Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Laiq Siddiqi

Poems

Meter
  1. apnī azmat kā nigahbān nahīñ hai koīkyā ab is daur meñ insān nahīñ hai koī
  2. hasrat-e-dil nikal bhī saktī haizindagī ruḳh badal bhī saktī hai
  3. dil-e-nādāñ ye ulfat kā safar haiyahāñ manzil nahīñ bas rah guzar hai
  4. din mile rāt mile sub.h mile shām mileishq-e-sādiq ho to taklīf meñ ārām mile
  5. zindagī nāz kare jis pe vo pahchān banedekhiye āj kā insān kab insān bane
  6. kaun batlā.e ke kis ko kyā milājis kī qismat meñ jo likhā thā milā
  7. muñh andhere chamanistān kā paikar le karkaun guzrā hai dabe pā.oñ gul-e-tar le kar
  8. maut jāda hai maut manzil haimaut hī zindagī kā hāsil hai
  9. vafā se āshnā koī nahīñ haiagarche be vafā koī nahīñ hai
  10. ye dekh zindagī ke liye hai payām kyādin kyā hai rāt kyā hai sahar kyā hai shām kyā
  11. sahar ne masarrat kā naġhma sunāyāfazā ne gulistāñ kā dāman sajāyā
  12. gulshan-e-zīst pe pur kaif ghaṭā chhā.ī hairuḳh pe har phūl ke ik husn hai ra.anā.ī hai
  13. mausam bahut hasīñ hai fazā ḳhush gavār haihar rang ko mizāj-e-chaman sāzgār hai