Poet
Nadeem Fazli
b. 1959
Poems
- آپ کو مجھ سے خفا مجھ سے خفا دیکھتا ہوںپھوٹتی کیوں نہیں آنکھیں مری کیا دیکھتا ہوںāp ko mujh se ḳhafā mujh se ḳhafā dekhtā hūñphūṭṭī kyūñ nahīñ ānkheñ mirī kyā dekhtā hūñ
- اب اپنی ذات کا عرفان ہونے والا ہےخدا سے رابطہ آسان ہونے والا ہےab apnī zāt kā irfān hone vālā haiḳhudā se rābta āsān hone vālā hai
- اپنی روداد یوں بیاں ہو جائےاک پتنگا جلے دھواں ہو جائےapnī rūdād yūñ bayāñ ho jā.eik patangā jale dhuāñ ho jā.e
- اک قرب جو قربت کو رسائی نہیں دیتااک فاصلہ احساس جدائی نہیں دیتاik qurb jo qurbat ko rasā.ī nahīñ detāik fāsla ehsās-e-judā.ī nahīñ detā
- بصیرتوں کا نظر احترام کرتی ہےسماعتوں سے خموشی کلام کرتی ہےbasīratoñ kā nazar ehtirām kartī haisamā.atoñ se ḳhamoshī kalām kartī hai
- جنم جنم کی تکان ہوتی نہ بال و پر میںجو چند لمحے گزار لیتا تری نظر میںjanam janam kī takān hotī na bāl-o-par maiñjo chand lamhe guzār letā tirī nazar meñ
- دل کی راہیں روشن کرتے رہتے ہیںکس کے گھنگھرو چھن چھن کرتے رہتے ہیںdil kī rāheñ raushan karte rahte haiñkis ke ghuñghrū chhin chhin karte rahte haiñ
- رات کی زلف کہیں تا بہ کمر کھل جائےہم پہ بھی چاند ستاروں کی ڈگر کھل جائےrāt kī zulf kahīñ tā ba kamar khul jā.eham pe bhī chānd sitāroñ kī ḍagar khul jā.e
- راز فطرت سے عیاں ہو کوئی منظر کوئی دھنساز ہستی سے بھی نکلے کوئی پیکر کوئی دھنrāz fitrat se ayāñ ho koī manzar koī dhunsāz-e-hastī se bhī nikle koī paikar koī dhun
- سب کو یہ فکر ہاتھ سے اب ایک پل نہ جائےدنیا حدود وقت سے آگے نکل نہ جائےsab ko ye fikr hāth se ab ek pal na jā.eduniyā hudūd-e-vaqt se āge nikal na jā.e
- عجیب جنگ و جدال ہر پل ہے میرے اندرکہ نور و ظلمت کا ایک مقتل ہے میرے اندرajīb jang-o-jidāl har pal hai mere andarke nūr-o-zulmat kā ek maqtal hai mere andar
- کسی بھی روشن خیال سے آشنا نہیں ہےجو آپ اپنے جمال سے آشنا نہیں ہےkisī bhī raushan ḳhayāl se āshnā nahīñ haijo āp apne jamāl se āshnā nahīñ hai
- کہاں کوئی خزانہ چاہتا ہوںذرا سا مسکرانا چاہتا ہوںkahāñ koī ḳhazāna chāhtā hūñzarā sā muskurānā chāhtā hūñ
- کی تو نے لب کشائی تو کس کے حضور کیاب کرچیاں سمیٹ دل ناصبور کیkī tū ne lab kushā.ī to kis ke huzūr kīab kirchiyāñ sameṭ dil-e-nāsabūr kī
- مشکلیں خال خال چاہتے ہیںشوق میں اعتدال چاہتے ہیںmushkileñ ḳhāl ḳhāl chāhte haiñshauq meñ etidāl chāhte haiñ
- معرکہ ہی معرکہ چاروں طرفاک ہجوم کربلا چاروں طرفmārka hī mārka chāroñ tarafik hujūm-e-karbalā chāroñ taraf
- وہ یک بہ یک اسے دل میں اتارنے کا عملوہ اپنی ذات پہ شب خون مارنے کا عملvo yak ba yak use dil meñ utārne kā amalvo apnī zāt pe shab ḳhūn mārne kā amal
- ہر ایک بات کسی بات پر ہے گویا طنزمری زبان مری ذات پر ہے گویا طنزhar ek bāt kisī bāt par hai goyā tanzmirī zabān mirī zāt par hai goyā tanz
- ہمیں پہ تنگ یہ وقت رواں ہوا تو کیادراز اور بھی کار جہاں ہوا تو کیاhameñ pe tang ye vaqt-e-ravāñ huā to kiyādarāz aur bhī kār-e-jahāñ huā to kyā
- یوں خوش گمان رکھا گیا عمر بھر مجھےہر شام سے ملی ہے نوید سحر مجھےyūñ ḳhush gumān rakhā gayā umr bhar mujhehar shām se milī hai naved-e-sahar mujhe