Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Ahmad Faraz

احمد فراز

1931–2008Born in KohatDied in Islamabad

Syed Ahmad Shah wrote under the pen name Ahmad Faraz. He studied Urdu and Persian at Peshawar, worked for Radio Pakistan and as a university lecturer, and in 1976 became the first head of the Pakistan Academy of Letters. Poems against military rule under Zia-ul-Haq led to his arrest and some years of self-exile. His collections include Tanha Tanha, Dard-e-Ashob and Janan Janan.

Writes about

  • Love
  • Resistance
  • Exile
  • Dissent

Poems

  1. ab mire dūsre bāzū pe vo shamshīr hai jois se pahle bhī mirā nisf badan kāṭ chukī
  2. itnā sannāṭā ke jaise ho sukūt-e-sahrāaisī tārīkī ke ānkhoñ ne duhā.ī dī hai
  3. itnī muddat dil-e-āvāra kahāñ thā ke tujheapne hī ghar ke dar-o-bām bhulā baiṭhe haiñ
  4. ik sang tarāsh jis ne barsoñhīroñ kī tarah sanam tarāshe
  5. ik umr ke ba.ad tum mile hoai mere vatan ke ḳhush nivā.o
  6. ai dil in ānkhoñ par na jājin meñ vafūr-e-ranj se
  7. ai siyah fām hasīna tirā uryāñ paikarkitnī pathrā.ī huī ānkhoñ meñ ġhalatīda hai
  8. bhale dinoñ kī bāt haibhalī sī ek shakl thī
  9. tujh se bichhaṛ kar bhī zinda thāmar mar kar ye zahr piyā hai
  10. tum apne aqīdoñ ke nezehar dil meñ utāre jāte ho
  11. huzūr āp aur nisf-e-shab mire makān parhuzūr kī tamām tar balā.eñ merī jān par
  12. dard kī āg bujhā do ke abhī vaqt nahīñzaḳhm-e-dil jāg sake nashtar-e-ġham raqs kare
  13. dil sulag uṭhtā hai apne bām-o-dar ko dekh karphailne lagtī haiñ jab bhī shām kī parchhā.iyāñ
  14. roz jab dhūp pahāṛoñ se utarne lagtīkoī ghaṭṭā huā baṛhtā huā bekal sāya
  15. umroñ kī masāfat sethak hār ga.e āḳhir
  16. ġham tumhārā thā zindagī goyātum ko khoyā use nahīñ khoyā
  17. kab se sunsān ḳharāboñ meñ paṛā thā ye jahāñkab se ḳhvābīda the is vādī-e-ḳhārā ke sanam
  18. kis bojh se jism ṭūṭṭā haiitnā to kaṛā safar nahīñ thā
  19. kis se ḍarte ho ke sab log tumhārī hī tarahek se haiñ vahī ānkheñ vahī chehre vahī dil
  20. kal vāshngṭan shahr kī ham ne sair bahut kī yārgūnj rahī thī sab duniyā meñ jis kī jai jai kār
  21. guzar ga.e ka.ī mausam ka.ī ruteñ badleñudās tum bhī ho yāro udās ham bhī haiñ
  22. mujh se pahle tujhe jis shaḳhs ne chāhā us neshāyad ab bhī tirā ġham dil se lagā rakhā ho
  23. muddatoñ ba.ad milā nāma-e-jānāñ lekinna koī dil kī hikāyat na koī pyār kī bāt
  24. mire ġhanīm ne mujh ko payām bhejā haike halqa zan haiñ mire gard lashkarī us ke
  25. mile to ham āj bhī haiñ lekinna mere dil meñ vo tishnagī thī
  26. maiñ ke do roz kā mehmān tire shahr meñ thāab chalā hūñ to koī faisla kar bhī na sakā
  27. mīvrukā ke sāhiloñ pe kis qadar gulāb theke ḳhushbūeñ thī be tarah ke rang be hisāb the
  28. vo ajīb sub.h-e-bahār thīke sahar se nauha girī rahī
  29. vo kaisā shobada gar thājo masnūī sitāroñ
  30. ham ḳhvāboñ ke byopārī thepar is meñ huā nuqsān baṛā
  31. ye āḳhirī sā.at shām kī haiye shām jo hai mahjūrī kī
  32. ye tirī ānkhoñ kī be zārī ye lahje kī thakankitne andeshoñ kī hāmil haiñ ye dil kī dhaṛkaneñ
  33. ye merī ġhazleñ ye merī nazmeñtamām terī hikāyateñ haiñ