Poet
Hafeez Jalandhari
حفیظ جالندھری1900–1982
Poems
- آ جا ری چڑیاآ جا ری چڑیاā jā rī chiṛiyāā jā rī chiṛiyā
- آج بادل خوب برسا اور برس کر کھل گیاگلستاں کی ڈالی ڈالی پتا پتا دھل گیاāj bādal ḳhūb barsā aur baras kar khul gayāgulsitāñ kī ḍālī ḍālī pattā pattā dhul gayā
- آگے پیچھے دائیں بائیںکائیں کائیں کائیں کائیںāge pīchhe dā.eñ bā.eñkā.eñ kā.eñ kā.eñ kā.eñ
- اٹھی ہے مغرب سے گھٹاپینے کا موسم آ گیاuṭhī hai maġhrib se ghaṭāpīne kā mausam ā gayā
- اف وہ راوی کا کنارہ وہ گھٹا چھائی ہوئیشام کے دامن میں سبزے پر بہار آئی ہوئیuf vo rāvī kā kināra vo ghaṭā chhā.ī huīshām ke dāman meñ sabze pur bahār ā.ī huī
- اک لڑکی تھی چھوٹی سیدبلی سی اور موٹی سیik laṛkī thī chhoṭī sīdublī sī aur moṭī sī
- امارت اور شوکت اور سرمائے کی تصویریںیہ ایوانات سب ہیں حال ہی کی تازہ تعمیریںamārat aur shaukat aur sarmā.e kī tasvīreñye aivānāt sab haiñ hāl hī kī tāza ta.amīreñ
- اے دیکھنے والواس حسن کو دیکھوai dekhne vālous husn ko dekho
- اے شاندار گنگااے پر بہار گنگاai shāndār gangāai pur bahār gangā
- تتلی اہا جی تتلیرنگین اور چتلیtitlī ahhā jī titlīrangīn aur chitlī
- جاگو سونے والو جاگووقت کے کھونے والو جاگوjāgo sone vālo jāgovaqt ke khone vālo jāgo
- چاند جب عید کا نظر آیاحال کیا پوچھتے ہو خوشیوں کاchānd jab e.id kā nazar āyāhāl kyā pūchhte ho ḳhushiyoñ kā
- دریا چڑھاؤ پر ہےاور بوجھ ناؤ پر ہےdariyā chaṛhā.o par haiaur bojh nā.o par hai
- دیکھ بوا مری گوٹے کی چنریآ ہا جی گل ناری چنریdekh būā mirī goṭe kī chunrīā hā jī gul nārī chunrī
- سیاہی بن کے چھایا شہر پر شیطان کا فتنہگناہوں سے لپٹ کر سو گیا انسان کا فتنہsiyāhī ban ke chhāyā shahr par shaitān kā fitnagunāhoñ se lipaṭ kar so gayā insān kā fitna
- شراب خانہ ہے بزم ہستیہر ایک ہے محو عیش و مستیsharāb-e-ḳhāna hai bazm-e-hastīhar ek hai mahv-e-aish-o-mastī
- صبح ہوا جب نور کا تڑکاسو کر اٹھا اچھا لڑکاsub.h huā jab nūr kā taṛkāso kar uṭhā achchhā laṛkā
- فتنۂ خفتہ جگائے اس گھڑی کس کی مجالقید ہیں شہزادیاں کوئی نہیں پرسان حالfitna-e-ḳhufta jagā.e us ghaṛī kis kī majālqaid haiñ shahzādiyāñ koī nahīñ parsān-e-hāl
- فندک فندک فندک فکدھنک دھنک دھن دھنک دھنک
- گرم جوشیاب سورج سر پر آ دھمکے گاgarm joshīab sūraj sar par ā dhamke gā
- لحد میں سو رہی ہے آج بے شک مشت خاک اس کیمگر گرم عمل ہے جاگتی ہے جان پاک اس کیlahad meñ so rahī hai āj be shak musht-e-ḳhāk us kīmagar garm-e-amal hai jāgtī hai jān-e-pāk us kī
- لو پھر بسنت آئیپھولوں پہ رنگ لائیlo phir basant ā.īphūloñ pe rang lā.ī
- ماسٹر جی باہر گئے ہیںماسٹر جی گئے ذرا باہرmāsṭar jī bāhar ga.e haiñmāsṭar jī ga.e zarā bāhar
- مری شاعری ہے نظاروں کی دنیایہ نغمہ سرا جوئباروں کی دنیاmirī shāyarī hai nazāroñ kī duniyāye naġhma sarā joibāroñ kī duniyā
- ننھی ہو تم بچی ہو تمسب عقل کی کچی ہو تمnanhī ho tum bachī ho tumsab aql kī kachchī ho tum
- ہوا بھی خوش گوار ہےگلوں پہ بھی نکھار ہےhavā bhī ḳhush gavār haiguloñ pe bhī nikhār hai
- یوں وقت گزرتا ہےفرصت کی تمنا میںyūñ vaqt guzartā haifursat kī tamannā meñ
- ایک بے تکی نظمآج بستر ہی میں ہوںek be takī nazmāj bistar hī meñ hūñ
- آنے والے کسی طوفان کا رونا رو کرنا خدا نے مجھے ساحل پہ ڈبونا چاہاāne vāle kisī tūfān kā ronā ro karnā ḳhudā ne mujhe sāhil pe ḍubonā chāhā
- پھر دے کے خوشی ہم اسے ناشاد کریں کیوںغم ہی سے طبیعت ہے اگر شاد کسی کیphir de ke ḳhushī ham use nāshād kareñ kyūñġham hī se tabī.at hai agar shād kisī kī
- تصور میں بھی اب وہ بے نقاب آتے نہیں مجھ تکقیامت آ چکی ہے لوگ کہتے ہیں شباب آیاtasavvur meñ bhī ab vo be naqāb āte nahīñ mujh takqayāmat ā chukī hai log kahte haiñ shabāb āyā
- جس نے اس دور کے انسان کیے ہیں پیداوہی میرا بھی خدا ہو مجھے منظور نہیںjis ne is daur ke insān kiye haiñ paidāvahī merā bhī ḳhudā ho mujhe manzūr nahīñ
- حفیظؔ اپنی بولی محبت کی بولینہ اردو نہ ہندی نہ ہندوستانیhafīz apnī bolī mohabbat kī bolīna urdū na hindī na hindostānī
- دوستوں کو بھی ملے درد کی دولت یا ربمیرا اپنا ہی بھلا ہو مجھے منظور نہیںdostoñ ko bhī mile dard kī daulat yā rabmerā apnā hī bhalā ho mujhe manzūr nahīñ
- عاشق سا بد نصیب کوئی دوسرا نہ ہومعشوق خود بھی چاہے تو اس کا بھلا نہ ہوāshiq sā bad nasīb koī dūsrā na homa.ashūq ḳhud bhī chāhe to us kā bhalā na ho
- مری مجبوریاں کیا پوچھتے ہوکہ جینے کے لیے مجبور ہوں میںmirī majbūriyāñ kyā pūchhte hoke jīne ke liye majbūr hūñ maiñ
- مرے ڈوب جانے کا باعث نہ پوچھوکنارے سے ٹکرا گیا تھا سفینہmire ḍūb jāne kā bā.is na pūchhokināre se ṭakrā gayā thā safīna
- ناصح کو بلاؤ مرا ایمان سنبھالےپھر دیکھ لیا اس نے اسی ایک نظر سےnāseh ko bulā.o mirā īmān sambhālephir dekh liyā us ne usī ek nazar se
- وفا جس سے کی بے وفا ہو گیاجسے بت بنایا خدا ہو گیاvafā jis se kī be vafā ho gayājise but banāyā ḳhudā ho gayā
- ہاتھ رکھ رکھ کے وہ سینے پہ کسی کا کہنادل سے درد اٹھتا ہے پہلے کہ جگر سے پہلےhāth rakh rakh ke vo sīne pe kisī kā kahnādil se dard uṭhtā hai pahle ke jigar se pahle
- ہاں میں تو لیے پھرتا ہوں اک سجدۂ بیتابان سے بھی تو پوچھو وہ خدا ہیں کہ نہیں ہیںhāñ maiñ to liye phirtā hūñ ik sajda-e-betābun se bhī to pūchho vo ḳhudā haiñ ke nahīñ haiñ