بشن سنگھ
- آیا محرم غمگیں رہا کرابن علی کا ماتم رکھا کرāyā mahram ġhamgīñ rahā karibn-e-alī kā mātam rakhā kar
- آئی ہے شب قتل حسین ابن علی کیرخصت ہے سحر عترت والاے نبی کیā.ī hai shab-e-qatl-e-hasīn ibn-e-alī kīruḳhsat hai sahar itrat vālā-e-nabī kī
- جنگ نامہ (میر تقی میر)
- ابن علی سے سنا ہے یار و دشت بلا میں لڑائی ہوئیایدھر تھے ہفتاد و دو تن یہ اودھر ساری خدائی ہوئیibn-e-alī se sunā hai yār-o-dasht-e-balā meñ laṛā.ī huīīdhar the haftad-o-do tan ye ūdhar sārī ḳhudā.ī huī
- در ہجو شخصے ہیچمداں کہ دعواے ہمہ دانی داشت
- اس گل باغ امامت کے ہیں پھولآبیاری جن کی کرتی تھی بتولus gul-e-bāġh-e-imāmat ke haiñ phūlābiyārī jin kī kartī thī batūl
- در ہجو عاقل نام، ناکسے کہ بہ سگاں انسے تمام داشت
- در مدح حضرت علی مرتضےٰ ؓ (I)
- در ہجو اکول
- السلام اے کام جان مصطفےٰؐالسلام اے یادگار مرتضےٰalssalām ai kām jān-e-mustafāealssalām ai yādgār-e-martaze
- بطرز منقبت حضرت امام حسینؓ
- امت تھی نبیؐ کی کہ یہ کفار حسیناتو سبط تھا اس کا کہ گنہگار حسیناummat thī nabī kī ke ye kuffār hasīnātū sibt thā us kā ke gunahgār hasīnā
- موہنی بلی
- درہجو خواجہ سراے
- ایمان یہ کیسا تھا کیسی یہ مسلمانیکی آل پیمبر سے جو دشمنی جانیīmān ye kaisā thā kaisī ye musalmānīkī āl-e-payambar se jo dushmanī jānī
- در بیان کذب
- اے سبط مصطفےٰ کے تجھ کو سلام پہنچےاے جان مرتضےٰ کے تجھ کو سلام پہنچےai sibt mustafāe ke tujh ko salām pahuñcheai jān martaze ke tujh ko salām pahuñche
- مخمس در مدح حضرت علیؓ (I)
- مخمس در مدح حضرت علیؓ (V)
- ہفت بند در مدح حضرت علیؓ
- تضمین در مخمس (II)
- مخمس ترجیع بند در مدح حضرت علیؓ (III)
- تسنگ نامہ
- پرپیچ بہت ہے شکن زلف سیاہوارفتہ نہ رہ اس کا دلا بے گہ و گاہpurpech bahut hai shikan-e-zulf-e-siyāhvārafta na rah us kā dilā be gah-o-gāh
- پھر کیا یہ دھوم ہے کہ جہاں ہے سیہ تمامپھر کیا یہ ماجرا ہے کہ ہوگئی ہے صبح شامphir kyā ye dhūm hai ke jahāñ hai siyah tamāmphir kyā ye mājrā hai ke hoga.ī hai sub.h-e-shām