Poet
پنڈت ہری چند اختر
Poems
- ابھی تو یہی دیکھنا چاہتا ہوںنہیں چاہتا ان کو یا چاہتا ہوںabhī to yahī dekhnā chāhtā hūñnahīñ chāhtā un ko yā chāhtā hūñ
- برا ہو گیا یا بھلا ہو گیامحبت میں جو ہو گیا ہو گیاburā ho gayā yā bhalā ho gayāmohabbat meñ jo ho gayā ho gayā
- بے لوث محبت کی نظر ڈھونڈ رہا ہوںانجام تو ظاہر ہے مگر ڈھونڈ رہا ہوںbe los mohabbat kī nazar ḍhūñḍ rahā hūñanjām to zāhir hai magar ḍhūñḍ rahā hūñ
- جس زمیں پر ترا نقش کف پا ہوتا ہےایک اک ذرہ وہاں قبلہ نما ہوتا ہےjis zamīñ par tirā naqsh-e-kaf-e-pā hotā haiek ik zarra vahāñ qibla numā hotā hai
- جمع ہیں سارے مسافر نا خدائے دل کے پاسکشتیٔ ہستی نظر آتی ہے اب ساحل کے پاسjam.a haiñ sāre musāfir nā ḳhudā-e-dil ke pāskashtī-e-hastī nazar ātī hai ab sāhil ke pās
- جی کو روگ لگا بیٹھا جی کے روگ سے مرتا ہوںاس میں کسی سے شکوہ کیا اپنی کرنی بھرتا ہوںjī ko rog lagā baiṭhā jī ke rog se martā hūñis meñ kisī se shikva kyā apnī karnī bhartā hūñ
- چاہتا ہوں انتہائے درد دلمل گئی آخر دوائے درد دلchāhtā hūñ intihā-e-dard-e-dilmil ga.ī āḳhir davā-e-dard-e-dil
- رمز آشنا ملے کئی اہل نظر ملےپھر بھی یہ جستجو رہی کوئی بشر ملےramz āshnā mile ka.ī ahl-e-nazar milephir bhī ye justujū rahī koī bashar mile
- زندگی بھر دہر کی نیرنگیاں دیکھا کئےگردش ایام و دور آسماں دیکھا کئےzindagī bhar dahr kī nairangiyāñ dekhā kiyegardish-e-ayyām-o-daur-e-āsmāñ dekhā kiye
- سنا کر حال قسمت آزما کر لوٹ آئے ہیںانہیں کچھ اور بیگانہ بنا کر لوٹ آئے ہیںsunā kar hāl qismat āzmā kar lauṭ ā.e haiñunheñ kuchh aur begāna banā kar lauṭ ā.e haiñ
- سیر دنیا سے غرض تھی محو دنیا کر دیامیں نے کیا چاہا مرے اللہ نے کیا کر دیاsair duniyā se ġharaz thī mahv-e-duniyā kar diyāmaiñ ne kyā chāhā mire allāh ne kyā kar diyā
- شباب آیا کسی بت پر فدا ہونے کا وقت آیامری دنیا میں بندے کے خدا ہونے کا وقت آیاshabāb āyā kisī but par fidā hone kā vaqt āyāmirī duniyā meñ bande ke ḳhudā hone kā vaqt āyā
- شیخ و پنڈت دھرم اور اسلام کی باتیں کریںکچھ خدا کے قہر کچھ انعام کی باتیں کریںshaiḳh-o-panḍat dharm aur islām kī bāteñ kareñkuchh ḳhudā ke qahr kuchh inām kī bāteñ kareñ
- صورت سے وہ بیزار ہے معلوم نہیں کیوںدل پھر بھی طلب گار ہے معلوم نہیں کیوںsūrat se vo bezār hai ma.alūm nahīñ kyūñdil phir bhī talab gār hai ma.alūm nahīñ kyūñ
- غرور ضبط سے آہ و فغاں تک بات آ پہنچیہوس نے کیا کیا دل سے زباں تک بات آ پہنچیġhurūr-e-zabt se āh-o-fuġhāñ tak bāt ā pahuñchīhavas ne kyā kyā dil se zabāñ tak bāt ā pahuñchī
- کلیوں کا تبسم ہو، کہ تم ہو کہ صبا ہواس رات کے سناٹے میں، کوئی تو صدا ہوkaliyoñ kā tabassum ho, ke tum ho ke sabā hois rāt ke sannāṭe meñ, koī to sadā ho
- محبت میں تپاک ظاہری سے کچھ نہیں ہوتاجہاں دل کو لگی ہو دل لگی سے کچھ نہیں ہوتاmohabbat meñ tapāk-e-zāhirī se kuchh nahīñ hotājahāñ dil ko lagī ho dil lagī se kuchh nahīñ hotā
- مرا مضموں سوار توسن طبع رواں ہو کرزمین شعر پر پھرتا ہے گویا آسماں ہو کرmirā mazmūñ savār-e-tosun-e-tab-e-ravāñ ho karzamīn-e-sher par phirtā hai goyā āsmāñ ho kar
- ملے گی شیخ کو جنت، ہمیں دوزخ عطا ہوگابس اتنی بات ہے جس کے لیے محشر بپا ہوگاmilegī shaiḳh ko jannat, hameñ dozaḳh atā hogābas itnī bāt hai jis ke liye mahshar bapā hogā
- میکدے میں بیٹھ کر ایمان کی پروا نہ کریا اسے بھی ایک دو چلو پلا دیوانہ کرmaikade meñ baiṭh kar īmān kī parvā na karyā use bhī ek do chalo pilā dīvāna kar
- ہمارا ذکر دشمن کی زبانی دیکھتے جاؤفسانہ بن گئی ساری کہانی دیکھتے جاؤhamārā zikr dushman kī zabānī dekhte jā.ofasāna ban ga.ī sārī kahānī dekhte jā.o