Poet
Daniyal Zaman
b. 1996
Poems
- آپ کی سوچ سے زیادہ تھاایک دن میرے پاس اتنا تھاāp kī soch se ziyāda thāek din mere pās itnā thā
- اک سانس جدا کھینچ اگر کھینچ سکے تواس گرد میں آ کھینچ اگر کھینچ سکے توik sāns judā khīñch agar khīñch sake tois gard meñ ā khīñch agar khīñch sake to
- اوصاف آب کے ہیں تو تاثیر آگ کیہر زاویے سے کھینچ لی تصویر آگ کیausāf āb ke haiñ to tāsīr āg kīhar zāviye se khīñch lī tasvīr āg kī
- برق رفتار ہم بھی دیکھتے ہیںتو ہمیں مار ہم بھی دیکھتے ہیںbarq raftār ham bhī dekhte haiñtū hameñ mār ham bhī dekhte haiñ
- جاں گنواؤں کہ سر بچا لوں میںکوئی تلوار تو اٹھا لوں میںjāñ gañvā.ūñ ke sar bachā lūñ maiñkoī talvār to uṭhā lūñ maiñ
- جھوٹ سچ خواب یقیں وہم گماں مرتے ہیںجو کہیں بھی نہیں مرتے وہ یہاں مرتے ہیںjhūṭ sach ḳhvāb yaqīñ vahm gumāñ marte haiñjo kahīñ bhī nahīñ marte vo yahāñ marte haiñ
- سفر کی شرط پہ جو بھی بنی گزاری ہےبدل بدل کے جگہ زندگی گزاری ہےsafar kī shart pe jo bhī banī guzārī haibadal badal ke jagah zindagī guzārī hai
- کس کس کو زیر آب ہوا کی تلاش ہےکہتا ہے ہر حباب ہوا کی تلاش ہےkis kis ko zer-e-āb havā kī talāsh haikahtā hai har habāb havā kī talāsh hai
- کھوج کی اور نشاں سے کود گیامیں کہاں تھا کہاں سے کود گیاkhoj kī aur nishāñ se kūd gayāmaiñ kahāñ thā kahāñ se kūd gayā
- ممکن نہیں ہے جو یہاں ہا ہو نکال دےاس مشتعل ہجوم سے آ تو نکال دےmumkin nahīñ hai jo yahāñ hā ho nikāl deis mushta.il hujūm se ā to nikāl de
- میں گام گام پہ جو سانس سانس مرتا ہوںیہ زندگی وہ تکبر ہے جو میں کرتا ہوںmaiñ gām gām pe jo sāns sāns martā hūñye zindagī vo takabbur hai jo maiñ kartā hūñ
- وہ شور تھا کہ لفظ نہیں ہے زبان پرآواز قتل ہونے لگی حرف دان پرvo shor thā ke lafz nahīñ hai zabān parāvāz qatl hone lagī harf dān par
- یہ ہنر تو تری تخلیق کی تشہیر سے ہےکوئی دیوار سے ہے اور کوئی تصویر سے ہےye hunar to tirī taḳhlīq kī tashhīr se haikoī dīvār se hai aur koī tasvīr se hai