Poet
Qaisar Siddiqi
1937–2018
Poems
- آرزو ناکام ہو کر رہ گئی ہےزندگی الزام ہو کر رہ گئی ہےārzū nākām ho kar rah ga.ī haizindagī ilzām ho kar rah ga.ī hai
- آؤ ہم تم عشق کے اظہار کی باتیں کریںڈال کر بانہوں میں باہیں پیار کی باتیں کریںā.o ham tum ishq ke iz.hār kī bāteñ kareñḍāl kar bānhoñ meñ bāheñ pyār kī bāteñ kareñ
- اک بھیڑ ہے جلووں کی اور میری نظر تنہاہے آئنہ خانے میں خود آئینہ گر تنہاik bhīṛ hai jalvoñ kī aur merī nazar tanhāhai ā.īna ḳhāne meñ ḳhud ā.īna gar tanhā
- انا کو اپنے ہی ہاتھوں سے قتل کر جاتااگر میں ٹوٹ نہ جاتا بکھر بکھر جاتاanā ko apne hī hāthoñ se qatl kar jātāagar maiñ ṭūṭ na jātā bikhar bikhar jātā
- تم خواب میں آؤ گے یہ معلوم نہیں تھاپھر خواب دکھاؤ گے یہ معلوم نہیں تھاtum ḳhvāb meñ ā.oge ye ma.alūm nahīñ thāphir ḳhvāb-e-dikhā.oge ye ma.alūm nahīñ thā
- تیرے لہجے کا تری بات کا آئینہ ہےمیرا ہر شعر تری ذات کا آئینہ ہےtere lahje kā tirī bāt kā ā.īna haimerā har sher tirī zāt kā ā.īna hai
- جب بھی مجھ کو اپنا بچپن یاد آتا ہےبچپن کے اک پیار کا بچپن یاد آتا ہےjab bhī mujh ko apnā bachpan yād ātā haibachpan ke ik pyār kā bachpan yād ātā hai
- جب تری یادوں کی پروائی غزل گاتی ہےپھول کھل اٹھتے ہیں تنہائی غزل گاتی ہےjab tirī yādoñ kī purvā.ī ġhazal gātī haiphūl khul uṭhte haiñ tanhā.ī ġhazal gātī hai
- خواب جو دیکھے ہیں میں نے انہیں پیکر دے گامیرا صحرا مجھے اک روز سمندر دے گاḳhvāb jo dekhe haiñ maiñ ne unheñ paikar degāmerā sahrā mujhe ik roz samundar degā
- رشتہ کیسے ٹوٹتا ہے خواب سے تعبیر کاآؤ دکھلاؤں تمہیں یہ کھیل بھی تقدیر کاrishta kaise ṭūṭṭā hai ḳhvāb se ta.abīr kāā.o dikhlā.ūñ tumheñ ye khel bhī taqdīr kā
- روشنی صبح کی یا شب کی سیاہی دیں گےجو بھی دینا ہے تمہیں ظل الٰہی دیں گےraushnī sub.h kī yā shab kī siyāhī deñgejo bhī denā hai tumheñ zill-e-ilāhī deñge
- رہ حیات کو آساں بنا سکو تو چلوہمارا ساتھ اگر تم نبھا سکو تو چلوrah-e-hayāt ko āsāñ banā sako to chalohamārā sāth agar tum nibhā sako to chalo
- زلفوں کے سائے میں آ کر چین ملا ہے پہلی بارمیری پیاسی آنکھوں نے دریا دیکھا ہے پہلی بارzulfoñ ke sā.e meñ ā kar chain milā hai pahlī bārmerī pyāsī ānkhoñ ne dariyā dekhā hai pahlī bār
- عالم بے چہرگی میں کون کس کا آشناآج کا ہر لفظ ہے مفہوم سے نا آشناālam-e-be chehragī meñ kaun kis kā āshnāāj kā har lafz hai mafhūm se nā āshnā
- فضاؤں سے گزرتا جا رہا ہوںخلاؤں میں بکھرتا جا رہا ہوںfazā.oñ se guzartā jā rahā hūñḳhalā.oñ meñ bikhartā jā rahā hūñ
- کیا چیز ہے عذر لب اظہار کا سایہاقرار کا سایہ کبھی انکار کا سایہkyā chīz hai uzr-e-lab iz.hār kā sāyaiqrār kā sāya kabhī inkār kā sāya
- کیوں نہ افسانۂ غم کیف کا عنواں ٹھہرےشدت درد ہی جب درد کا درماں ٹھہرےkyūñ na afsāna-e-ġham kaif kā unvāñ ṭhahreshiddat-e-dard hī jab dard kā darmāñ ṭhahre
- من بھی شاعر کی طرح تن بھی غزل جیسا ہےیہ ترے روپ کا درپن بھی غزل جیسا ہےman bhī shāyar kī tarah tan bhī ġhazal jaisā haiye tire rūp kā darpan bhī ġhazal jaisā hai
- منہ پھیر کر وہ سب سے گیا بھی تو کیا گیاکم بخت سارے شہر کو پاگل بنا گیاmuñh pher kar vo sab se gayā bhī to kyā gayākam baḳht sāre shahr ko pāgal banā gayā
- میرے بعد اور کوئی مجھ سا نہ آیا ہوگااس کے دروازے پہ اب تک مرا سایہ ہوگاmere ba.ad aur koī mujh sā na āyā hogāus ke darvāze pe ab tak mirā sāya hogā
- وہ رخصت کی گھڑی وہ دیدۂ نم یاد آتے ہیںنہ جانے آج کیوں بھولے ہوئے غم یاد آتے ہیںvo ruḳhsat kī ghaṛī vo dīda-e-nam yād āte haiñna jāne āj kyūñ bhūle hue ġham yād āte haiñ
- یوں دل دیوانہ کو اکثر سزا دیتا ہوں میںاپنی بربادی پہ خود ہی مسکرا دیتا ہوں میںyūñ dil-e-dīvāna ko aksar sazā detā hūñ maiñapnī barbādī pe ḳhud hī muskurā detā hūñ maiñ
- یہ کیسے جانتا گر شہر میں آیا نہیں ہوتایہاں دیوار ہوتی ہے مگر سایہ نہیں ہوتاye kaise jāntā gar shahr meñ āyā nahīñ hotāyahāñ dīvār hotī hai magar sāya nahīñ hotā
- کہاں ہو غالبوؔ، میروؔ نظیروؔکہاں ہو میری زلفوں کے اسیروkahāñ ho ġhālibo, mīro nazīrokahāñ ho merī zulfoñ ke asīro