Poet
پنڈت ہری چند اختر
Poems
- جہاں تجھ کو بٹھا کر پوجتے ہیں پوجنے والےوہ مندر اور ہوتے ہیں شوالے اور ہوتے ہیںjahāñ tujh ko biṭhā kar pūjte haiñ pūjne vālevo mandir aur hote haiñ shoille aur hote haiñ
- فکر عقبیٰ ہے مجھے خواہش دنیا ہے مجھےعیش کی دھن ہے مجھے موت کا دھڑکا ہے مجھےfikr-e-uqbā hai mujhe ḳhvāhish-e-duniyā hai mujheaish kī dhun hai mujhe maut kā dhaṛkā hai mujhe
- کسی کے حسن عالم تاب کی تنویر کے صدقےکسی بد بخت کی صورت بھی پہچانی نہیں جاتیkisī ke husn-e-ālam tāb kī tanvīr ke sadqekisī bad baḳht kī sūrat bhī pahchānī nahīñ jātī