Poet
Hafeez Jaunpuri
حفیظ جونپوری1868–1959
Poems
- مصیبتیں تو اٹھا کر بڑی بڑی بھولےمگر فراق کی ایذا نہ اک گھڑی بھولےmusībateñ to uṭhā kar baṛī baṛī bhūlemagar firāq kī īzā na ik ghaṛī bhūle
- منہ مرا ایک ایک تکتا تھااس کی محفل میں میں تماشا تھاmuñh mirā ek ek taktā thāus kī mahfil meñ maiñ tamāshā thā
- نازنیں جن کے کچھ نیاز نہیںان حسینوں سے دل کو ساز نہیںnāznīñ jin ke kuchh niyāz nahīñun hasīnoñ se dil ko sāz nahīñ
- نہ آ جائے کسی پر دل کسی کانہ ہو یا رب کوئی مائل کسی کاna ā jā.e kisī par dil kisī kāna ho yā rab koī mā.il kisī kā
- وصل آسان ہے کیا مشکل ہےتجھ کو یہ دھیان ہے کیا مشکل ہےvasl āsān hai kyā mushkil haitujh ko ye dhyān hai kyā mushkil hai
- وصل میں آپس کی حجت اور ہےاس شکر رنجی میں لذت اور ہےvasl meñ āpas kī hujjat aur haiis shakar ranjī meñ lazzat aur hai
- وہ حسیں بام پر نہیں آتاچاند اپنا نظر نہیں آتاvo hasīñ bām par nahīñ ātāchānd apnā nazar nahīñ ātā
- وہ ہمکنار ہے جام شراب ہاتھ میں ہےبغل میں چاند ہے اور آفتاب ہاتھ میں ہےvo hamkanār hai jām-e-sharāb hāth meñ haibaġhal meñ chānd hai aur āftāb hāth meñ hai
- ہائے اب کون لگی دل کی بجھانے آئےجن سے امید تھی اور آگ لگانے آئےhā.e ab kaun lagī dil kī bujhāne ā.ejin se ummīd thī aur āg lagāne ā.e
- ہم کو دکھا دکھا کے غیروں کے عطر ملناآتا ہے خوب تم کو چھاتی پہ مونگ دلناham ko dikhā dikhā ke ġhairoñ ke itr milnāātā hai ḳhūb tum ko chhātī pe mūng dalnā
- ہو ترک کسی سے نہ ملاقات کسی کییا رب نہ بگڑ جائے بنی بات کسی کیho tark kisī se na mulāqāt kisī kīyā rab na bigaṛ jā.e banī bāt kisī kī
- ہوئے عشق میں امتحاں کیسے کیسےپڑے مرحلے درمیاں کیسے کیسےhue ishq meñ imtihāñ kaise kaisepaṛe marhale darmiyāñ kaise kaise
- یاد ہے پہلے پہل کی وہ ملاقات کی باتوہ مزے دن کے نہ بھولے ہیں نہ وہ رات کی باتyād hai pahle pahal kī vo mulāqāt kī bātvo maze din ke na bhūle haiñ na vo rāt kī bāt
- یوں اٹھا دے ہمارے جی سے غرضہو نہ تیرے سوا کسی سے غرضyūñ uṭhā de hamāre jī se ġharazho na tere sivā kisī se ġharaz
- یوں تو حسین اکثر ہوتے ہیں شان والےلیکن کچھ اور ہے تو او آن بان والےyūñ to hasīn aksar hote haiñ shān vālelekin kuchh aur hai to o ān bān vāle
- یہ سب کہنے کی باتیں ہیں کہ ایسا ہو نہیں سکتامحبت میں جو دل مل جائے پھر کیا ہو نہیں سکتاye sab kahne kī bāteñ haiñ ke aisā ho nahīñ saktāmohabbat meñ jo dil mil jā.e phir kyā ho nahīñ saktā
- یہی مسئلہ ہے جو زاہدو تو مجھے کچھ اس میں کلام ہےوہی شے حلال ہے خلد میں وہی میکدے میں حرام ہےyahī masala hai jo zāhido to mujhe kuchh is meñ kalām haivahī shai halāl hai ḳhuld meñ vahī maikade meñ harām hai
- دیوانے ہوئے صحرا میں پھرے یہ حال تمہارے غم نے کیا
- زمانے کا بھروسا کیا ابھی کچھ ہے ابھی کچھ ہےیہی ہے رنگ دنیا کا ابھی کچھ ہے ابھی کچھ ہےzamāne kā bharosā kyā abhī kuchh hai abhī kuchh haiyahī hai rang duniyā kā abhī kuchh hai abhī kuchh hai
- عجب زمانے کی گردشیں ہیں خدا ہی بس یاد آ رہا ہےنظر نہ جس سے ملاتے تھے ہم وہی اب آنکھیں دکھا رہا ہےajab zamāne kī gardisheñ haiñ ḳhudā hī bas yād ā rahā hainazar na jis se milāte the ham vahī ab ānkheñ dikhā rahā hai
- مژگاں ہیں غضب ابروے خم دار کے آگےیہ تیر برس پڑتے ہیں تلوار کے آگےmizhgāñ haiñ ġhazab abrve ḳham dār ke āgeye tīr baras paṛte haiñ talvār ke āge
- آدمی کا آدمی ہر حال میں ہمدرد ہواک توجہ چاہئے انساں کو انساں کی طرفādmī kā ādmī har hāl meñ hamdard hoik tavajjoh chāhiye insāñ ko insāñ kī taraf
- اخیر وقت ہے کس منہ سے جاؤں مسجد کوتمام عمر تو گزری شراب خانے میںaḳhīr vaqt hai kis muñh se jā.ūñ masjid kotamām umr to guzrī sharāb ḳhāne meñ
- ان کی یکتائی کا دعویٰ مٹ گیاآئنے نے دوسرا پیدا کیاun kī yaktā.ī kā da.avā miṭ gayāā.īne ne dūsrā paidā kiyā
- بوسۂ رخسار پر تکرار رہنے دیجیےلیجیے یا دیجیے انکار رہنے دیجیےbosa-e-ruḳhsār par takrār rahne dījiyelījiye yā dījiye inkār rahne dījiye
- بہت دور تو کچھ نہیں گھر مراچلے آؤ اک دن ٹہلتے ہوئےbahut dūr to kuchh nahīñ ghar mirāchale ā.o ik din ṭahalte hue
- پہنچے اس کو سلام میرابھولے سے نہ لے جو نام میراpahuñche us ko salām merābhūle se na le jo nām merā
- پی کر دو گھونٹ دیکھ زاہدکیا تجھ سے کہوں شراب کیا ہےpī kar do ghūñṭ dekh zāhidkyā tujh se kahūñ sharāb kyā hai
- تھے چور میکدے کے مسجد کے رہنے والےمے سے بھرا ہوا ہے جو ظرف ہے وضو کاthe chūr maikade ke masjid ke rahne vālemai se bharā huā hai jo zarf hai vuzū kā
- جب ملا کوئی حسیں جان پر آفت آئیسو جگہ عہد جوانی میں طبیعت آئیjab milā koī hasīñ jān par āfat ā.īso jagah ahd-e-javānī meñ tabī.at ā.ī
- جب نہ تھا ضبط تو کیوں آئے عیادت کے لیےتم نے کاہے کو مرا حال پریشاں دیکھاjab na thā zabt to kyūñ ā.e ayādat ke liyetum ne kāhe ko mirā hāl-e-pareshāñ dekhā
- جو دیوانوں نے پیمائش کی ہے میدان قیامت کیفقط دو گز زمیں ٹھہری وہ میرے دشت وحشت کیjo dīvānoñ ne paimā.ish kī hai maidān-e-qayāmat kīfaqat do gaz zamīñ ṭhahrī vo mere dasht-e-vahshat kī
- حال میرا بھی جائے عبرت ہےاب سفارش رقیب کرتے ہیںhāl merā bhī jā.e ibrat haiab sifārish raqīb karte haiñ
- زاہد شراب ناب ہو یا بادۂ طہورپینے ہی پر جب آئے حرام و حلال کیاzāhid sharāb-e-nāb ho yā bāda-e-tahūrpīne hī par jab ā.e harām-o-halāl kyā
- زاہد کو رٹ لگی ہے شراب طہور کیآیا ہے میکدے میں تو سوجھی ہے دور کیzāhid ko riṭ lagī hai sharāb-e-tahūr kīāyā hai maikade meñ to sūjhī hai dūr kī
- سچ ہے اس ایک پردے میں چھپتے ہیں لاکھ عیبیعنی جناب شیخ کی داڑھی دراز ہےsach hai us ek parde meñ chhupte haiñ lākh aibya.anī janāb-e-shaiḳh kī dāṛhī darāz hai
- عاشق کی بے کسی کا تو عالم نہ پوچھیےمجنوں پہ کیا گزر گئی صحرا گواہ ہےāshiq kī be kisī kā to ālam na pūchhiyemajnūñ pe kyā guzar ga.ī sahrā gavāh hai
- قسم نباہ کی کھائی تھی عمر بھر کے لیےابھی سے آنکھ چراتے ہو اک نظر کے لیےqasam nibāh kī khā.ī thī umr bhar ke liyeabhī se ānkh churāte ho ik nazar ke liye
- قید میں اتنا زمانہ ہو گیااب قفس بھی آشیانہ ہو گیاqaid meñ itnā zamāna ho gayāab qafas bhī āshiyāna ho gayā
- کافر عشق کو کیا دیر و حرم سے مطلبجس طرف تو ہے ادھر ہی ہمیں سجدا کرنا
- مری شراب کی توبہ پہ جا نہ اے واعظنشے کی بات نہیں اعتبار کے قابلmirī sharāb kī tauba pe jā na ai vā.iznashe kī bāt nahīñ etibār ke qābil
- مرے بت خانے سے ہو کر چلا جا کعبے کو زاہدبظاہر فرق ہے باطن میں دونوں ایک رستے ہیںmire but ḳhāne se ho kar chalā jā ka.abe ko zāhidbazāhir farq hai bātin meñ donoñ ek raste haiñ
- ہمیں یاد رکھنا ہمیں یاد کرنااگر کوئی تازہ ستم یاد آئےhameñ yād rakhnā hameñ yād karnāagar koī tāza sitam yād ā.e
- یاد آئیں اس کو دیکھ کے اپنی مصیبتیںروئے ہم آج خوب لپٹ کر رقیب سےyād ā.eñ us ko dekh ke apnī musībateñroe ham āj ḳhūb lipaṭ kar raqīb se