Poet
Jahangeer nayab
b. 1985
Poems
- اب اگر اور چپ رہوں گا میںپھر یہ طے ہے کہ پھٹ پڑوں گا میںab agar aur chup rahūñgā meñphir ye tai hai ke phaṭ paṛūñgā meñ
- اپنے حصار ذات میں الجھا ہوا ہوں میںیعنی کہ کائنات میں الجھا ہوا ہوں میںapne hisār-e-zāt meñ uljhā huā hūñ maiñya.anī ke kā.ināt meñ uljhā huā hūñ maiñ
- اچھا ہوں یا برا ہوں مجھے کچھ نہیں پتانظروں میں تیرے کیا ہوں مجھے کچھ نہیں پتاachchhā hūñ yā burā hūñ mujhe kuchh nahīñ patānazroñ meñ tere kyā hūñ mujhe kuchh nahīñ patā
- اس طرح کھو گیا ہوں میں اپنے وجود میںاب خود کو ڈھونڈتا ہوں میں اپنے وجود میںis tarah kho gayā hūñ maiñ apne vajūd meñab ḳhud ko ḍhūñḍtā hūñ maiñ apne vajūd meñ
- باعث آسودگی ہے حشر سامانی مجھےراس آتی ہے بڑی مشکل سے آسانی مجھےbā.is-e-āsūdgī hai hashr sāmānī mujherās ātī hai baṛī mushkil se āsānī mujhe
- بیان حال مفصل نہیں ہوا اب تکجو مسئلہ تھا وہی حل نہیں ہوا اب تکbayān hāl mufassal nahīñ huā ab takjo masala thā vahī hal nahīñ huā ab tak
- تماشہ اپنا سر رہ گزر بنایا جائےجو راہزن ہے اسے راہ بر بنایا جائےtamāsha apnā sar-e-rah guzar banāyā jā.ejo rāhzan hai use rāh bar banāyā jā.e
- جنون شوق یقیں ضابطے سے آئی ہےاڑان مجھ میں مرے حوصلے سے آئی ہےjunūn-e-shauq yaqīñ zābte se ā.ī haiuṛān mujh meñ mire hausle se ā.ī hai
- حرف سے تاثیر لفظوں سے معنی لے گیاجاتے جاتے وہ مری جادو بیانی لے گیاharf se tāsīr lafzoñ se ma.anī le gayājāte jāte vo mirī jādū bayānī le gayā
- خود اپنے آپ سے روٹھا ہوا ہوںسمجھتے ہیں وہ میں ان سے خفا ہوںḳhud apne āp se rūṭhā huā hūñsamajhte haiñ vo maiñ un se ḳhafā hūñ
- دل سے نکال یاس کہ زندہ ہوں میں ابھیہوتا ہے کیوں اداس کہ زندہ ہوں میں ابھیdil se nikāl yās ke zinda hūñ maiñ abhīhotā hai kyūñ udās ke zinda hūñ maiñ abhī
- کہا ہے میں نے یہ کب ماہتاب مل جائےمجھے تو بس مری آنکھوں کا خواب مل جائےkahā hai maiñ ne ye kab māhtāb mil jā.emujhe to bas mirī ānkhoñ kā ḳhvāb mil jā.e
- کیوں ظلم ڈھا رہا ہوں میں اپنے وجود پرکیچڑ اچھالتا ہوں میں اپنے وجود پرkyūñ zulm ḍhā rahā hūñ maiñ apne vajūd parkīchaṛ uchhāltā hūñ maiñ apne vajūd par
- مرکز میں تھا سو دھیان میں رکھا گیا مجھےہر وقت امتحان میں رکھا گیا مجھےmarkaz meñ thā so dhyān meñ rakhā gayā mujhehar vaqt imtihān meñ rakhā gayā mujhe
- مری بلا سے زمانہ خلاف ہو جائےمیں چاہتا ہوں ترا ذہن صاف ہو جائےmirī balā se zamāna ḳhilāf ho jā.emaiñ chāhtā hūñ tirā zehn sāf ho jā.e
- مشکل میں ڈالتا ہوں میں اپنے وجود کوآساں بنا رہا ہوں میں اپنے وجود کوmushkil meñ ḍāltā hūñ maiñ apne vajūd koāsāñ banā rahā hūñ maiñ apne vajūd ko
- میری نظر میں اس کی تب و تاب اور ہےکہتے ہیں جس کو گوہر نایاب اور ہےmerī nazar meñ us kī tab-o-tāb aur haikahte haiñ jis ko gauhar-e-nāyāb aur hai
- میں جب بھی کوئی منظر دیکھتا ہوںذرا اوروں سے ہٹ کر دیکھتا ہوںmaiñ jab bhī koī manzar dekhtā hūñzarā auroñ se haṭ kar dekhtā hūñ
- میں نے کوشش کی بہت لیکن کہاں یکجا ہواصفحۂ ہستی کا شیرازہ رہا بکھرا ہواmaiñ ne koshish kī bahut lekin kahāñ yakjā huāsafha-e-hastī kā shīrāza rahā bikhrā huā
- ہر خطا اس کی ہمیشہ درگزر کرتی ہوئیفاصلوں کو دل کی چاہت مختصر کرتی ہوئیhar ḳhatā us kī hamesha darguzar kartī huīfāsloñ ko dil kī chāhat muḳhtasar kartī huī