Poet
Laiq Siddiqi
Poems
- سحر نے مسرت کا نغمہ سنایافضا نے گلستاں کا دامن سجایاsahar ne masarrat kā naġhma sunāyāfazā ne gulistāñ kā dāman sajāyā
- گلشن زیست پہ پر کیف گھٹا چھائی ہےرخ پہ ہر پھول کے اک حسن ہے رعنائی ہےgulshan-e-zīst pe pur kaif ghaṭā chhā.ī hairuḳh pe har phūl ke ik husn hai ra.anā.ī hai
- موسم بہت حسیں ہے فضا خوش گوار ہےہر رنگ کو مزاج چمن سازگار ہےmausam bahut hasīñ hai fazā ḳhush gavār haihar rang ko mizāj-e-chaman sāzgār hai