Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Fahmida Riaz

فہمیدہ ریاض

1946–2018

Poems

  1. patthar se visāl māñgtī hūñmaiñ ādmiyoñ se kaṭ ga.ī hūñ
  2. jo mujh meñ chhupā merā gilā ghūñṭ rahā haiyā vo koī iblīs hai yā merā ḳhudā hai
  3. chār sū hai baṛī vahshat kā samāñkisī āseb kā sāya hai yahāñ
  4. kabhī dhanak sī utartī thī un nigāhoñ meñvo shoḳh rang bhī dhīme paṛe havā.oñ meñ
  5. muddat se ye ālam hai dil kā hañstā bhī nahīñ rotā bhī nahīñmāzī bhī kabhī dil meñ na chubhā ā.inda kā sochā bhī nahīñ
  6. ye pairahan jo mirī rūh kā utar na sakātū nuḳh ba nuḳh kahīñ paivast resha-e-dil thā
  7. ye kis ke ānsūoñ ne is naqsh ko miṭāyājo mere lauh-e-dil par tū ne kabhī banāyā
  8. ab so jā.oaur apne hāth ko mere hāth meñ rahne do
  9. us ko ik din to jānā thāmujh se kyā rishta kyā nātā
  10. ik harf-e-mudda.ā thā laboñ pe khaṭaktā thā phāns sāik nām thā zabān kā chhālā banā huā
  11. ik din jo baham hoñgetujh se tire darmānda
  12. insānoñ ke dil meñ bachchoñik pyār kā dariyā bahtā hai
  13. ek hai aisī laṛkī jis se tum ne hañs kar bāt na kīkabhī na dekhā us kī ānkhoñ meñ chamke kaise motī
  14. ai dil kāfir ijz se munkir āj tirā sar ḳham kyūñ haiterī haṭelī sharyānoñ meñ ye be bas mātam kyūñ hai
  15. ai dost purāne pahchāneham kitnī muddat ba.ad mile
  16. baiṭhā hai mere sāmne vojāne kisī soch meñ paṛā hai
  17. pathrīle kohsār ke gāte chashmoñ meñgūnj rahī hai ek aurat kī narm hañsī
  18. tum bilkul ham jaise nikleab tak kahāñ chhupe the bhā.ī
  19. jin par merā dil dhaṛkā thāvo sab bāteñ dohrāte ho
  20. dil meñ kab se ram jhim kartīkaisī barkhā baras rahī hai
  21. dillī! tirī chhā.oñ baṛī qahrīmirī pūrī kāyā pighal rahī
  22. duniyā kī lambī rāhoñ par ham yūñ to chalte jāte haiñkuchh aise log bhī milte haiñ jo yād hamesha āte haiñ
  23. rāt ik rang hai ik rāg hai ik ḳhushbū haimehrbāñ rāt mire pās chalī ā.egī
  24. sansanāhaṭoñ ke sāthguṛgaṛāhaṭoñ ke sāth
  25. sang dil rivājoñ kīye imārat-e-kohna
  26. qatra qatra dil meñ ānsū girte haiñik ānsū us shaḳhs kā jo begāna hai
  27. kitne baḳht vāle hozindagī meñ jo chāhā
  28. kuchh log tumheñ samjhā.eñgevo tum ko ḳhauf dilā.eñge
  29. kūlhoñ meñ bhanvar jo haiñ to kyā haisar meñ bhī hai justujū kā jauhar
  30. mashriqī yūpī karfiyū meñye dhartī kitnī sundar hai
  31. میں عازم مے خانہ تھی کل رات کہ دیکھااک کوچۂ پر شور میں اصحاب طریقت
  32. ye to barzaḳh hai yahāñ vaqt kī ījād kahāñik baras thā ke mahīna hameñ ab yād kahāñ
  33. āsmāñ tapte hue lohe kī mānind-e-safedreg sūkhī huī pyāse kī zabāñ kī mānind
  34. tum ne dekhī hai kabhī ek zan ḳhāna badoshjis ke ḳheme se pare rāt kī tārīkī meñ
  35. ishq āvāra mizājvo musāfir to gayā
  36. lā.o hāth apnā lā.o zarāchhū ke merā badan
  37. ye jo tanhā.ī hai shāyad mirī tanhā.ī na hogūnjnā ho na samā.at meñ sukūt
  38. yahīñ to kahīñ partumhāre laboñ ne
  39. ā mire andar āpavitr mahrān ke pānī
  40. us galī ke moṛ par ik azīz dost nemere ashk poñchh kar
  41. isī akele pahāṛ par to mujhe milā thāyahī bulandī hai vasl terā
  42. aqalyamājo hābīl kī qābīl kī māñ jā.ī hai
  43. baṛī suhānī sī rāt thī vohavā meñ anjānī khoī khoī mahak rachī thī
  44. huzūr meñ is siyāh chādar kā kyā karūñgīye āp kyūñ mujh ko baḳhshte haiñ basad ināyat
  45. ḳhudā.e har dojahāñ ne jab ādmī ko pahle pahal sazā dībahisht se jab use nikālā
  46. ran bhūmī meñ laṛte laṛte maiñ ne kitne sālik din jal meñ chhāyā dekhī chiṭṭe ho ga.e bāl
  47. zabānoñ ke ras meñ ye kaisī mahak hai!ye bosa ke jis se mohabbat kī sahbā kī uṛtī hai ḳhushbū
  48. kab tak mujh se pyār karogekab tak?
  49. ye zard mausam ke ḳhushk pattehavā jinheñ le ga.ī uṛā kar
  50. ye kaisī lazzat se jism shil ho rahā hai merāye kyā mazā hai ke jis se hai uzv uzv bojhal