Poet
Zafar Naseemi
b. 1931
Poems
- آ گئی پھر ان کو میری یاد کیاکر لیا تازہ ستم ایجاد کیاā ga.ī phir un ko merī yād kyākar liyā tāza sitam ījād kyā
- اب تو جگنو بھی نہیں راہ دکھانے والاشہر میں قید ہوا گاؤں سے آنے والاab to jugnū bhī nahīñ rāh dikhāne vālāshahr meñ qaid huā gā.oñ se āne vālā
- اس نے کچھ مجھ سے کہا تھا شایدیا مجھے وہم ہوا تھا شایدus ne kuchh mujh se kahā thā shāyadyā mujhe vahm huā thā shāyad
- جذبۂ عشق کا معیار سنبھالے ہوئے ہیںآج تک ہم رسن و دار سنبھالے ہوئے ہیںjazba-e-ishq kā meyār sambhāle hue haiñāj tak ham rasan-o-dār sambhāle hue haiñ
- رسوائی کے خیال سے ڈر تو نہیں گئےوہ راستہ بدل کے گزر تو نہیں گئےrusvā.ī ke ḳhayāl se ḍar to nahīñ ga.evo rāsta badal ke guzar to nahīñ ga.e
- روایت تھی یہ سمجھوتا نہیں تھامیں سب کا تھا کوئی میرا نہیں تھاrivāyat thī ye samjhotā nahīñ thāmaiñ sab kā thā koī merā nahīñ thā
- روح شاداب دل غنی کر لوہم فقیروں سے دوستی کر لوrūh shādāb dil ġhanī kar loham faqīroñ se dostī kar lo
- زندگی سے امید راحت کیازندہ رہنے کی بھی ضمانت کیاzindagī se umīd rāhat kyāzinda rahne kī bhī zamānat kyā
- شجر بولتے ہیں حجر بولتے ہیںسفر میں مرے ہم سفر بولتے ہیںshajar bolte haiñ hajar bolte haiñsafar meñ mire ham safar bolte haiñ
- عجیب لطف محبت کی داستان میں ہےوفا کا تذکرہ دنیا کی ہر زبان میں ہےajīb lutf mohabbat kī dāstān meñ haivafā kā tazkira duniyā kī har zabān meñ hai
- عشق میں برباد ہونے پر پشیمانی تو ہےپھر بھی میری قدر و قیمت اس نے پہچانی تو ہےishq meñ barbād hone par pashemānī to haiphir bhī merī qadar-o-qīmat us ne pahchānī to hai
- میں نئے عزم سفر سے نکلاسر پہ سورج لئے گھر سے نکلاmaiñ na.e azm-e-safar se niklāsar pe sūraj liye ghar se niklā
- نوک قلم کو جرأت اظہار دے گیایہ کون میرے ہاتھ میں تلوار دے گیاnok-e-qalam ko jur.at-e-iz.hār de gayāye kaun mere hāth meñ talvār de gayā
- نہ چھیڑ نام و نسب اور نسل و رنگ کی باتکہ چل نکلتی ہے اکثر یہیں سے جنگ کی باتna chheṛ nām-o-nasab aur nasl-o-rang kī bātke chal nikaltī hai aksar yahīñ se jang kī bāt
- ہائے کیا پر فریب سازش ہےشہر کا شہر نذر آتش ہےhā.e kyā pur fareb sāzish haishahr kā shahr nazr-e-ātish hai
- میں ایک بار زہر بھی پی لوں گا شوق سےقسطوں میں زہر پینے کی زحمت مگر نہ دےmaiñ ek bār zahr bhī pī lūñgā shauq seqistoñ meñ zahr pīne kī zahmat magar na de