Poet
Kaifi Azmi
کیفی اعظمی1919–2002
Poems
- آج کی رات بہت گرم ہوا چلتی ہےآج کی رات نہ فٹ پاتھ پہ نیند آئے گیāj kī rāt bahut garm havā chaltī haiāj kī rāt na fiṭ pāth pe nīnd ā.egī
- اب اور کیا ترا بیمار باپ دے گا تجھےبس اک دعا کہ خدا تجھ کو کامیاب کرےab aur kiyā tirā bīmār bāp degā tujhebas ik duā ke ḳhudā tujh ko kāmyāb kare
- اب تم آغوش تصور میں بھی آیا نہ کرومجھ سے بکھرے ہوئے گیسو نہیں دیکھے جاتےab tum āġhosh-e-tasavvur meñ bhī āyā na karomujh se bikhre hue gesū nahīñ dekhe jāte
- اٹھ مری جان مرے ساتھ ہی چلنا ہے تجھےقلب ماحول میں لرزاں شرر جنگ ہیں آجuṭh mirī jān mire sāth hī chalnā hai tujheqalb māhaul meñ larzāñ sharar-e-jang haiñ āj
- اک یہی سوز نہاں کل مرا سرمایہ ہےدوستو میں کسے یہ سوز نہاں نذر کروںik yahī soz-e-nihāñ kal mirā sarmāya haidosto meñ kise ye soz-e-nihāñ nazr karūñ
- ایک گردن پہ سیکڑوں چہرےاور ہر چہرے پر ہزاروں داغek gardan pe saikṛoñ chehreaur har chehre par hazāroñ dāġh
- اے ہمہ رنگ ہمہ نور ہمہ سوز و گدازبزم مہتاب سے آنے کی ضرورت کیا تھیai hama rang hama nūr hama soz-o-gudāzbazm-e-mahtāb se āne kī zarūrat kiyā thī
- پیار کا جشن نئی طرح منانا ہوگاغم کسی دل میں سہی غم کو مٹانا ہوگاpyār kā jashn na.ī tarah manānā hogāġham kisī dil meñ sahī ġham ko miṭānā hogā
- تم پریشان نہ ہو، باب کرم وا نہ کرواور کچھ دیر پکاروں گا چلا جاؤں گاtum pareshān na ho, bāb-e-karam vā na karoaur kuchh der pukārūñgā chalā jā.ūñgā
- تم خدا ہوخدا کے بیٹے ہوtum ḳhudā hoḳhudā ke beṭe ho
- جب بھی چوم لیتا ہوں ان حسین آنکھوں کوسو چراغ اندھیرے میں جھلملانے لگتے ہیںjab bhī chūm letā hūñ un hasīn ānkhoñ koso charāġh andhere meñ jhilmilāne lagte haiñ
- چاند ٹوٹا پگھل گئے تارےقطرہ قطرہ ٹپک رہی ہے راتchānd ṭūṭā pighal ga.e tāreqatra qatra ṭapak rahī hai rāt
- دوست! میں دیکھ چکا تاج محلمرمریں مرمریں پھولوں سے ابلتا ہیراdost! meñ dekh chukā tāj-e-mahalmarmarīñ marmarīñ phūloñ se ubaltā hīrā
- رام بن باس سے جب لوٹ کے گھر میں آئےیاد جنگل بہت آیا جو نگر میں آئےrām ban bās se jab lauṭ ke ghar meñ ā.eyād jangal bahut āyā jo nagar meñ ā.e
- روح بے چین ہے اک دل کی اذیت کیا ہےدل ہی شعلہ ہے تو یہ سوز محبت کیا ہےrūh be chain hai ik dil kī aziyyat kyā haidil hī shola hai to ye soz-e-mohabbat kyā hai
- روز بڑھتا ہوں جہاں سے آگےپھر وہیں لوٹ کے آ جاتا ہوںroz baṛhtā hūñ jahāñ se āgephir vahīñ lauṭ ke ā jātā hūñ
- رہنے کو سدا دہر میں آتا نہیں کوئیتم جیسے گئے ایسے بھی جاتا نہیں کوئیrahne ko sadā dahr meñ ātā nahīñ koītum jaise ga.e aise bhī jātā nahīñ koī
- زباں کو ترجمان غم بناؤں کس طرح کیفیؔمیں برگ گل سے انگارے اٹھاؤں کس طرح کیفیؔzabāñ ko tarjumān-e-ġham banā.ūñ kis tarah kaifīmaiñ barg-e-gul se angāre uṭhā.ūñ kis tarah kaifī
- زندگی نام ہے کچھ لمحوں کااور ان میں بھی وہی اک لمحہzindagī nām hai kuchh lamhoñ kāaur un meñ bhī vahī ik lamha
- شگفتگی کا لطافت کا شاہکار ہو تمفقط بہار نہیں حاصل بہار ہو تمshaguftagī kā latāfat kā shāhkār ho tumfaqat bahār nahīñ hāsil-e-bahār ho tum
- طبیعت جبریہ تسکین سے گھبرائی جاتی ہےہنسوں کیسے ہنسی کمبخت تو مرجھائی جاتی ہےtabī.at jabriya taskīn se ghabrā.ī jātī haihañsūñ kaise hañsī kambaḳht to murjhā.ī jātī hai
- عزیز ماں مری ہنس مکھ مری بہادر ماںتمام جوہر فطرت جگا دیے تو نےazīz māñ mirī hañs mukh mirī bahādur māñtamām jauhar fitrat jagā diye tū ne
- کبھی جمود کبھی صرف انتشار سا ہےجہاں کو اپنی تباہی کا انتظار سا ہےkabhī jumūd kabhī sirf intishār sā haijahāñ ko apnī tabāhī kā intizār sā hai
- کتنی رنگیں ہے فضا کتنی حسیں ہے دنیاکتنا سرشار ہے ذوق چمن آرائی آجkitnī rangīñ hai fazā kitnī hasīñ hai duniyākitnā sarshār hai zauq-e-chaman ārā.ī āj
- کوئی یہ کیسے بتائے کہ وہ تنہا کیوں ہےوہ جو اپنا تھا وہی اور کسی کا کیوں ہےkoī ye kaise batā.e ke vo tanhā kyūñ haivo jo apnā thā vahī aur kisī kā kyūñ hai
- لو پو پھٹی وہ چھپ گئی تاروں کی انجمنلو جام مہر سے وہ چھلکنے لگی کرنlo pau phaṭī vo chhup ga.ī tāroñ kī anjumanlo jām-e-mehr se vo chhalakne lagī kiran
- مرے بیٹے مری آنکھیں مرے بعد ان کو دے دیناجنہوں نے ریت میں سر گاڑ رکھے ہیںmire beṭe mirī ānkheñ mire ba.ad un ko de denājinhoñ ne ret meñ sar gāṛ rakhe haiñ
- مست گھٹا منڈلائی ہوئی ہےباغ پہ مستی چھائی ہوئی ہےmast ghaṭā manḍlā.ī huī haibāġh pe mastī chhā.ī huī hai
- میں یہ سوچ کر اس کے در سے اٹھا تھاکہ وہ روک لے گی منا لے گی مجھ کوmaiñ ye soch kar us ke dar se uṭhā thāke vo rok legī manā legī mujh ko
- نقوش حسرت مٹا کے اٹھنا، خوشی کا پرچم اڑا کے اٹھناملا کے سر بیٹھنا مبارک ترانۂ فتح گا کے اٹھناnuqūsh-e-hasrat miṭā ke uṭhnā, ḳhushī kā parcham uṛā ke uṭhnāmilā ke sar baiṭhnā mubārak tarāna-e-fat.h gā ke uṭhnā
- وہ سرد رات جبکہ سفر کر رہا تھا میںرنگینیوں سے ظرف نظر بھر رہا تھا میںvo sard rāt jabke safar kar rahā thā maiñrangīniyoñ se zarf-e-nazar bhar rahā thā maiñ
- یہ اندھیری رات یہ ساری فضا سوئی ہوئیپتی پتی منظر خاموش میں کھوئی ہوئیye andherī rāt ye sārī fazā soī huīpattī pattī manzar-e-ḳhāmosh meñ khoī huī
- یہ بجھی سی شام یہ سہمی ہوئی پرچھائیاںخون دل بھی اس فضا میں رنگ بھر سکتا نہیںye bujhī sī shām ye sahmī huī parchhā.iyāñḳhūn-e-dil bhī is fazā meñ rang bhar saktā nahīñ
- یہ برسات یہ موسم شادمانیخس و خار پر پھٹ پڑی ہے جوانیye barsāt ye mausam-e-shādmānīḳhas-o-ḳhār par phaṭ paṛī hai javānī
- یہ سانپ آج جو پھن اٹھائےمرے راستے میں کھڑا ہےye sānp āj jo phan uṭhā.emire rāste meñ khaṛā hai
- یہ صحت بخش تڑکا یہ سحر کی جلوہ سامانیافق سارا بنا جاتا ہے دامان چمن جیسےye sehhat baḳhsh taṛkā ye sahar kī jalva sāmānīufuq sārā banā jātā hai dāmān-e-chaman jaise
- یہ کس طرح یاد آ رہی ہو یہ خواب کیسا دکھا رہی ہوکہ جیسے سچ مچ نگاہ کے سامنے کھڑی مسکرا رہی ہوye kis tarah yād ā rahī ho ye ḳhvāb kaisā dikhā rahī hoke jaise sach much nigāh ke sāmne khaṛī muskurā rahī ho