Poet
رند لکھنوی
Poems
- آج انکار نہ فرمائیے آپشب کی شب گھر مرے رہ جائیے آپāj inkār na farmā.iye āpshab kī shab ghar mire rah jā.iye āp
- اللہ کے بھی گھر سے ہے کوئے بتاں عزیزکعبہ سے بھی زیادہ ہے ہندوستاں عزیزallāh ke bhī ghar se hai kū-e-butāñ azīzka.aba se bhī ziyāda hai hindostāñ azīz
- تو آپ کو پوشیدہ و اخفا نہ سمجھنامیں دیکھ رہا ہوں مجھے اندھا نہ سمجھناtū āp ko poshīda-o-iḳhfā na samajhnāmaiñ dekh rahā hūñ mujhe andhā na samajhnā
- توبہ کا پاس رند مے آشام ہو چکابس ہو چکا تقدس اسلام ہو چکاtauba kā pās rind-e-mai āshām ho chukābas ho chukā taqaddus-e-islām ho chukā
- تہمت حسرت پرواز نہ مجھ پر باندھےوجہ کیا کھول کے صیاد نے پھر پر باندھےtohmat-e-hasrat-e-parvāz na mujh par bāñdhevaj.h kyā khol ke sayyād ne phir par bāñdhe
- جلن دل کی لکھیں جو ہم دل جلےزبان قلم میں پڑیں آبلےjalan dil kī likheñ jo ham dil jalezabān-e-qalam meñ paṛeñ āble
- چڑھی تیرے بیمار فرقت کو تب ہےبشدت قلق ہے نہایت تعب ہےchaṛhī tere bīmār-e-furqat ko tab haibashdat qalaq hai nihāyat ta.ab hai
- چھپ کے گھر غیر کے جایا نہ کروربط ہر اک سے بڑھایا نہ کروchhup ke ghar ġhair ke jāyā na karorabt har ik se baṛhāyā na karo
- خاموش داب عشق کو بلبل لیے ہوئےگل مست ہے چمن میں پیالہ پیے ہوئےḳhāmosh dāb ishq ko bulbul liye huegul mast hai chaman meñ pyāla piye hue
- دل کس سے لگاؤں کہیں دلبر نہیں ملتاکیا ظلم سہوں کوئی ستم گر نہیں ملتاdil kis se lagā.ūñ kahīñ dilbar nahīñ miltākyā zulm sahūñ koī sitam gar nahīñ miltā
- دل لگی غیروں سے بے جا ہے مری جاں چھوڑ دےمان کہنا تیرے صدقے تیرے قرباں چھوڑ دےdil lagī ġhairoñ se be jā hai mirī jāñ chhoṛ demān kahnā tere sadqe tere qurbāñ chhoṛ de
- دید گل زار جہاں کیوں نہ کریں سیر تو ہےایک دن جانتے ہیں خاتمہ بالخیر تو ہےdīd gul zār jahāñ kyūñ na kareñ sair to haiek din jānte haiñ ḳhātima bilḳhair to hai
- رکھو خدمت میں مجھ سے کام تو لوبات کرتے نہیں سلام تو لوrakho ḳhidmat meñ mujh se kām to lobāt karte nahīñ salām to lo
- زلفیں چھوڑیں ہیں کہ جوڑا اس نے چھوڑا سانپ کادیکھیے کس کس کو ڈستا ہے یہ جوڑا سانپ کاzulfeñ chhoṛeñ haiñ ke joṛā us ne chhoṛā sānp kādekhiye kis kis ko ḍastā hai ye joṛā sānp kā
- عدو غیر نے تجھ کو دلبر بنایاکوئی جوڑ مجھ پر مقرر بنایاadū ġhair ne tujh ko dilbar banāyākoī joṛ mujh par muqarrar banāyā
- قبر پر ہوویں دو نہ چار درختایک کافی ہے سایہ دار درختqabr par hoveñ do na chār daraḳhtek kāfī hai sāya dār-e-daraḳht
- گلے لگائیں بلائیں لیں تم کو پیار کریںجو بات مانو تو منت ہزار بار کریںgale lagā.eñ balā.eñ leñ tum ko pyār kareñjo bāt māno to minnat hazār bār kareñ
- مجھ بلانوش کو تلچھٹ بھی ہے کافی ساقیبھر دے چلو میں جو ہو شیشے میں باقی ساقیmujh balānosh ko talchhaṭ bhī hai kāfī sāqībhar de chalo meñ jo ho shīshe meñ bāqī sāqī
- مجھے دے کے دل جان کھونا پڑا ہےغرض ہاتھ دونوں سے دھونا پڑا ہےmujhe de ke dil jān khonā paṛā haiġharaz hāth donoñ se dhonā paṛā hai
- منہ نہ ڈھانکو اب تو صورت دیکھ لیدیکھ لی اے حور طلعت دیکھ لیmuñh na ḍhānko ab to sūrat dekh līdekh lī ai hūr talat dekh lī
- نہ انگیا نہ کرتی ہے جانی تمہارینہیں پاس کوئی نشانی تمہاریna angiyā na kartī hai jānī tumhārīnahīñ pās koī nishānī tumhārī
- نہیں قول سے فعل تیرے مطابقکہوں کس طرح تجھ کو اے یار صادقnahīñ qaul se fel tere mutābiqkahūñ kis tarah tujh ko ai yār sādiq
- نیست بے یار مجھ کو ہستی ہےشہر ویراں اجاڑ بستی ہےnīst be yār mujh ko hastī haishahr vīrāñ ujāṛ bastī hai
- وقار شاہ ذوی الاقتدار دیکھ چکےظہور قدرت پروردگار دیکھ چکےvaqār-e-shāh zavī aliqtidār dekh chukezuhūr-e-qudrat-e-parvardigār dekh chuke
- ہیں یہ سارے جیتے جی کے واسطےکون مرتا ہے کسی کے واسطےhaiñ ye sāre jīte jī ke vāstekaun martā hai kisī ke vāste
- یار آیا ہے احوال دل زار دکھاؤعیسیٰ کو ذرا حالت بیمار دکھاؤyār āyā hai ahvāl-e-dil-e-zār-e-dikhā.oīsā ko zarā hālat-e-bīmār-e-dikhā.o
- بس اب آپ تشریف لے جائیےجو گزرے گی مجھ پر گزر جائے گیbas ab āp tashrīf le jā.iyejo guzregī mujh par guzar jā.egī
- آفت شب تنہائی کی ٹل جائے تو اچھاگھبرا کے جو دم آج نکل جائے تو اچھاāfat shab-e-tanhā.ī kī ṭal jā.e to achchhāghabrā ke jo dam āj nikal jā.e to achchhā
- اک پری کا پھر مجھے شیدا کیاعشق نے پھر مفسدہ برپا کیاik parī kā phir mujhe shaidā kiyāishq ne phir mafsada barpā kiyā
- الفت نہ کروں گا اب کسی کیدشمن ہوا جس سے دوستی کیulfat na karūñgā ab kisī kīdushman huā jis se dostī kī
- چلتی رہی اس کوچے میں تلوار ہمیشہلاشے ہی نکلتے رہے دو چار ہمیشہchaltī rahī us kūche meñ talvār hameshalāshe hī nikalte rahe do chār hamesha
- حیران سی ہے بھچک رہی ہےنرگس کس گل کو تک رہی ہےhairān sī hai bhuchuk rahī hainargis kis gul ko tak rahī hai
- زمانے میں وہ مہ لقا ایک ہےہزاروں میں وہ دل ربا ایک ہےzamāne meñ vo mah liqā ek haihazāroñ meñ vo dil rubā ek hai
- ساتوں فلک کیے تہ و بالا نکل گیاآخر شب فراق میں نالہ نکل گیاsātoñ falak kiye tah-o-bālā nikal gayāāḳhir shab-e-firāq meñ nāla nikal gayā
- سائلانہ ان کے در پر جب مرا جانا ہواہنس کے بولے شاہ صاحب کس طرف آنا ہواsā.ilāna un ke dar par jab mirā jānā huāhañs ke bole shāh sāhab kis taraf ānā huā
- صدمے گزرے ایذا گزریہجر میں تیرے کیا کیا گزریsadme guzre īzā guzrīhijr meñ tere kyā kyā guzrī
- کیوں کر نہ لائے رنگ گلستاں نئے نئےگاتے ہیں راگ مرغ خوش الحاں نئے نئےkyūñ kar na lā.e rang-e-gulistāñ na.e na.egāte haiñ rāg murġh-e-ḳhush ilhāñ na.e na.e