Poet
Nazeer Akbarabadi
نظیر اکبر آبادی1735–1830Born in DelhiDied in Agra
Nazeer Akbarabadi, whose given name was Wali Muhammad, spent his life as a teacher in Agra, then called Akbarabad, and joined no court. He is known for nazms in everyday language about ordinary people and their world: festivals such as Holi, Diwali and Eid, the seasons, animals and poverty. His well-known poems include Banjaranama, Aadmi Nama and Muflisi.
Writes about
- Everyday life
- Festivals
- Poverty
- Seasons
Poems
- ساقی ظہور صبح و ترشح ہے نور کادے مے یہی تو وقت ہے نور و ظہور کاsāqī zuhūr sub.h-o-tarashshoh hai nūr kāde mai yahī to vaqt hai nūr-o-zuhūr kā
- ساقی یہ پلا اس کو جو ہو جام سے واقفہم آج تلک مے کے نہیں نام سے واقفsāqī ye pilā us ko jo ho jām se vāqifham āj talak mai ke nahīñ nām se vāqif
- سامنے اس صف مژگاں کہ میں کل جاؤں گاچھد تُو جاؤں گا پر آگے سے نہ ٹل جاؤں گاsāmne is saf-e-mizhgāñ ke maiñ kal jā.ūñgāchhid tū jā.ūñgā par āge se na ṭal jā.ūñgā
- سب ٹھاٹھ یہ اک بوند سے قدرت کی بنا ہےیاں اور کسی کی نہ منی ہے نہ منا ہےsab ṭhāṭh ye ik būnd se qudrat kī banā haiyāñ aur kisī kī na manī hai na manā hai
- سحر جو نکلا میں اپنے گھر سے تو دیکھا اک شوخ حسن والاجھلک وہ مکھڑے میں اس صنم کے کہ جیسے سورج میں ہو اجالا
- سحر ہم نے چمن اندر عجب دیکھا کل اک دل برسہی قامت پری پیکر مقطع وضع خوش منظرsahar ham ne chaman andar ajab dekhā kal ik dil barsahī qāmat parī paikar maqta.a vaz-e-ḳhush manzar
- سراپا حسن سمدھن گویا گلشن کی کیاری ہےپری بھی اب تو بازی حسن میں سمدھن سے ماری ہےsarāpā husn samdhun goyā gulshan kī kiyārī haiparī bhī ab to bāzī husn meñ samdhun se mārī hai
- سزاوار ارے آرے ہوئے ہیںبھلا اتنے تو ہم بارے ہوئے ہیںsazāvār-e-are āre hue haiñbhalā itne to ham bāre hue haiñ
- سنئے اے جاں کبھی اسیر کی عرضاپنے کوچے کے جا پذیر کی عرضsuniye ai jāñ kabhī asīr kī arzapne kūche ke jā pazīr kī arz
- شب مہ میں دیکھ اس کا وہ جھمک جھمک کے چلناکیا انتخاب مہ نے یہ چمک چمک کے چلناshab-e-mah meñ dekh us kā vo jhamak jhamak ke chalnākiyā intiḳhāb-e-mah ne ye chamak chamak ke chalnā
- شور آہوں کا اٹھا نالہ فلک سا نکلاآج اس دھوم سے ظالم تیرا شیدا نکلاshor āhoñ kā uṭhā nāla falak sā niklāāj is dhūm se zālim terā shaidā niklā
- شہر دل آباد تھا جب تک وہ شہر آرا رہاجب وہ شہر آرا گیا پھر شہر دل میں کیا رہاshahr-e-dil ābād thā jab tak vo shahr ārā rahājab vo shahr ārā gayā phir shahr-e-dil meñ kyā rahā
- شیوۂ ناز ہوش چھل جاناطرز رفتار دل کچل جاناsheva-e-nāz hosh chhal jānātarz-e-raftār dil kuchal jānā
- صحن گلشن میں چلی پھر کے ہوا بسم اللہچشم بد دور بہار آئی ہے کیا بسم اللہsehn-e-gulshan meñ chalī phir ke huā bism-e-allāhchashm-e-bad daur-e-bahār ā.ī hai kyā bism-e-allāh
- صفائی اس کی جھلکتی ہے گورے سینے میںچمک کہاں ہے یہ الماس کے نگینے میںsafā.ī us kī jhalaktī hai gore sīne meñchamak kahāñ hai ye almās ke nagīne meñ
- صنم کے کوچے میں چھپ کے جانا اگرچہ یوں ہے خیال دل کاپہ وہ تو جاتے ہی تاڑ لے گا پھر آنا ہوگا محال دل کاsanam ke kūche meñ chhup ke jānā agarche yūñ hai ḳhayāl dil kāpe vo to jāte hī tāṛ legā phir ānā hogā muhāl dil kā
- عشق پھر رنگ وہ لایا ہے کہ جی جانے ہےدل کا یہ رنگ بنایا ہے کہ جی جانے ہےishq phir rang vo lāyā hai ke jī jāne haidil kā ye rang banāyā hai ke jī jāne hai
- عشق کا مارا نہ صحرا ہی میں کچھ چوپٹ پڑاہے جہاں اس کا عمل وہ شہر بھی ہے پٹ پڑاishq kā mārā na sahrā hī meñ kuchh chaupaṭ paṛāhai jahāñ us kā amal vo shahr bhī hai paṭ paṛā
- عیسیٰ کی قم سے حکم نہیں کم فقیر کاارنی پکارتا ہے سدا دم فقیر کاīsā kī qum se hukm nahīñ kam faqīr kāarnī pukārtā hai sadā dam faqīr kā
- عیش کر خوباں میں اے دل شادمانی پھر کہاںشادمانی گر ہوئی تو زندگانی پھر کہاںaish kar ḳhūbāñ meñ ai dil shādmānī phir kahāñshādmānī gar huī to zindagānī phir kahāñ
- قتل پر باندھ چکا وہ بت گمراہ میاںدیکھیں اب کس کی طرف ہوتے ہیں اللہ میاںqatl par bāñdh chukā vo but-e-gumrāh miyāñdekheñ ab kis kī taraf hote haiñ allāh miyāñ
- قصر رنگیں سے گزر باغ و گلستاں سے نکلہے وفا پیشہ تو مت کوچۂ جاناں سے نکلqasr-e-rangīñ se guzar bāġh-o-gulistāñ se nikalhai vafā pesha to mat kūcha-e-jānāñ se nikal
- کب غیر نے یہ ستم سہے چپایسے تھے ہمیں جو ہو رہے چپkab ġhair ne ye sitam sahe chupaise the hameñ jo ho rahe chup
- کبھی تو آؤ ہمارے بھی جان کوٹھے پرلیا ہے ہم نے اکیلا مکان کوٹھے پرkabhī to ā.o hamāre bhī jān koṭhe parliyā hai ham ne akelā makān koṭhe par
- کچھ اور تو نہیں ہمیں اس کا عجب ہے ابیعنی وہ شوخ ہم سے خفا بے سبب ہے ابkuchh aur to nahīñ hameñ us kā ajab hai abya.anī vo shoḳh ham se ḳhafā be sabab hai ab
- کچھ تو ہو کر دو بدو کچھ ڈرتے ڈرتے کہہ دیادل پہ جو گزرا تھا ہم نے آگے اس کے کہہ دیاkuchh to ho kar do bado kuchh ḍarte ḍarte kah diyādil pe jo guzrā thā ham ne āge us ke kah diyā
- کدھر ہے آج الٰہی وہ شوخ چھل بلیاکہ جس کے غم سے مرا دل ہوا ہے باولیاkidhar hai āj ilāhī vo shoḳh chhal balyāke jis ke ġham se mirā dil huā hai bāoliyā
- کر لیتے الگ ہم تو دل اس شوخ سے کب کاگر اور بھی ہوتا کوئی اس طور کی چھب کاkar lete alag ham to dil us shoḳh se kab kāgar aur bhī hotā koī is taur kī chhab kā
- کرنے لگا دل طلب جب وہ بت خوش مزاجہم نے کہا جان کل اس نے کہا ہنس کے آجkarne lagā dil talab jab vo but-e-ḳhush mizājham ne kahā jān kal us ne kahā hañs ke āj
- کس کے لیے کیجئے جامۂ دیبا طلبدل تو کرے ہے مدام دامن صحرا طلبkis ke liye kījiye jāma-e-dībā talabdil to kare hai mudām dāman-e-sahrā talab
- کسی نے رات کہا اس کی دیکھ کر صورتکہ میں غلام ہوں اس شکل کا بہر صورتkisī ne rāt kahā us kī dekh kar sūratke maiñ ġhulām hūñ is shakl kā bahar sūrat
- کل اس کے چہرے کو ہم نے جو آفتاب لکھاتو اس نے پڑھ کے وہ نامہ بہت عتاب لکھاkal us ke chehre ko ham ne jo āftāb likhāto us ne paṛh ke vo nāma bahut itāb likhā
- کلال گردوں اگر جہاں میں جو خاک میری کا جام کرتاتو میں صنم کے لبوں سے مل کر عجب ہی عیش مدام کرتاkalāl gardūñ agar jahāñ meñ jo ḳhāk merī kā jām kartāto maiñ sanam ke laboñ se mil kar ajab hī aish-e-mudām kartā
- کل جو رخ عرق فشاں یار نے ٹک دکھا دیاپانی چھڑک کے خواب سے فتنے کو پھر جگا دیاkal jo ruḳh-e-araq fishāñ yār ne ṭuk dikhā diyāpānī chhiṛak ke ḳhvāb se fitne ko phir jagā diyā
- کل نظر آیا چمن میں اک عجب رشک چمنگل رخ و گلگوں قبا و گلغدار و گل بدنkal nazar āyā chaman meñ ik ajab rashk-e-chamangul ruḳh-o-gulgūñ qabā-o-gulġhaddār-o-gul badan
- کون یاں ساتھ لیے تاج و سریر آیا ہےیاں تو جو آیا ہے پہلے سو فقیر آیا ہےkaun yāñ sāth liye tāj-o-sarīr āyā haiyāñ to jo āyā hai pahle so faqīr āyā hai
- کہا تھا ہم نے تجھے تو اے دل کہ چاہ کی مے کو تو نہ پیناجو اس کو پی کر تو ایسا بہکا کہ ہم کو مشکل ہوا ہے جیناkahā thā ham ne tujhe to ai dil ke chāh kī mai ko to na pīnājo us ko pī kar to aisā bahkā ke ham ko mushkil huā hai jīnā
- کہا جو ہم نے ”ہمیں در سے کیوں اٹھاتے ہو”کہا کہ اس لیے تم یاں جو غل مچاتے ہو”kahā jo ham ne "hameñ dar se kyūñ uṭhāte ho"kahā ke is liye tum yāñ jo ġhul machāte ho"
- کہا یہ آج ہمیں فہم نے سنو صاحبیہ باغ دہر غنیمت ہے دیکھ لو صاحبkahā ye āj hameñ fahm ne suno sāhabye bāġh-e-dahr ġhanīmat hai dekh lo sāhab
- کہتے ہیں جس کو نظیرؔ سنئے ٹک اس کا بیاںتھا وُہ معلم غریب بزدل و ترسندہ جاںkahte haiñ jis ko nazīr suniye ṭuk us kā bayāñthā voh muallim ġharīb buzdil-o-tarasnda jāñ
- کہتے ہیں یاں کہ ”مجھ سا کوئی مہ جبیں نہیں”پیارے جو ہم سے پوچھو تو یاں کیا کہیں نہیںkahte haiñ yāñ ke "mujh sā koī mah jabīñ nahīñ"pyāre jo ham se pūchho to yāñ kyā kaheñ nahīñ
- کہنے اس شوخ سے دل کا جو میں احوال گیاواں نہ تفصیل گئی پیش نہ اجمال گیاkahne us shoḳh se dil kā jo maiñ ahvāl gayāvāñ na tafsīl ga.ī pesh na ijmāl gayā
- کہیں بیٹھنے دے دِل اب مُجھے جُو حواس ٹک میں بجا کروںنہیں تاب مُجھ میں کے جب تلک تُو پھرے تُو میں بھی پھرا کروںkahīñ baiṭhne de dil ab mujhe jū havās ṭuk meñ bajā karūñnahīñ tāb mujh meñ ke jab talak tū phire tū maiñ bhī phirā karūñ
- کھلے گُل سبزہ نزہت بار ہے کیا کیا بہاریں ہیںصبا ہے رنگ و بو ہے یار ہے کیا کیا بہاریں ہیںkhule gul sabza nuz.hat bār hai kyā kyā bahāreñ haiñsabā hai rang-o-bū hai yār hai kyā kyā bahāreñ haiñ
- کھولی جو ٹک اے ہم نشیں اس دل ربا کی زلف کلکیا کیا جتائے خم کے خم کیا کیا دکھائے بل کے بلkholī jo ṭuk ai ham nashīñ is dil rubā kī zulf kalkyā kyā jatā.e ḳham ke ḳham kyā kyā dikhā.e bal ke bal
- کھینچ کر اس ماہ رو کو آج یاں لائی ہے راتیہ خدا نے مدتوں میں ہم کو دکھلائی ہے راتkhīñch kar us māh rū ko āj yāñ lā.ī hai rātye ḳhudā ne muddatoñ meñ ham ko dikhlā.ī hai rāt
- کیا ادا کیا ناز ہے کیا آن ہےیاں پری کا حسن بھی حیران ہےkyā adā kyā nāz hai kyā ān haiyāñ parī kā husn bhī hairān hai
- کیا دن تھے وہ جو واں کرم دلبرانہ تھااپنا بھی اس طرف گزر عاشقانہ تھاkyā din the vo jo vāñ karam-e-dilbarāna thāapnā bhī is taraf guzar-e-āshiqāna thā
- کیا کاسۂ مے لیجئے اس بزم میں اے ہم نشیںدور فلک سے کیا خبر پہنچے گا لب تک یا نہیںkyā kāsa-e-mai lījiye is bazm meñ ai ham nashīñdaur-e-falak se kyā ḳhabar pahuñchegā lab tak yā nahīñ
- کیا کہیں دنیا میں ہم انسان یا حیوان تھےخاک تھے کیا تھے غرض اک آن کے مہمان تھےkyā kaheñ duniyā meñ ham insān yā haivān theḳhāk the kyā the ġharaz ik ān ke mehmān the