Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Ghalib Ahmad

b. 1928

Poems

  1. apne ghar se mere ghar tak kuchh lamhoñ meñ ā.egāitnī masāfat meñ logoñ ko kitne rang dikhā.egā
  2. bārhā ho ke ga.e abr-e-bahārāñ ḳhālīdasht meñ phūl khule aur gulistāñ ḳhālī
  3. patte nahīñ kahīñ harī shāḳh-e-shajar nahīñis shahr meñ bahār kī koī ḳhabar nahīñ
  4. jism jab mā.il-e-parvāz digar hotā haimanzil-e-shauq ko phir merā safar hotā hai
  5. dekhā nahīñ vo ādmī tanhā kahūñ jisevo āj tak milā nahīñ apnā kahūñ jise
  6. rāt phir jānib-e-sahar ā.īkitnī dushvār rah guzar ā.ī
  7. zanjīr meñ haiñ dair-o-haram kaun-o-makāñ bhīhai ishq hameñ un se nahīñ jin kā gumāñ bhī
  8. ahd-e-ġhazab hai shor bahut qīl-o-qāl kāye daur hai bahā.e adab ke zavāl kā
  9. kyā kare hāl-e-dil bayāñ koīna rahā zeb-e-dāstāñ koī
  10. kyā kare qaidī-e-zindān-e-ḳhayāltāb āvāz-e-salāsil na rahī
  11. lākh kartā rahe tavāf-e-haramdil badastūr hai ḳhud ek sanam
  12. manzar-e-hosh se āge bhī nazar jāne dejā rahā hai ye musāfir to idhar jāne de
  13. mausam badal sake na tire intizār keab ke bhī din guzar ga.e yūñ hī bahār ke
  14. nazar nazar se milī dil pukār uṭhā ke nahīñnahīñ ḳhabar mujhe is vaqt hosh thā ke nahīñ