Poet
Laiq Siddiqi
Poems
- اپنی عظمت کا نگہبان نہیں ہے کوئیکیا اب اس دور میں انسان نہیں ہے کوئیapnī azmat kā nigahbān nahīñ hai koīkyā ab is daur meñ insān nahīñ hai koī
- حسرت دل نکل بھی سکتی ہےزندگی رخ بدل بھی سکتی ہےhasrat-e-dil nikal bhī saktī haizindagī ruḳh badal bhī saktī hai
- دل ناداں یہ الفت کا سفر ہےیہاں منزل نہیں بس رہ گزر ہےdil-e-nādāñ ye ulfat kā safar haiyahāñ manzil nahīñ bas rah guzar hai
- دن ملے رات ملے صبح ملے شام ملےعشق صادق ہو تو تکلیف میں آرام ملےdin mile rāt mile sub.h mile shām mileishq-e-sādiq ho to taklīf meñ ārām mile
- زندگی ناز کرے جس پہ وہ پہچان بنےدیکھیے آج کا انسان کب انسان بنےzindagī nāz kare jis pe vo pahchān banedekhiye āj kā insān kab insān bane
- کون بتلائے کہ کس کو کیا ملاجس کی قسمت میں جو لکھا تھا ملاkaun batlā.e ke kis ko kyā milājis kī qismat meñ jo likhā thā milā
- منہ اندھیرے چمنستان کا پیکر لے کرکون گزرا ہے دبے پاؤں گل تر لے کرmuñh andhere chamanistān kā paikar le karkaun guzrā hai dabe pā.oñ gul-e-tar le kar
- موت جادہ ہے موت منزل ہےموت ہی زندگی کا حاصل ہےmaut jāda hai maut manzil haimaut hī zindagī kā hāsil hai
- وفا سے آشنا کوئی نہیں ہےاگرچہ بے وفا کوئی نہیں ہےvafā se āshnā koī nahīñ haiagarche be vafā koī nahīñ hai
- یہ دیکھ زندگی کے لئے ہے پیام کیادن کیا ہے رات کیا ہے سحر کیا ہے شام کیاye dekh zindagī ke liye hai payām kyādin kyā hai rāt kyā hai sahar kyā hai shām kyā