Poet
Ahmad Faraz
احمد فراز1931–2008Born in KohatDied in Islamabad
Syed Ahmad Shah wrote under the pen name Ahmad Faraz. He studied Urdu and Persian at Peshawar, worked for Radio Pakistan and as a university lecturer, and in 1976 became the first head of the Pakistan Academy of Letters. Poems against military rule under Zia-ul-Haq led to his arrest and some years of self-exile. His collections include Tanha Tanha, Dard-e-Ashob and Janan Janan.
Writes about
- Love
- Resistance
- Exile
- Dissent
Poems
- اک عمر کے بعد تم ملے ہواے میرے وطن کے خوش نواؤik umr ke ba.ad tum mile hoai mere vatan ke ḳhush nivā.o
- اے دل ان آنکھوں پر نہ جاجن میں وفور رنج سےai dil in ānkhoñ par na jājin meñ vafūr-e-ranj se
- اے سیہ فام حسینہ ترا عریاں پیکرکتنی پتھرائی ہوئی آنکھوں میں غلطیدہ ہےai siyah fām hasīna tirā uryāñ paikarkitnī pathrā.ī huī ānkhoñ meñ ġhalatīda hai
- بھلے دنوں کی بات ہےبھلی سی ایک شکل تھیbhale dinoñ kī bāt haibhalī sī ek shakl thī
- تجھ سے بچھڑ کر بھی زندہ تھامر مر کر یہ زہر پیا ہےtujh se bichhaṛ kar bhī zinda thāmar mar kar ye zahr piyā hai
- تم اپنے عقیدوں کے نیزےہر دل میں اتارے جاتے ہوtum apne aqīdoñ ke nezehar dil meñ utāre jāte ho
- حضور آپ اور نصف شب مرے مکان پرحضور کی تمام تر بلائیں میری جان پرhuzūr āp aur nisf-e-shab mire makān parhuzūr kī tamām tar balā.eñ merī jān par
- درد کی آگ بجھا دو کہ ابھی وقت نہیںزخم دل جاگ سکے نشتر غم رقص کرےdard kī āg bujhā do ke abhī vaqt nahīñzaḳhm-e-dil jāg sake nashtar-e-ġham raqs kare
- دل سلگ اٹھتا ہے اپنے بام و در کو دیکھ کرپھیلنے لگتی ہیں جب بھی شام کی پرچھائیاںdil sulag uṭhtā hai apne bām-o-dar ko dekh karphailne lagtī haiñ jab bhī shām kī parchhā.iyāñ
- روز جب دھوپ پہاڑوں سے اترنے لگتیکوئی گھٹتا ہوا بڑھتا ہوا بیکل سایہroz jab dhūp pahāṛoñ se utarne lagtīkoī ghaṭṭā huā baṛhtā huā bekal sāya
- عمروں کی مسافت سےتھک ہار گئے آخرumroñ kī masāfat sethak hār ga.e āḳhir
- غم تمہارا تھا زندگی گویاتم کو کھویا اسے نہیں کھویاġham tumhārā thā zindagī goyātum ko khoyā use nahīñ khoyā
- کب سے سنسان خرابوں میں پڑا تھا یہ جہاںکب سے خوابیدہ تھے اس وادئ خارا کے صنمkab se sunsān ḳharāboñ meñ paṛā thā ye jahāñkab se ḳhvābīda the is vādī-e-ḳhārā ke sanam
- کس بوجھ سے جسم ٹوٹتا ہےاتنا تو کڑا سفر نہیں تھاkis bojh se jism ṭūṭṭā haiitnā to kaṛā safar nahīñ thā
- کس سے ڈرتے ہو کہ سب لوگ تمہاری ہی طرحایک سے ہیں وہی آنکھیں وہی چہرے وہی دلkis se ḍarte ho ke sab log tumhārī hī tarahek se haiñ vahī ānkheñ vahī chehre vahī dil
- کل واشنگٹن شہر کی ہم نے سیر بہت کی یارگونج رہی تھی سب دنیا میں جس کی جے جے کارkal vāshngṭan shahr kī ham ne sair bahut kī yārgūnj rahī thī sab duniyā meñ jis kī jai jai kār
- گزر گئے کئی موسم کئی رتیں بدلیںاداس تم بھی ہو یارو اداس ہم بھی ہیںguzar ga.e ka.ī mausam ka.ī ruteñ badleñudās tum bhī ho yāro udās ham bhī haiñ
- مجھ سے پہلے تجھے جس شخص نے چاہا اس نےشاید اب بھی ترا غم دل سے لگا رکھا ہوmujh se pahle tujhe jis shaḳhs ne chāhā us neshāyad ab bhī tirā ġham dil se lagā rakhā ho
- مدتوں بعد ملا نامۂ جاناں لیکننہ کوئی دل کی حکایت نہ کوئی پیار کی باتmuddatoñ ba.ad milā nāma-e-jānāñ lekinna koī dil kī hikāyat na koī pyār kī bāt
- مرے غنیم نے مجھ کو پیام بھیجا ہےکہ حلقہ زن ہیں مرے گرد لشکری اس کےmire ġhanīm ne mujh ko payām bhejā haike halqa zan haiñ mire gard lashkarī us ke
- ملے تو ہم آج بھی ہیں لیکننہ میرے دل میں وہ تشنگی تھیmile to ham āj bhī haiñ lekinna mere dil meñ vo tishnagī thī
- میں کہ دو روز کا مہمان ترے شہر میں تھااب چلا ہوں تو کوئی فیصلہ کر بھی نہ سکاmaiñ ke do roz kā mehmān tire shahr meñ thāab chalā hūñ to koī faisla kar bhī na sakā
- میورکا کے ساحلوں پہ کس قدر گلاب تھےکہ خوشبوئیں تھی بے طرح کہ رنگ بے حساب تھےmīvrukā ke sāhiloñ pe kis qadar gulāb theke ḳhushbūeñ thī be tarah ke rang be hisāb the
- وہ عجیب صبح بہار تھیکہ سحر سے نوحہ گری رہیvo ajīb sub.h-e-bahār thīke sahar se nauha girī rahī
- وہ کیسا شعبدہ گر تھاجو مصنوعی ستاروںvo kaisā shobada gar thājo masnūī sitāroñ
- ہم خوابوں کے بیوپاری تھےپر اس میں ہوا نقصان بڑاham ḳhvāboñ ke byopārī thepar is meñ huā nuqsān baṛā
- یہ آخری ساعت شام کی ہےیہ شام جو ہے مہجوری کیye āḳhirī sā.at shām kī haiye shām jo hai mahjūrī kī
- یہ تری آنکھوں کی بے زاری یہ لہجے کی تھکنکتنے اندیشوں کی حامل ہیں یہ دل کی دھڑکنیںye tirī ānkhoñ kī be zārī ye lahje kī thakankitne andeshoñ kī hāmil haiñ ye dil kī dhaṛkaneñ
- یہ میری غزلیں یہ میری نظمیںتمام تیری حکایتیں ہیںye merī ġhazleñ ye merī nazmeñtamām terī hikāyateñ haiñ
- ابھی ہم خوبصورت ہیںہمارے جسم اوراق خزانی ہو گئے ہیںabhī ham ḳhūbsūrat haiñhamāre jism aurāq-e-ḳhuzzanī ho ga.e haiñ
- اس نے کہاسنus ne kahāsun
- جنم کا اندھاجو سوچ اور سچ کے راستوں پرjanam kā andhājo soch aur sach ke rāstoñ par
- میرے شہر کے سارے رستے بند ہیں لوگومیں اس شہر کا نغمہ گرmere shahr ke sāre raste band haiñ logomaiñ is shahr kā naġhma gar
- ہماری چاہتوں کی بزدلی تھیورنہ کیا ہوتاhamārī chāhatoñ kī buzdilī thīvarna kyā hotā
- اذیتوں میں بھی بخشی مجھے وہ نعمت صبرکہ میرے دل میں گرہ ہے نہ میرے ماتھے پہ بلaziyyatoñ meñ bhī baḳhshī mujhe vo nemat sabrke mere dil meñ girah hai na mere māthe pe bal
- اسی کی آگ سے میرا وجود روشن ہےاسی کی آب سے میرا ضمیر ہے صیقلusī kī āg se merā vajūd raushan haiusī kī āb se merā zamīr hai saiqal
- اسی نے سہل کیے مجھ پہ زندگی کے عذابوہ عہد سنگ زنی تھا کہ دور تیغ اجلusī ne sahl kiye mujh pe zindagī ke azābvo ahd-e-sang zanī thā ke dūr teġh-e-ajal
- اسی نے مجھ سے کہا اسم اہل صدق امراسی نے مجھ سے کہا سچ کا فیصلہ ہے اٹلusī ne mujh se kahā ism ahl-e-sidq amarusī ne mujh se kahā sach kā faisla hai aṭal
- اسی نے مجھ سے کہا بیعت یزید نہ کراسی نے مجھ سے کہا مسلک حسین پہ چلusī ne mujh se kahā bai.at yazīd na karusī ne mujh se kahā maslak hasīn pe chal
- اسی نے مجھ سے کہا زہر کا پیالہ اٹھااسی نے مجھ سے کہا جو کہا ہے اس سے نہ ٹلusī ne mujh se kahā zahr kā pyāla uṭhāusī ne mujh se kahā jo kahā hai us se na ṭal
- اسی نے مجھ سے کہا عاجزی سے مات نہ کھااسی نے مجھ سے کہا مصلحت کی چال نہ چلusī ne mujh se kahā ājizī se māt na khāusī ne mujh se kahā maslahat kī chāl na chal
- اسی نے مجھ سے کہا غیرت سخن کو نہ بیچکہ خون دل کے شرف کو نہ اشرفی سے بدلusī ne mujh se kahā ġhairat-e-suḳhan ko na bīchke ḳhūn-e-dil ke sharaf ko na ashrafī se badal
- اسی نے مجھ سے کہا وضع عاشقی کو نہ چھوڑوہ خواہ عجز کا لمحہ ہو یا غرور کا پلusī ne mujh se kahā vaz-e-āshiqī ko na chhoṛvo ḳhvāh ijz kā lamha ho yā ġhurūr kā pal
- اسی نے مجھ کو چٹانوں کے حوصلے بخشےوہ کربلائے فنا تھی کہ کارگاہ جدلusī ne mujh ko chaṭānoñ ke hausle baḳhshevo karbalā-e-fanā thī ke kārgāh-e-jadal
- اسی نے مجھ کو سجھائی ہے راہ اہل صفااسی نے مجھ سے کہا ہے پل صراط پہ چلusī ne mujh ko sujhā.ī hai rāh ahl-e-safāusī ne mujh se kahā hai pal-e-sirāt pe chal
- اسی نے مجھ کو قناعت کا بوریا بخشااسی کے ہاتھ سے دست دراز طمع ہے شلusī ne mujh ko qanā.at kā boriyā baḳhshāusī ke hāth se dast-e-darāz tama.a hai shil
- برس برس کی طرح تھا نفس نفس میراصدی صدی کی طرح کاٹتا رہا پل پلbaras baras kī tarah thā nafas nafas merāsadī sadī kī tarah kāṭṭā rahā pal pal
- بہت عزیز ہے مجھ کو یہ خاکداں میرایہ کوہسار یہ قلزم یہ دشت یہ دلدلbahut azīz hai mujh ko ye ḳhākdāñ merāye kohsār ye qulzum ye dasht ye daldal
- ترا وجود ہے لا ریب اشرف و اعلیٰجو سچ کہوں تو نہیں میں بھی ارذل و اسفلtirā vajūd hai lā raib ashraf-o-a.alājo sach kahūñ to nahīñ maiñ bhī arzal-o-asfal
- تری بہشت ہے دشت جمود و بہر سکوتمری سرشت ہے آشوب ذات سے بیکل