Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Aabid Adeeb

b. 1937

Poems

  1. pardes meñ hūñ aur ghanī tīrgī to haipar mutma.in hūñ rāt tire shahr kī to hai
  2. jab jab bhī dekhiye use ḳhūñ bār sī lageduniyā hamesha barsar-e-paikār sī lage
  3. hādsoñ se be ḳhabar the log dhartī par tamāmāsmāñ kī nīlgūñ ānkhoñ meñ the manzar tamām
  4. safar kā shauq na manzil kī justujū bāqīmusāfiroñ ke badan meñ nahīñ lahū bāqī
  5. safar meñ aise ka.ī marhale bhī āte haiñhar ek moṛ pe kuchh log chhūṭ jāte haiñ
  6. sharīk-e-ālam-e-kaif-o-surūr meñ bhī thāke rāt jashn meñ tere huzūr meñ bhī thā
  7. kārnāma ai ġham-e-dil kuchh tirā ye kam nahīñbah ga.e ānkhoñ se dariyā aur ānkheñ nam nahīñ
  8. kaisī kaisī rāh meñ dīvāreñ karte haiñ hā.il logphir bhī manzil pā lete haiñ ham jaise zinda dil log
  9. gītoñ kā shahr hai ke nagar soz-o-sāz kāqalb-e-shikasta aur ye ālam gudāz kā
  10. maiñ apne jism meñ kuchh is tarah se bikhrā hūñke ye bhī kah nahīñ saktā maiñ kaun hūñ kiyā hūñ
  11. ye mere shahr kā ik aur hādisa hogāvo kal yahāñ mirā mehmān ban chukā hogā
  12. ye hai āb-e-ravāñ na ṭhahregāumr kā kārvāñ na ṭhahregā
  13. ārzūoñ ko vusat na doapne hī dā.ire meñ muqayyad karo
  14. ragoñ meñ dauṛtā phirtā lahū phir tham gayā haihavā.eñ tez haiñ sānsoñ kī halchal ruk ga.ī hai
  15. muḳhtalif mauzūāt parrāt bhar bāteñ karke vo log
  16. āg ke shole utāro halq meñgāṛ do kīleñ dhaṛaktī chhātiyoñ meñ
  17. phir mujhe aisā lagājaise kāġhaz par siyāhī phailne se
  18. koī mere larazte hāth meñkāġhaz kā purza aur qalam pakṛā rahā thā
  19. vo jadd-o-jahd karnā chāhtā thāmagar jab se us ne
  20. yahāñ to na peṛ hai na sāyana ghar hai na ghar meñ rahne vāle
  21. amīr-e-kārvāñ hai tang ham sehamārā rāstā sab se alag hai