Poet
Umair Ali Anjum
b. 1987
Poems
- اپنی بستی میں اندھیرا نہیں ہونے دیں گےجیسا تم چاہو گے ویسا نہیں ہونے دیں گےapnī bastī meñ andherā nahīñ hone deñgejaisā tum chāhoge vaisā nahīñ hone deñge
- ترے ہجر نے جو ستم کیا کوئی دیکھتامری وحشتیں مرا رتجگا کوئی دیکھتاtire hijr ne jo sitam kyā koī dekhtāmirī vahshateñ mirā ratjagā koī dekhtā
- تو مرے سامنے ہنستا بھی ہے روتا بھی ہےکیا ترے دل میں کوئی میرے علاوہ بھی ہےtū mire sāmne hañstā bhī hai rotā bhī haikyā tire dil meñ koī mere alāva bhī hai
- چھوٹی سی بات پر ترا لہجہ بدل گیاتو دیکھتے ہی دیکھتے کیسا بدل گیاchhoṭī sī bāt par tirā lahja badal gayātū dekhte hī dekhte kaisā badal gayā
- روز کٹتے ہیں یہاں ہاتھ کمانے والےجینے دیتے نہیں مفلس کو زمانے والےroz kaṭṭe haiñ yahāñ hāth kamāne vālejīne dete nahīñ muflis ko zamāne vāle
- سن رہا ہوں قربتوں میں فاصلہ ہونے کو ہےاس قدر تو ہو گیا اب اور کیا ہونے کو ہےsun rahā hūñ qurbatoñ meñ fāsla hone ko haiis qadar to ho gayā ab aur kiyā hone ko hai
- گردش وقت کا منظر نہیں دیکھا جاتایار کے ہاتھ میں خنجر نہیں دیکھا جاتاgardish-e-vaqt kā manzar nahīñ dekhā jātāyār ke hāth meñ ḳhanjar nahīñ dekhā jātā
- مری حیات کو یوں پائمال اس نے کیاکہ میرا درد سے رشتہ بحال اس نے کیاmirī hayāt ko yūñ pā.imāl us ne kiyāke merā dard se rishta bahāl us ne kiyā
- مرے ہم سخن مرے ہم نوا تری خیر ہوتو وصال رت میں جدا ہوا تری خیر ہوmire ham suḳhan mire ham navā tirī ḳhair hotū visāl rut meñ judā huā tirī ḳhair ho
- میرے ہی آنسوؤں کے شکستہ بہاؤ پرمجھ کو بٹھا گیا کوئی کاغذ کی ناؤ پرmere hī ānsūoñ ke shikasta bahā.o parmujh ko biṭhā gayā koī kāġhaz kī nā.o par
- ہم نے یوں خود سے ترا ذکر کیا شام کے بعدجیسے گلشن میں چلے سرد ہوا شام کے بادham ne yūñ ḳhud se tirā zikr kiyā shām ke ba.adjaise gulshan meñ chale sard huā shām ke bād
- یہاں تو پون صدی سے یہی کہانی ہےاصول مر گئے طاقت کی حکمرانی ہےyahāñ to paun sadī se yahī kahānī haiusūl mar ga.e tāqat kī hukmarānī hai