Poet
Ejaz Obaid
Poems
- ابھی تمام آئنوں میں ذرہ ذرہ آب ہےیہ کس نے تم سے کہہ دیا کہ زندگی خراب ہےabhī tamām ā.īnoñ meñ zarra zarra āb haiye kis ne tum se kah diyā ke zindagī ḳharāb hai
- اس نے دیکھا تھا عجب ایک تماشا مجھ میںمیں جو رویا تو کوئی ہنستا رہا تھا مجھ میںus ne dekhā thā ajab ek tamāshā mujh meñmaiñ jo royā to koī hañstā rahā thā mujh meñ
- ایسے ہی دن تھے کچھ ایسی شام تھیوہ مگر کچھ اور ہنستی شام تھیaise hī din the kuchh aisī shām thīvo magar kuchh aur hañstī shām thī
- تھا وہ جنگل کہ نگر یاد نہیںکیا تھی وہ راہ گزر یاد نہیںthā vo jangal ke nagar yād nahīñkyā thī vo rāh guzar yād nahīñ
- تھیں اک سکوت سے ظاہر محبتیں اپنیاب آنسوؤں نے بھی بخشیں عنایتیں اپنیthīñ ik sukūt se zāhir mohabbateñ apnīab ānsūoñ ne bhī baḳhsheñ ināyateñ apnī
- تیرے دامن کی تھی یا مست ہوا کس کی تھیساتھ میرے چلی آئی وہ صدا کس کی تھیtere dāman kī thī yā mast huā kis kī thīsāth mere chalī ā.ī vo sadā kis kī thī
- دکھاتا کیا ہے یہ ٹوٹی ہوئی کمان مجھےترا شکار ہوں اچھی طرح سے جان مجھےdikhātā kyā hai ye ṭūṭī huī kamān mujhetirā shikār hūñ achchhī tarah se jān mujhe
- دوسروں کی آنکھ لے کر بھی پشیمانی ہوئیاب بھی یہ دنیا ہمیں لگتی ہے پہچانی ہوئیdūsroñ kī ānkh le kar bhī pashemānī huīab bhī ye duniyā hameñ lagtī hai pahchānī huī
- دھند کا آنکھوں پر ہوگا پردا اک دنہو جائیں گے ہم سب بے چہرا اک دنdhund kā ānkhoñ par hogā pardā ik dinho jā.eñge ham sab be chehrā ik din
- غم بھی اتنا نہیں کہ تم سے کہیںاور چارہ نہیں کہ تم سے کہیںġham bhī itnā nahīñ ke tum se kahīñaur chāra nahīñ ke tum se kahīñ
- کس سے ملنے جاؤ اب کس سے ملاقاتیں کروتم اکیلے ہو دل تنہا سے ہی باتیں کروkis se milne jā.o ab kis se mulāqāteñ karotum akele ho dil-e-tanhā se hī bāteñ karo
- کوئی ہو چہرہ شناسا دکھائی دیتا ہےہر اک میں ایک ہی مکھڑا دکھائی دیتا ہےkoī ho chehra shanāsā dikhā.ī detā haihar ik maiñ ek hī mukhṛā dikhā.ī detā hai
- نئے سفر میں جو پچھلے سفر کے ساتھی تھےپھر آئے یاد کہ اس رہ گزر کے ساتھی تھےna.e safar meñ jo pichhle safar ke sāthī thephir ā.e yād ke is rah guzar ke sāthī the
- ہتھیلیوں میں لکیروں کا جال تھا کتنامرے نصیب میں میرا زوال تھا کتناhatheliyoñ meñ lakīroñ kā jāl thā kitnāmire nasīb meñ merā zavāl thā kitnā
- ہم نے آنکھ سے دیکھا کتنے سورج نکلے ڈوب گئےلیکن تاروں سے پوچھو کب نکلے چمکے ڈوب گئےham ne ānkh se dekhā kitne sūraj nikle ḍūb ga.elekin tāroñ se pūchho kab nikle chamke ḍūb ga.e
- ہنسنے میں رونے کی عادت کبھی ایسی تو نہ تھیتیری شوخی غم فرقت کبھی ایسی تو نہ تھیhañsne meñ rone kī ādat kabhī aisī to na thīterī shoḳhī ġham-e-furqat kabhī aisī to na thī