Poet
ناطق لکھنوی
Poems
- آنسوؤں سے خون کے اجزا بدلتے جائیں گےدل کے سب ارمان آنکھوں سے نکلتے جائیں گےānsūoñ se ḳhūn ke ajzā badalte jā.eñgedil ke sab armān ānkhoñ se nikalte jā.eñge
- ایک دنیا مست اک عالم خرابکس نے کی تقسیم آنکھوں سے شرابek duniyā mast ik ālam ḳharābkis ne kī taqsīm ānkhoñ se sharāb
- اے شمع تجھ پہ رات یہ بھاری ہے جس طرحمیں نے تمام عمر گزاری ہے اس طرحai sham.a tujh pe rāt ye bhārī hai jis tarahmaiñ ne tamām umr guzārī hai is tarah
- بے دلوں کی آبرو رہ جائے گیدل نہ ہوگا آرزو رہ جائے گیbe diloñ kī ābrū rah jā.egīdil na hogā ārzū rah jā.egī
- پرتو نور بھی ہے جوہر تنویر بھی ہےآئنہ بھی ہے مرا دل تری تصویر بھی ہےpartau nūr bhī hai jauhar tanvīr bhī haiā.īna bhī hai mirā dil tirī tasvīr bhī hai
- تیرے سوا نگاہوں میں اے یار کون ہےحیراں ہوں میں کہ طالب دیدار کون ہےtere sivā nigāhoñ meñ ai yār kaun haihairāñ hūñ maiñ ke tālib-e-dīdār kaun hai
- جو میرے دل میں سہو تری یاد سے ہوانام اس کا محو عالم ایجاد سے ہواjo mere dil meñ saho tirī yād se huānām us kā mahv-e-ālam-e-ījād se huā
- دوبارہ دل میں کوئی انقلاب ہو نہ سکاتمہاری پہلی نظر کا جواب ہو نہ سکاdobāra dil meñ koī inqilāb ho na sakātumhārī pahlī nazar kā javāb ho na sakā
- صدقے ترے ہوتے ہیں سورج بھی ستارے بھیہم کس سے کہیں دل ہے سینے میں ہمارے بھیsadqe tire hote haiñ sūraj bhī sitāre bhīham kis se kahīñ dil hai sīne meñ hamāre bhī
- فراق یار کا خطرہ وصال یار میں ہےخزاں کی فکر خزاں میں نہ تھی بہار میں ہےfirāq-e-yār kā ḳhatra visāl-e-yār meñ haiḳhizāñ kī fikr ḳhizāñ meñ na thī bahār meñ hai
- فروغ مہر سے رندوں کا آخر کام کیا ہوگازمیں پر دور چلتا ہے فلک پر جام کیا ہوگاfaroġh-e-mehr se rindoñ kā āḳhir kām kyā hogāzamīñ par dūr chaltā hai falak par jām kyā hogā
- قید میں بھی ہے جنوں دست و گریباں ہم سےآ کے خلوت میں بھی ملتا ہے بیاباں ہم سےqaid meñ bhī hai junūñ dast-o-garebāñ ham seā ke ḳhalvat meñ bhī miltā hai bayābāñ ham se
- کبھی دامان دل پر داغ مایوسی نہیں آیاادھر وعدہ کیا اس نے ادھر دل کو یقیں آیاkabhī dāmān-e-dil par dāġh māyūsī nahīñ āyāidhar va.ada kiyā us ne idhar dil ko yaqīñ āyā
- کیا بتاؤں دل کہاں ہے اور کس جا درد ہےمیں سراپا دل ہوں دل میرا سراپا درد ہےkyā batā.ūñ dil kahāñ hai aur kis jā dard haimaiñ sarāpā dil hūñ dil merā sarāpā dard hai
- مجھ سے افسردہ نہ اے جوش بہاراں ہوناکیف میں بھول گیا چاک گریباں ہوناmujh se afsurda na ai josh-e-bahārāñ honākaif meñ bhūl gayā chāk-e-garebāñ honā
- میں جو یہ آشیاں بناتا ہوںبرق کو میہماں بناتا ہوںmaiñ jo ye āshiyāñ banātā hūñbarq ko mehmāñ banātā hūñ
- نہ قطرہ کم ہے نہ کافی تمام مے خانہجو ظرف جس کا ہے اس کا وہی ہے پیمانہna qatra kam hai na kāfī tamām mai ḳhānajo zarf jis kā hai us kā vahī hai paimāna
- وقت رخصت چلتے چلتے کہہ گئےاب جو ارماں رہ گئے سو رہ گئےvaqt-e-ruḳhsat chalte chalte kah ga.eab jo armāñ rah ga.e so rah ga.e
- ہے وہی ناز آفریں آئینہ نیاز میںجس کی ضیا ہے سوز میں جس کی صدا ہے ساز میںhai vahī nāz āfrīñ ā.īna niyāz meñjis kī ziyā hai soz meñ jis kī sadā hai sāz meñ
- یہ دل نہیں نور کا ہے شعلہ کسی کو اس سے ضرر نہیں ہےمثال برق و شرر ہے لیکن مزاج برق و شرر نہیں ہےye dil nahīñ nūr kā hai shola kisī ko us se zarar nahīñ haimisāl-e-barq-o-sharar hai lekin mizāj barq-o-sharar nahīñ hai
- جسے ڈھونڈا اسے پایا اسے تدبیر کہتے ہیںمگر خود کھو گئے آخر اسے تقدیر کہتے ہیںjise ḍhūñḍā use pāyā use tadbīr kahte haiñmagar ḳhud kho ga.e āḳhir use taqdīr kahte haiñ
- خون دل کا جو کچھ اشکوں سے پتہ ملتا ہےہم کو جی کھول کے رونے میں مزا ملتا ہےḳhūn-e-dil kā jo kuchh ashkoñ se pata miltā haiham ko jī khol ke rone meñ mazā miltā hai
- دراز اتنا مری قید کا زمانہ تھاکہ وہ چمن نہ رہا جس میں آشیانہ تھاdarāz itnā mirī qaid kā zamāna thāke vo chaman na rahā jis meñ āshiyāna thā
- مرے مقدر میں جو لکھا تھا نصیب سے وہ پہنچ نہ پایاگرا تو تھا آسمان سے کچھ کھجور میں رہ گیا اٹک کرmire muqaddar meñ jo likhā thā nasīb se vo pahuñch na pāyāgirā to thā āsmān se kuchh khajūr meñ rah gayā aṭak kar