Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Daur Afridi

1930–1992

Poems

  1. un ke āriz pe ashkoñ ke dhārejaise phūloñ ko shabnam sañvāre
  2. tire nigāh-e-karam jab bikhar ga.ī hogīkisī ġharīb kī duniyā sañvar ga.ī hogī
  3. tum the aur ālām bahut theaur vo sub.h-o-shām bahut the
  4. jahāñ un ko un ke ishāroñ ko dekhāvahīñ dil kī sāzish ke māroñ ko dekhā
  5. jahāñ chheṛ de koī un kā fasānahama rang lafzoñ kī jannat sajānā
  6. ḳhizāñ kā zikr na zikr-e-bahār karte rahetujhī ko terī nigāhoñ se pyār karte rahe
  7. ġham-e-dil ko badal jāne kī zid haimagar ḳhushiyoñ ko ṭal jāne kī zid hai
  8. kaun hai us ke bānkpan kī tarahhusn hai husn anjuman kī tarah
  9. merī tabāhiyoñ pe koī muskurā diyāgoyā kisī ne kuchh to mujhe āsrā diyā
  10. maiñ ne chāhat ke gīt gā.e thesunne vāle magar parā.e the
  11. nāz-o-ġhamza numā kalām ā.etere nāme the mere nām ā.e
  12. vo tere ġham ko pahchāne nahīñ haiñabhī apnoñ meñ begāne nahīñ haiñ
  13. jab tire shahr-o-kūcha-o-dar sezindagī sargirāñ rahī tū ne
  14. ḳhayāl-e-husn-o-mohabbat lihāz ahd-e-vafādil-o-nazar ko jagā.e ke jaise sehr kiyā
  15. ḳhayāl-o-ḳhvāb-o-aqā.id kī sehr kārī takghaṭe ghaṭe se shab-o-roz the bujhī sī fazā
  16. suḳhan fareb koī mehrbāñ kī tarahdayār-e-husn hai duniyā kī dāstāñ kī tarah
  17. kis ne dekhā hai ashkoñ ko bahte huesone chāndī ke mahloñ meñ tum jā base
  18. merī har ik nazar ne sajda kiyāraunaq-e-husn-o-jān rū-e-nigār
  19. vā.e nādāriyāñ hā.e majbūriyāñrasm-o-ādāb ke bas meñ hai zindagī
  20. hār kī jīt kī ret hai zindagīzindagī mad-o-jazr hikāyāt hai
  21. magar vo sab kuchh bhalā chukī haike jis ke ham rāh bītā bachpan