Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Zafar Naseemi

b. 1931

Poems

Meter
  1. ā ga.ī phir un ko merī yād kyākar liyā tāza sitam ījād kyā
  2. ab to jugnū bhī nahīñ rāh dikhāne vālāshahr meñ qaid huā gā.oñ se āne vālā
  3. us ne kuchh mujh se kahā thā shāyadyā mujhe vahm huā thā shāyad
  4. jazba-e-ishq kā meyār sambhāle hue haiñāj tak ham rasan-o-dār sambhāle hue haiñ
  5. rusvā.ī ke ḳhayāl se ḍar to nahīñ ga.evo rāsta badal ke guzar to nahīñ ga.e
  6. rivāyat thī ye samjhotā nahīñ thāmaiñ sab kā thā koī merā nahīñ thā
  7. rūh shādāb dil ġhanī kar loham faqīroñ se dostī kar lo
  8. zindagī se umīd rāhat kyāzinda rahne kī bhī zamānat kyā
  9. shajar bolte haiñ hajar bolte haiñsafar meñ mire ham safar bolte haiñ
  10. ajīb lutf mohabbat kī dāstān meñ haivafā kā tazkira duniyā kī har zabān meñ hai
  11. ishq meñ barbād hone par pashemānī to haiphir bhī merī qadar-o-qīmat us ne pahchānī to hai
  12. maiñ na.e azm-e-safar se niklāsar pe sūraj liye ghar se niklā
  13. nok-e-qalam ko jur.at-e-iz.hār de gayāye kaun mere hāth meñ talvār de gayā
  14. na chheṛ nām-o-nasab aur nasl-o-rang kī bātke chal nikaltī hai aksar yahīñ se jang kī bāt
  15. hā.e kyā pur fareb sāzish haishahr kā shahr nazr-e-ātish hai