Poet
Ghani Ejaz
1929–2010
Poems
- آپ اپنے کو معتبر کر لیںملنے والوں کے دل میں گھر کر لیںāp apne ko motabar kar leñmilne vāloñ ke dil meñ ghar kar leñ
- آدمی کی حیات مٹھی بھریعنی کل کائنات مٹھی بھرādmī kī hayāt muṭṭhī bharya.anī kal kā.ināt muṭṭhī bhar
- ادھوری ناشنیدہ داستاں ہوںکہ شاید میں سماعت پر گراں ہوںadhūrī nāshanīda dāstāñ hūñke shāyad maiñ samā.at par girāñ hūñ
- انداز فکر اہل جہاں کا جدا رہاوہ مجھ سے خوش رہے تو زمانہ خفا رہاandāz-e-fikr-e-ahl-e-jahāñ kā judā rahāvo mujh se ḳhush rahe to zamāna ḳhafā rahā
- بجلی کی زد میں ایک مرا آشیاں نہیںوہ کون سی زمیں ہے جہاں آسماں نہیںbijlī kī zad meñ ek mirā āshiyāñ nahīñvo kaun sī zamīñ hai jahāñ āsmāñ nahīñ
- بجلی گری تو سوچ کے سب تار کٹ گئےیک لخت روشنی سے اندھیرے لپٹ گئےbijlī girī to soch ke sab tār kaṭ ga.eyak laḳht-e-raushnī se andhere lipaṭ ga.e
- بزم عالم میں سدا ہم بھی نہیں تم بھی نہیںمنکر روز جزا تم بھی نہیں ہم بھی نہیںbazm-e-ālam meñ sadā ham bhī nahīñ tum bhī nahīñmunkir-e-roz-e-jazā tum bhī nahīñ ham bhī nahīñ
- بے وفا کے وعدہ پر اعتبار کرتے ہیںوہ نہ آئے گا پھر بھی انتظار کرتے ہیںbe vafā ke va.ada par etibār karte haiñvo na ā.egā phir bhī intizār karte haiñ
- پرندہ حد نظر تک جو آسمان میں ہےپروں میں زور کہاں حوصلہ اڑان میں ہےparinda had-e-nazar tak jo āsmān meñ haiparoñ meñ zor kahāñ hausla uṛān meñ hai
- تشنہ لب ہوں اداس بیٹھا ہوںمیں سمندر کے پاس بیٹھا ہوںtishna lab hūñ udās baiṭhā hūñmaiñ samundar ke pās baiṭhā hūñ
- تمہیں خبر بھی ہے یہ تم نے کس سے کیا مانگابھنور میں ڈوبنے والوں سے آسرا مانگاtumheñ ḳhabar bhī hai ye tum ne kis se kyā māñgābhanvar meñ ḍūbne vāloñ se āsrā māñgā
- تھکن غالب ہے دم ٹوٹے ہوئے ہیںسفر جاری قدم ٹوٹے ہوئے ہیںthakan ġhālib hai dam ṭūṭe hue haiñsafar jārī qadam ṭūṭe hue haiñ
- تیر جیسے کمان سے نکلاحرف حق تھا زبان سے نکلاtīr jaise kamān se niklāharf-e-haq thā zabān se niklā
- جور بے جا کو جو کہتے ہو بجا ہے وہ بھیدست قاتل پہ لہو ہے کہ حنا ہے وہ بھیjaur-e-be jā ko jo kahte ho bajā hai vo bhīdast-e-qātil pe lahū hai ke hinā hai vo bhī
- خواہشیں اپنی سرابوں میں نہ رکھے کوئیان ہواؤں کو حبابوں میں نہ رکھے کوئیḳhvāhisheñ apnī sarāboñ meñ na rakhe koīun havā.oñ ko habāboñ meñ na rakhe koī
- کوئی ہم راہ نہیں راہ کی مشکل کے سواحاصل عمر بھی کیا ہے غم حاصل کے سواkoī ham rāh nahīñ rāh kī mushkil ke sivāhāsil-e-umr bhī kyā hai ġham hāsil ke sivā
- مسرت کی فراوانی کے دن ہیںمحبت کی جہاں بانی کے دن ہیںmasarrat kī farāvānī ke din haiñmohabbat kī jahāñ bānī ke din haiñ