Poet
رند لکھنوی
Poems
- آفت شب تنہائی کی ٹل جائے تو اچھاگھبرا کے جو دم آج نکل جائے تو اچھاāfat shab-e-tanhā.ī kī ṭal jā.e to achchhāghabrā ke jo dam āj nikal jā.e to achchhā
- اک پری کا پھر مجھے شیدا کیاعشق نے پھر مفسدہ برپا کیاik parī kā phir mujhe shaidā kiyāishq ne phir mafsada barpā kiyā
- الفت نہ کروں گا اب کسی کیدشمن ہوا جس سے دوستی کیulfat na karūñgā ab kisī kīdushman huā jis se dostī kī
- چلتی رہی اس کوچے میں تلوار ہمیشہلاشے ہی نکلتے رہے دو چار ہمیشہchaltī rahī us kūche meñ talvār hameshalāshe hī nikalte rahe do chār hamesha
- حیران سی ہے بھچک رہی ہےنرگس کس گل کو تک رہی ہےhairān sī hai bhuchuk rahī hainargis kis gul ko tak rahī hai
- زمانے میں وہ مہ لقا ایک ہےہزاروں میں وہ دل ربا ایک ہےzamāne meñ vo mah liqā ek haihazāroñ meñ vo dil rubā ek hai
- ساتوں فلک کیے تہ و بالا نکل گیاآخر شب فراق میں نالہ نکل گیاsātoñ falak kiye tah-o-bālā nikal gayāāḳhir shab-e-firāq meñ nāla nikal gayā
- سائلانہ ان کے در پر جب مرا جانا ہواہنس کے بولے شاہ صاحب کس طرف آنا ہواsā.ilāna un ke dar par jab mirā jānā huāhañs ke bole shāh sāhab kis taraf ānā huā
- صدمے گزرے ایذا گزریہجر میں تیرے کیا کیا گزریsadme guzre īzā guzrīhijr meñ tere kyā kyā guzrī
- کیوں کر نہ لائے رنگ گلستاں نئے نئےگاتے ہیں راگ مرغ خوش الحاں نئے نئےkyūñ kar na lā.e rang-e-gulistāñ na.e na.egāte haiñ rāg murġh-e-ḳhush ilhāñ na.e na.e