Poet
Yaqoob Usmani
Poems
- امنگوں میں وہی جوش تمنا زاد باقی ہےابھی دل میں خدا رکھے کسی کی یاد باقی ہےumangoñ meñ vahī josh-e-tamannā zād bāqī haiabhī dil meñ ḳhudā rakhe kisī kī yād bāqī hai
- تضاد اچھا نہیں طرز بیاں کا ہم زبانوں میںحقیقت کو چھپاتا جا رہا ہوں داستانوں میںtazād achchhā nahīñ tarz-e-bayāñ kā ham zabānoñ meñhaqīqat ko chhupātā jā rahā hūñ dāstānoñ meñ
- چاہتی ہے آخر کیا آگہی خدا معلومکتنے رنگ بدلے گی زندگی خدا معلومchāhtī hai āḳhir kyā āgahī ḳhudā ma.alūmkitne rang badlegī zindagī ḳhudā ma.alūm
- حل ہی نہ ہو جس کا وہ معما تو نہیں ہےمکتوب ازل حرف تمنا تو نہیں ہےhal hī na ho jis kā vo muammā to nahīñ haimaktūb-e-azal harf-e-tamannā to nahīñ hai
- خوش فہمیوں کو غور کا یارا نہیں رہاطوفاں کی زد سے دور کنارا نہیں رہاḳhush fahmiyoñ ko ġhaur kā yārā nahīñ rahātūfāñ kī zad se dūr kinārā nahīñ rahā
- زباں کچھ اور کہتی ہے نظر کچھ اور کہتی ہےبظاہر یہ توجہ چارہ گر کچھ اور کہتی ہےzabāñ kuchh aur kahtī hai nazar kuchh aur kahtī haibazāhir ye tavajjoh chāra gar kuchh aur kahtī hai
- شوق کی کم نگہی بھی ہے گوارا مجھ کوغم تو غم آج خوشی بھی ہے گوارا مجھ کوshauq kī kam nigahī bhī hai gavārā mujh koġham to ġham āj ḳhushī bhī hai gavārā mujh ko
- صبر خود اکتا گیا اچھا ہواکچھ تو بوجھ احساس کا ہلکا ہواsabr ḳhud uktā gayā achchhā huākuchh to bojh ehsās kā halkā huā
- طوفاں کی زد پہ اپنا سفینہ جب آ گیاساحل کو موج موج کو ساحل بنا گیاtūfāñ kī zad pe apnā safīna jab ā gayāsāhil ko mauj mauj ko sāhil banā gayā
- کرم کے اس دور امتحاں سے وہ دور مشق ستم ہی اچھانہ زندگی کی خوشی ہی اچھی نہ بے ثباتی کا غم ہی اچھاkaram ke is daur imtihāñ se vo dūr mashq-e-sitam hī achchhāna zindagī kī ḳhushī hī achchhī na be sabātī kā ġham hī achchhā
- مذاق کاوش پنہاں اب اتنا عام کیا ہوگازباں پر ہم صفیروں کی مرا پیغام کیا ہوگاmazāq-e-kāvish-e-pinhāñ ab itnā ām kyā hogāzabāñ par ham safīroñ kī mirā paiġhām kyā hogā
- میں چاہوں بھی تو ضبط گفتگو میں لا نہیں سکتاسمجھنے پر بھی دل کا مدعا سمجھا نہیں سکتاmaiñ chāhūñ bhī to zabt-e-guftugū meñ lā nahīñ saktāsamajhne par bhī dil kā mudda.ā samjhā nahīñ saktā
- نگاہ بد گماں ہے اور میں ہوںفریب آشیاں ہے اور میں ہوںnigāh-e-bad gumāñ hai aur maiñ hūñfareb-e-āshiyāñ hai aur maiñ hūñ
- وہ کون سے خطرے ہیں جو گلشن میں نہیں ہیںہم موت کے منہ میں ہیں نشیمن میں نہیں ہیںvo kaun se ḳhatre haiñ jo gulshan meñ nahīñ haiñham maut ke muñh meñ haiñ nasheman meñ nahīñ haiñ