Poet
Kaifi Azmi
کیفی اعظمی1919–2002
Poems
- آج سوچا تو آنسو بھر آئےمدتیں ہو گئیں مسکرائےāj sochā to ānsū bhar ā.emuddateñ ho ga.īñ muskurā.e
- اتنا تو زندگی میں کسی کے خلل پڑےہنسنے سے ہو سکون نہ رونے سے کل پڑےitnā to zindagī meñ kisī ke ḳhalal paṛehañsne se ho sukūn na rone se kal paṛe
- بہارو میرا جیون بھی سنواروکوئی آئے کہیں سے یوں پکاروbuhārū merā jīvan bhī sañvārokoī ā.e kahīñ se yūñ pukāro
- پتھر کے خدا وہاں بھی پائےہم چاند سے آج لوٹ آئےpatthar ke ḳhudā vahāñ bhī pā.eham chānd se āj lauṭ ā.e
- تم اتنا جو مسکرا رہے ہوکیا غم ہے جس کو چھپا رہے ہوtum itnā jo muskurā rahe hokyā ġham hai jis ko chhupā rahe ho
- جو وہ مرے نہ رہے میں بھی کب کسی کا رہابچھڑ کے ان سے سلیقہ نہ زندگی کا رہاjo vo mire na rahe meñ bhī kab kisī kā rahābichhaṛ ke un se salīqa na zindagī kā rahā
- جھکی جھکی سی نظر بے قرار ہے کہ نہیںدبا دبا سا سہی دل میں پیار ہے کہ نہیںjhukī jhukī sī nazar be qarār hai ke nahīñdabā dabā sā sahī dil meñ pyār hai ke nahīñ
- خار و خس تو اٹھیں راستہ تو چلےمیں اگر تھک گیا قافلہ تو چلےḳhār-o-ḳhas to uṭheñ rāsta to chalemaiñ agar thak gayā qāfila to chale
- سنا کرو مری جاں ان سے ان سے افسانےسب اجنبی ہیں یہاں کون کس کو پہچانےsunā karo mirī jāñ un se un se afsānesab ajnabī haiñ yahāñ kaun kis ko pahchāne
- شور یوں ہی نہ پرندوں نے مچایا ہوگاکوئی جنگل کی طرف شہر سے آیا ہوگاshor yūñ hī na parindoñ ne machāyā hogākoī jangal kī taraf shahr se āyā hogā
- کہیں سے لوٹ کے ہم لڑکھڑائے ہیں کیا کیاستارے زیر قدم رات آئے ہیں کیا کیاkahīñ se lauṭ ke ham laṛkhaṛā.e haiñ kyā kiyāsitāre zer-e-qadam rāt ā.e haiñ kyā kiyā
- کیا جانے کس کی پیاس بجھانے کدھر گئیںاس سر پہ جھوم کے جو گھٹائیں گزر گئیںkyā jāne kis kī pyās bujhāne kidhar ga.īñis sar pe jhūm ke jo ghaṭā.eñ guzar ga.īñ
- کی ہے کوئی حسین خطا ہر خطا کے ساتھتھوڑا سا پیار بھی مجھے دے دو سزا کے ساتھkī hai koī hasīn ḳhatā har ḳhatā ke sāththoṛā sā pyār bhī mujhe de do sazā ke sāth
- لائی پھر اک لغزش مستانہ تیرے شہر میںپھر بنیں گی مسجدیں مے خانہ تیرے شہر میںlā.ī phir ik laġhzish-e-mastāna tere shahr meñphir baneñgī masjideñ mai ḳhāna tere shahr meñ
- ملے نہ پھول تو کانٹوں ث دوستی کر لیاسی طرح سے بسر ہم نے زندگی کر لیmile na phūl to kānṭoñ s dostī kar līisī tarah se basar ham ne zindagī kar lī
- میں ڈھونڈتا ہوں جسے وہ جہاں نہیں ملتانئی زمین نیا آسماں نہیں ملتاmaiñ ḍhūñḍtā hūñ jise vo jahāñ nahīñ miltāna.ī zamīn nayā āsmāñ nahīñ miltā
- وہ بھی سراہنے لگے ارباب فن کے بعدداد سخن ملی مجھے ترک سخن کے بعدvo bhī sarāhne lage arbāb-e-fan ke ba.addād-e-suḳhan milī mujhe tark-e-suḳhan ke ba.ad
- ہاتھ آ کر لگا گیا کوئیمیرا چھپر اٹھا گیا کوئیhāth ā kar lagā gayā koīmerā chhappar uṭhā gayā koī
- یا دل کی سنو دنیا والو یا مجھ کو ابھی چپ رہنے دومیں غم کو خوشی کیسے کہہ دوں جو کہتے ہیں ان کو کہنے دوyā dil kī suno duniyā vālo yā mujh ko abhī chup rahne domaiñ ġham ko ḳhushī kaise kah dūñ jo kahte haiñ un ko kahne do
- یوں ہی کوئی مل گیا تھا سر راہ چلتے چلتےوہیں تھم کے رہ گئی ہے مری رات ڈھلتے ڈھلتےyūñ hī koī mil gayā thā sar-e-rāh chalte chaltevahīñ tham ke rah ga.ī hai mirī rāt ḍhalte ḍhalte